sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum

*Lolz Scary tho aisa kuch nahi hua Alhamdulilah

but 2 din pehlay raat ko 10 bajay i was in the kitchen
Kitchen ka door bandh tha
magar phir kitchen ka door aik dam se khul gaya
I thought may be koi ho
magar bahar aa k dekha tho koi nahi tha

2nd usi raat 2 bajay hum room se guzar rahay thay
tho aisa feel hua k kisi ne hamain awaaz dei
I thought may be my bro ya auntie ho
magar koi nahi tha Room main
hum dobara chalnay lagay apnay room ki taraf
Tho Dobara Awaaz aye
Hum ne left side dekha
Phir right side
Koi nahi tha
then i was ready to run away
Mind main plan banaya k "Bhagoooooo" Lol
Jaa k Room main so gaye lolz...!

Posted 25 Dec 2008

Topic: Attitude

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum

*Lolz Right My dear Friend
Well said Bro
to stay Positive and Right thinking
Buhat mushkil kaam hain
But I Think We have to work on our selves
Apnay behaviour pe nazar sani karni chahiye
Coz agar hum kuch ghalat kartay ya kehtay hain
Tho hamaray dil o Dimagh main ek pal k liye yeh
khayaal zaroor aata hain k kya yeh sahi tareeka tha?

Posted 25 Dec 2008

Topic: Difference

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum

*Lolz
Right jee
Woh hamaray Itnay Dushman nahi
Jitnay Hum aik dosray k hain
the Legend Tipu Sultan ki ek buhat achi baat Hain k

"Jis kaum main Ghadaar paida ho
tho us kaum k mazboot ki'llay Bhi rait
k gharonday saabith hotay hain"

yehi hamara case hain...!


Posted 25 Dec 2008

Topic: Your Choices

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
*Lolz Yess

*

Posted 25 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rehan M Din said:


wajah kuch khaaas nahi...

bas NAKHRA....



Assalam O Alaikum

*Lolz Woh Kyun jee?

Posted 25 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:

sun_shine said:

Rapunzel said:

Most welcum
hmm chalo theek hai aik qadam taskheer karne ki janib



*Yaa My Dear Friend
Dunyaa hamari hain
Aur hum hi isay Acha banaingay
InshAllah...!


Hum tu aise hain bhaiya



*Tussi jaisya bhi Ho
Buhat Achay ho jee...!
   
Posted 25 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
~CHANDNI~ said:

Me going 4 nEw yEAr UAe

UAE me COmiNg





Inshallah millty hay akk choty say Romantic break kay bad




Assalam O Alaikum

*Oh wow Really Nice Dear sis
have a Really nice time InshAllah...!
   

Posted 25 Dec 2008

Topic: Sunsan JB

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
*Oh wow Really nice

Khoob Enjoy kejeyega InshAllah...!
   
Posted 25 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:

Ufone ki purani addat hai


I like his style bus ik nya connection chahiye Lekin really it sounds very bad



Assalam O Alaikum

*Lolz
per woh jab kehtay hain woh sentence
Buhat Funny lagta hain Lolz...!
Posted 25 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rehan M Din said:


ufone ka new ad kesa hai? mujhay to bas normal sa laga...

vesay apnay competetor ko point out nahi karna chahiye ads main... dat goes negative...



Assalam O Alaikum

*Yaa Right jee
Ufone new Commercial Kuch Khaas Pasand nahi aaya hamain
But ek Connection Chahiye wala Sentence acha tha Lolz...!
Posted 25 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:

sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*Oh Right Lol
My cousin said that k she is a Singer
Yaa it looks Not good

*Lolz Tab ki baat aur hoti...!



Waalaikum Assalam

ye tab kaun sa tab



*Lolz My Dear friend
Wakt aanay pe 'Ab' Honay wala...!
Posted 25 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan


Thank You jee

*If you were hypothetically involved in a debate and you needed to choose JB members in your team, who would you choose and why?

Asia main rehnay walay Asians
aur Europe ya America main rehnay walay
Asians ki 3 Achi aur 3 Dosri adatein bataeye...!
Posted 25 Dec 2008

Topic: Sunsan JB

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan

*Oops yeh 4 Holidays Kis ne di
Lolz Very Nice...!
Posted 25 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
sweetie said:



R U?




