Age: 38
6017 days old here
Total Posts: 863
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
waisey to meri koshish hoti hai k kuch aisa na karun jis say koi naraz ho par agar aisa ho jaye to foran sory kar leti hun lekin phir bhi UN SAB KO BHT BHT SORRY KARUN GI jinhein lagta hain k mujhey unhein sory kehn chahiye
Age: 38
6017 days old here
Total Posts: 863
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
achaaaaaaaaaaaaaaaaa phir to hum umeed kartey hain ka hamarey para ji jaldi theik ho jayengey zara mushkil ho sakti hai aap ko is kam mein par BEST OF LUCK
Age: 38
6017 days old here
Total Posts: 863
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
mein kisi ko nasehat nahi karti woh kehtey hain na k "KISI KO NASEEHAT NAHI KARNI CHAHIYE QK AQALMAND KO US KI ZAROORAT NAHI OR BEWAQOOF NEY US PEY AMAL NAHI KARNA"
Age: 38
6017 days old here
Total Posts: 863
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:
tehzeeb said:
ufffffffffffffffffff sab log kitni tafreeh laga rahey hain na tumahri or mein itna sad feel kar rahi thi chalo koi nahi jab biryani ka prog ho to batana mein bhi aa jao gi naik kam mein deir nahi karni chahiye
meri tafreeh nhi laga rahe dushmaniyan nikal rahe hain
tum bi baryani khane ayo gi mein nhi ja rhi
acha yar mein biryani nahi khao gi aik meri wajah say baqi sab ka nuqsan na karo
Age: 38
6017 days old here
Total Posts: 863
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
jahan tak mujhey pata hai to yeh hai k namaz qabool karna ya na karna to allah taalah par depend karta hai jab bhi aap namaz parho to pori parho or aalah talah say pichli namazo k qabool honey k liye dua karo or agar ho sakey to 2 rakat namaz toba ada karo.
Age: 38
6017 days old here
Total Posts: 863
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
ha ji lekin un mohtarma ka khayal hai k naat parhna gunah hia or islam mein mamnoh qarar diya gaya hai jab k meine apni pori life mein aisa nahi suna or jis naat k baad unho ney aitraaz kiya tha woh arabic naat thi or sirf salam he parha ja raha tha us mein.