Age: 124
7008 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
olldman said:
sun_shine said:
olldman said:
sun_shine said:
Assalam O Alaikum
*Dimaagh : meri samjh main nahi aata ke scohta main hun
mashvara main deta hun phir bhi log tumhari mante hain
Dil :aaye nadaan insaan ko sochne par majboor to main karta hun na
jab hi to us ne mujhe seene se laga rakha hai
Dimaagh: dekho main uss ke itnae kareeb hoon ke
main uus ka her dard apne andar samo leta hoon
Dil :aur main uus ka kitna humdard hoon ke main uus ki tadap
apne wajood main mehsoos karta hoon
Dimaagh:main insan ko zindagi ke suhaane khuwaab dekhta hoon
Dil :aur main apni dhadkano ki raaftar tabeer ki taraf usss ki
rehnumayi karta hoon aur khuwaabon ki tabeer uus pe aashkaar karta hoon
Dimaagh:jisam ka aasal badshah main hoon kyun ke
usss ki zaruraton ka aadraak tow main hi karta hoon
Dil :aasal badshah tow main hi hoon jiss waqt tum so rahe hote ho
uus waqt bhi jism ko rozi pahuncha raha hota hoon
Dimaagh:aaye ghustaakh chup ho ja meri hukumat sari kainat par hai
agar main chahun to teri dhadkanein rok dun aur chahun tow tez kar dun
Dil :kyun na kar sako aakhair tumhari ragon main bhi to
mera hi khoon dourr raha hai na...!
Waalaikum Assalaam
Lo, ab baqi pura hafta khud se lari hi rahe ghi.
*Lolz Woh Kyun Sir?
Dimagh kahta hai sardi hai aurr dil kahta hai aissa nahi. Dil dimagh ki nahi aurr dimagh dil ki nahi maan raha, agument jaari hai.
*Right Sir
In This case if I am Not wrong Jo Apki Body Ko feel ho Uski protection kay Liye waisa Hi kejeye Agar aapko sardi feel ho rahi hain,,Tho sardi hain Agar sardi feel nahi ho rahi Tho sardi Nahi hain...!
Age: 124
7008 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*Shair Of The day From My Side
*Ye seher jo kabhi farda hai kabhi hai amroz Nahee maaloom ke hoti hai kahan se paida Wo seher jis se larazta hai shabistan-e-wujood Hoti hai banda-e-momin ki azaaN se paida