Assalam O Alaikum

*Nice Sharing
yaa Friends aisay Hi Honay chahiye
To be honest
Hum 50% aisay Hongay...!
Posted 25 Dec 2008

Topic: Sunsan JB

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum

*Yaa Right
May Be Holidays Enjoy kar rahay ho
yaa Phir kahin aur busy Ho...!
Posted 24 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum

*Nice Answers
Lolz I have 2 questions In My mind
Jo Hum wapsi pe aa k Poochaingay Aap se...!
Posted 24 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan




Close Up with Mr.JAVAD


Your Display Name:
JAVAD



*Your Hometown:

SIALKOT-PAKISTAN




*Your current Location:

SIALKOT




*Your Date of Birth:

07-07-83




*Your profession:

IN AVIATION FEILD(FREIGHT FORWARDING COMPANY)




*What kind of person you are:

I AM VERY STRAIGHT FORWARD PERSON




*Aapka bachpan kaisay guzra:

BACHPAN TO JANAB BOHAT ACHA GUZRAA buss yaad hi kar sakty hen.



*Apki College Life kaisi rahi:

College life to buss esay hi rahi kuch enjoy nahi kia.. buss cricket khelnay hi jata thaa...




*Apki achi aadat:

Achii adat... kuch kah nahi sakta..wesay caring hon..baki to apko pata hoga




*Apki koi buri aadat:

Buri adat koi ho to bataon na...ye to bohat sari hen..aur ye bhi ap log ziada achi tarhan bata sakty hen wesay me emotional hon ghussay ka taiz.




*Your favourite song and reason:

Songs ko kabhi itnaa nahi sunaa k wo fav hon..




*Aisa song jo aapki personality say match karta ho:

Ye to pata nahi..




*Who is your Ideal:

My wife



*What makes you smile:

My family my friends



*What makes you angry:

Kuch bhi hosakta he



Aapki Shaadi kab hue:

Meri shadi 05 May 08 ko hoi thi.



Love or Arranged:

Love ko arrange kia thaa



Apki aur Apki wife ki pehli mulakaat kab hue:

Pahli Mulakat to apni class me hoi thi(9th class)



Apki Wife ki konsi adat aapko Buhat achi lagti hain:

She is caring loving



Apki Wife ko apki Konsi adat buhat achi lagti hain:

Me caring hon yehi usay pasand he.



Shaadi se pehlay aur baad ki zindagi main kya changes aaye:

Bachy thay bary hogaye



A perfect song for ur life partner:

Songs ka to bata chuka hon k koi intrest nai.




*Life main kis ki kami mehsoos hoti hain?

Han ji achi education hoti to kia baat thi.




*Wo wakt jo apko buhat yaad aata hain:

Bachpan aur jo menay karachi me guzara.





*If you were given the chance to reborn,tab aap kya banna pasand kartay?

Javad




*woh kya baat hain jo aapko dosron say alag sabit karti hain:

Ye to dosray hi bata sakty hen.




*Your favourite place where you want to go:

Fishing kay liye kahin bhi




*The most Important 3 things in ur Life:

My Mom,Wife & Son




*Future Plans:

Buss Allah behtar hi kary Acha Muslim banaye.




*Kis baat say darr lagta hain?

Darr to nahi lagtaa




*What are you thinking right now?

Sach bataon to Pakorray khany ka dil kar raha he.




*How Long Does It Take You to Get Ready for A Party?

Within no time.I like parties



*Which is man's best invention?

Phone





*Which dream scared you most?

Allah say mafi mangy beghair mot na ajaye.




*Who rocks your world?

My wife and my friends




*Mohabbat kay Baray main Apki Rai:

Mohabbat nahi to kuch bhi nahi...




*Kabhi kisi nay Flirt karnay ki koshish ki:

Aye haye kia yaad dila dia bohat hen janab.   
   


*Agar Yess tho Aap nay kya kiya:

Kuch nai kia




*What you pray for most in your life:

Gunnah say mafi hi mangta hon Gunha gar banda aur kia mangye.




*aisay person (except family) jin say aapko buhat mohabbat ho?

Mera dost he.




*Aapka favourite Color:

Black




*Shadeed thakan kay bawajood kahan jana pasand kartay hain:

Fishing par




*Pehli mulakat main kis cheez ka jaiza laitayvhain?

