Rehan M Din said:
sun_shine said:
Rehan M Din said:
New Personality tabhi develop ho gi jab old chezain change ho jaen gi...
aur us k liye old chezon ka pata hona zarori hai...
takeh new brain un ko side per rakhay...
aye samajh... ya pehli vi ghayab...
*Yaa Right jee
But I Think kay Agar insaan ko kisi Cheez ka Idea
pehlay se ho tho Automatically us naye cheez
pe poorani cheez kay Kuch asraat hotay hain
So New Mind ko Old mind and Personality k baray
main kuch bhi pata na Ho Tho behter rahay ga...!
in my opinion jab pata ho keh pehlay aisa tha
aur ab us mai se kuch bhi nahi hona chahiye
to more than 80% change ae gi...
jab keh agar na pata ho to
phir to chances are there k 100% same to same bhi ho sakta hai...
Rapunzel said:
sun_shine said:
Assalam O Alaikum
*Lolz Right jee
Aur is Pagal Dunya Ko Hum ne hi theek Karna hain
Thora Difficult hain Per Try karnay main koi
harj nahi lol...!
Waalaikum Assalam
Haan dear try karne mein Tax thori lagta hai
olldman said:
sun_shine said:Assalam O Alaikum
*Lolz Right Mr.Rehaan Sir and Mr.Old Man Sir
Jin Questions Kay Answers hamain aatay hain Filhaal
Hum unhi se start Kartay hain
Ok Jee
3. Why does someone believe you when you say there are four billion stars, but check when you say the paint is wet?
Answer:Simply Because Stars Count karnay K liye
Tho Buhat dooor jana parega jo k Buhat mushkil hain
Isi liye Yakeen kar letay hain
Aur paint Check karna Konsa Mushkil kaam hain Lol
6. Why doesn't Tarzan have a beard?
Answer:Coz tarzan Fresh fruits and Vegetables khatay
hain jis se Skin hamesha Glowing rehti hain
Aur Insaan Kafi Young Rehta hain
Wa-alaikum Assalaam
Very good Sunshine Jee.
Waise aapne kitnni baar haath barre hein check karte paint ko.
Rapunzel said:
sun_shine said:Assalam O Alaikum
*Lolz Right Mr.Rehaan Sir and Mr.Old Man Sir
Jin Questions Kay Answers hamain aatay hain Filhaal
Hum unhi se start Kartay hain
Ok Jee
3. Why does someone believe you when you say there are four billion stars, but check when you say the paint is wet?
Answer:Simply Because Stars Count karnay K liye
Tho Buhat dooor jana parega jo k Buhat mushkil hain
Isi liye Yakeen kar letay hain
Aur paint Check karna Konsa Mushkil kaam hain Lol
6. Why doesn't Tarzan have a beard?
Answer:Coz tarzan Fresh fruits and Vegetables khatay
hain jis se Skin hamesha Glowing rehti hain
Aur Insaan Kafi Young Rehta hain
Sadqe jayun tumhare
Rapunzel said:Waalaikum Assalam
Very Nice Topic
Tu DR.AM ap Dil ki manti hain ya damagh ki
London_Girl said:nice sharing!
sweetie said:many congrats hun'.. keep up da gud work
heart_hacker said:Congratsssssssssss
Rehan M Din said:
Congrats SS...
Keep it up...
~tasha~ said:
on your 12000 posts
nina said:Sun Shine
On Y0ur 12,000 P0st$
Asian said:mubarak :)
Rapunzel said:
~Fragi~ said:kangruts
madgirl said:congratesssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssss
SupidGuy said:
Sun Shine On Y0ur 12,000 P0st$
Rehan M Din said:
sun_shine said:
Rehan M Din said:
wa-alaikum salam
new brain ko kesay pata chalay ga keh pehlay ap kesi thi???
*Right Sir
*New Brain ko yeh batanay ya pata chalnay se kya faida
What new brain has to do with old personality?
New Brain with New personality
Old personality with old brain lol...!
New Personality tabhi develop ho gi jab old chezain change ho jaen gi...
aur us k liye old chezon ka pata hona zarori hai...
takeh new brain un ko side per rakhay...
aye samajh... ya pehli vi ghayab...
Rapunzel said:
sun_shine said:Assalam O Alaikum
*lolz Yess My Dear friend
Dr.Ma'am Welcome jee...!
Tum aik achi bachi ho
Rehan M Din said:
sun_shine said:
*Oops Right jee
Unhain Explain karna bura lagta tha
yaa Explain karnay main Dushwari pesh aati Thi?
apnay apnay mizaj ki baat hoti hai... usay sochon main gummmm rehnay ki adat hai... disturbance hoti hai jab koi baat karay ya pochay to...
ya shayad usay kuch bhi share karna bura lagta hai...
Rehan M Din said:
boht khobsorat sharing...
Asian said:yehi to maza hai
ghussa aya shout kernay lagay
bass masoom se akoon se deeko
khud chup ho jatay hai
Rapunzel said:
sun_shine said:
*Oops Right je
yeh Tho hain
and it Really works Lol...!
Bilkul dunya ki fiker mat karo coz dunya tu pagal hai
Rehan M Din said:
sun_shine said:
*Lotlz Right jee
But Personally I Think Kay kabhi Kabhaar Insaan
ka Dimagh us taraf nahi jaata yaa Woh person us
cheez pe ghor nahi kar Patay
Agar koi Person Job kartay ho tho daily
they have to work on time and Din aur saal ka
hisaab hota hain Un kay paas
Magar For example like aik House wife ho ya Aisay
Person Jo Mostly days ka hisaab lagaye baghair
kaam kartay hain for them Its fine
Its Life,Sab Chalta hain....!
yes.... chalta to sab hai...
per hairat to hoti hai na aisi baat sun kar...
ap ko hairat nahi howi??