Dekhta ho k samny wala mujhy kesay lay reha he. Uskay baat karny say pata chal jata he k banda kesa he.



*aapkay baray main logo ki pehli rai:

Javad say zara sambhal kar baat karna




*Politics k baray main aapka kya khayaal hain:

Politics itni kharab hogaye he k raye detay hoye bhi sochna parhta he.




*Apka favourite Shair:

JISM KI BAAT NAHI THI UNKAY DIL TAK JANA THAA
                                      
LAMBI DOORI TEH KARNY ME WAQT TO LAGTA HE



*Your favourite book:

Books reading ka bhi shok nahi rakhty hum.




*Your favourite Poet/writer?

Faraz,Wasi shah, Parveen shaker




*aap apni family main kis say buhat close hain:

Apni Maa kay.



*Aina dekh kar kya khayaal aata hain:

Allah ka shukar he k koi kami(mazoori) nahi.



*agar aapko president bana diya jaye tho pehla kam kya karaingay:

Me ye ohda kabool he nahi karonga.




*Apko kis kasam kay log achay lagtay hain:

Jolly aur Caring.




*Apko kis kisam kay log buray lagtay hain:

Diplomat



*agar aapki lottery nikal aaye tho uska kya karaingay?

Karna kia he enjoy karngy




*Describe Yourself in 3 words:
abi itna asan nahi khud ko describe karna..



*Forum main Kabhi kisi say Narazgi huee, aur kis baat pe?

Nahi naraz hoa.




*Rate yourself:

As a son: Good
As a Husband: Good
As a Friend:    Good
As a Member: Good



*Forum kay aik aisay member jo Apko Buhat yaad aatay ho:

Aik dost thee abb forum me nahi.



*The funniest Comment jo aapko kabhi mila ho:

ABB USAY MERA NAAM BHI YAAD NAHI JO KAHA KARTI THE KUNDI NA KHARKA SONYA SIDHA ANDAR AA




*The best Comment jo aapko mila ho:

Yaad nai



*The craziest thing you have ever done:

Ye to bohat ziada hen kia kia bataon




*Sing a song for a Jb member:

Songs k bary me to bata chuka hon no intreset




*Agar aapko kisi kisi Unknown Island pe bheja jaye tho aap kis member ko apnay sath le jatay aur kyun:

CF ko Aur Chandani ko dono ko wahan asani say khalas kar deta bohat tang karty hen dono.




*Kisi Bhi member ko ek mashwara:

Sunshine DIL BARA KARO




*Who is devdas,paro and Chandermukhi of the forum and why:

Devdas is CF baki Aurton ka me kia bataon.



*1. Whose posts on JB do you enjoy reading? Why?

Chandani, Rapu,CF,Sunshine achi hotin he islye




2. Whose posts on JB actually make you think?

Ashii,FG,SK,WOL




*3 Brilliant friend couples of JB:

Sahi bolon to me kisi ko esay nahi janta




*I will say a word,Us word k liye aapkay Mind main Jis member ka name aata hain you have to tell us:


Cute- Chandani

Intelligent- Tasha & Sunshine

Aik dam Paagal- CF,QV

Funny- Asian

Caring- Chandani ,Rapu

Teacher of the Jb- Wol,Ashi,Faragi,

Entertainer- CF, Rapu, Tasha, Asian

poet of the jb-FG,Tasha,Rapu,Chandani

love guru-   JAVAD




*Your Msg for All of Us:

BE HAPPY AND STAY TOGHETHER AS A FAMILY





Posted 24 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan

Assalam O Alaikum

*Missing You Dear sis
Come back Very Soon InshAllah...!
   
Posted 22 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
~tasha~ said:

Rapunzel said:

Waalaikum Assalam

Nice topic & replies lolz



blame it on 'the sunshine'


Posted 22 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
olldman said:

sun_shine said:

olldman said:

Bachpan? abhi khatum to nahi hua, Sunshine jee.

Humara bachpan ki do batein jo achi tarah yaad hein:

Bachpan ka phehla hissa:
Ayk larki ko summer ke mossum mein(river) doobne se bachaya tha. Usse swiming nahi aati thi. Aurr hum bohut bewaqouf the.

Bachpan ka akhri hissa:
Snow ball ki larahi apni street ke larke larkiyon se, bohut zabberdast do teen ghante khailte, akhir ghusse mein aake zor zor se marte ayk dusre ko.



Assalam O Alaikum

*Lolz Very Nice Sir
Lolz Unki Jaan bacha k yeh Tho buhat Acha kaam kiya Aap ne
Bewaqoof Lolz Woh Kyun Sir?


Waalaikum Aasalaam

Madam ki jaan to bach ghi, Hum thori mushkil mein the thakan ki wajha se.

Sunshne doobne wala be-bassi ki ghabrahat, haath aurr badan ko bohut zor se marne lagta hai. Tein char saal ka fark tha ummar mein.

Thank you bi nahi kiya na .




*Lolz Right Sir
shayad Wo Ma'am Thanks kehna Bhool gae ho ghabrahat main
Thanks kehnay ka Tho Farz banta tha...!
Posted 22 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:

Waalaikum Assalam

Nice topic & replies lolz



*Thank You My Dear Friend
Ap Bhi apnay Childhood ki Kuch yaadein share kejeye...!
Posted 22 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
*Most welcome jee...!
Posted 22 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum

*Wow Really nice Jee
Yahan No barish
Albatta mausam kaafi thanda hain...!
Posted 22 Dec 2008

Topic: Present

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum

*Present

My Dear sister
have a Nice time InshAllah...!
Posted 22 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
olldman said:

Waalaikum Assalam, Sunshine

Hum to sab se akhiri baar milne ki koshesh karte hein


Khabi socha to nahi itna, lakan milke ajnabi aurr apne acha mehsoos karte hein.

Hum phele se nahi judge karte kissi ko bhi, ache khaloos se mehfil hoti hai.

Har kissi ko dobarra milna passand nahi karte, lakan milte saaf soch aurr diyantdaari se hein.
Bohut barr aissa hua ke hum kissi ko pheli aurr akhiri bar mille. Un ke jaane ke baad khabi ye nahi sochna parra ke humein kuch karna chaiye tha.

Humdardi ke haq rakhne walon ko bas humdarddi.
Kuch ke liye duein aurr kuch ke liye haqaarat.

(Haqaarat ke sahi haqdaar ko hi hum nawazte hein.)




*Very Nice Sir
yeh Tho Buhat Achi baat hain
I Think Buhat Kam log aisay hain
Jin k saath aisa Hota hain...!
Jo Har insaan K sath Khuloos e Niyyat se miltay hain...!
Posted 22 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:

Most welcum
hmm chalo theek hai aik qadam taskheer karne ki janib



*Yaa My Dear Friend
Dunyaa hamari hain
Aur hum hi isay Acha banaingay
InshAllah...!
Posted 22 Dec 2008

Topic: Attitude

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:

sun_shine said:

Rapunzel said:

but still Ss tum bohat achi frnd ho




*Oh Really
Thank You jee
Dear Friend Ghussa Bilawaja tho nahi aata na...!



My pleasure dear
lolz ye bi hai



*Lolz My Pleasure Too...!
Waisay I belive aap Apnay Attitude ko control karay
warna Apka Attitude aapko Control kar lain ga...!
Posted 22 Dec 2008

Topic: Attitude

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:

sun_shine said:

Rapunzel said:

sun_shine said:


Assalam O Alaikum

*Wow Brilliant
Buhat khoobsurat sharing My Dear friend

*I Chose
:Enjoy every moment of Ur life and give your best

Right jee
I also cant be Positive all the time
I try 100%to control My anger
But phir bhi 20 ya 30% anger out ho hi jaata hain Lolz...!



Waalaikum Assalam
thnx dear
haan je mein ne kayi examples dekhi hain



*Most welcome jee

Ghussa out honay ki yaa control karnay ki lol?



Out hone ki bi aur control karne ki bi



*Lolz Right jee
Yeh baat Tho sahi hain...!
Posted 22 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum

*Mr.Supid Guy Sir
*Sun shine jee...!
Posted 22 Dec 2008

sun_shine

Age: 124
7009 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:

Waalaikum Assalam

lolz and i have also 2 choices
either to say u thnx or say you thnx alot



*Nice My Dear Friend Lol
Now I also have 2 choices
To say Welcome or Most welcome
But i've chose
Most Welcome My Dear Friend...!
Posted 22 Dec 2008

Copyright ©2024 Janubaba.com - All Rights Reserved.- .505