Logo

Fairl_Girl’s Collection + OWN

wafakadard:
Kon jane kab maut ka paigam aa jaye,
Zindagi ki akhari sham aa jaye,
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,
Hamari zindagi apke kam aa jaye

nice dear

Posted on 1/25/2006 1:34:15 AM

mein apney ghar mein bai ghar hon mera silsila bhi ajeeb hai,
mein baraf ki chat taley jalta hon,mera silsila bhi ajeeb hai.
us ne mujhey paya bhi nahi aur meri talash mein bhi nahi rehta,
aur wohi mera daweidaar hai,mera silsila bhi ajeeb hai.
jo mera maseeha thehra hai woh meray dard say ashna nahi,
aur is ke siwa mera koi mehram nahi,mera silsila bhi ajeeb hai.
mein apne dil say duur hon aur apney he dil ka rakeeb hoon,
din huay mujhay qatal hoey,magar mein ab bhi saans laita hoon,mera silsila bhi ajeeb hai!!!

Posted on 1/25/2006 1:38:45 AM

Posted on 1/25/2006 1:43:18 AM

Aghar Hum Na Hotey To Ghazal Kon Kehta
Aap Key Chehrey Ko Kamal Kon Kehta
Yeh To Karishma Hai Mohabbat Ka
Warna Pahtar Ko TAJ-MEHAL Kon Kehta

Posted on 1/25/2006 1:43:53 AM

NA INKAAR
NA IQRAAR???
       
Na inkaar na tha ikraar
Par hum karne lage tum se pyaar
Jaane kyun aur kab laga humein
Tum hi to ho mere dildaar

Rah pe chal rahe the hum saath saath
Tha hamare haathon mein aap ka haath
Humein kya pata tha ke zindagi mein
Yuhin saath chalne se nahi banti baat

Kitna pyaar hai hum ko aap se
Kitni zarurat hai hume aap ki
Batayen ge aap ko, karenge hum bayaan
Agar hui aap se, phir kabhi mulakat...

Posted on 1/25/2006 1:56:28 AM

wah jee wah

Posted on 1/25/2006 2:04:46 AM

palke jhuke to khwaab tumhara ho,
palke uthe to deedar tumhara ho,
mar bhi jaoo to koi gam nahi,
bas, kafan ki jagah aachal tumhara ho..!

Posted on 1/25/2006 2:16:33 AM

cf mai khana kahnay chali gayye thi sorry

Posted on 1/25/2006 2:32:24 AM

"Fairy Girl" is mein se aap ki personal poetry kaunsi hay kaya aap batana pasand karein gi ya keh sab dosray poets ki sharings hain

Baqi sab sharings bohat achhi thi thanks 4 sharing with us

Posted on 1/25/2006 1:34:22 PM

LAST WALI MERE HAI AND PAGES TO BOHAT HO GAY HAIN VIRDAN

Posted on 1/26/2006 12:38:24 AM

Fairl_Girl:
cf mai khana kahnay chali gayye thi sorry

its ok

Posted on 1/26/2006 1:13:17 AM

Ham Se Kia Pochte Ho Hijr Mein Kia Kerte Hein
Tere Laut Aane Ki Din Raat Dua Kerte Hein

Ab Koi Hont Nahi In Ko Churane Ate
Meri Ankhon Mein Agar Ashk Hua Kerte Hein

Teri Tu Jane, Per Ai Jan-E-Tamna Ham To
Saans Ke Sath Tujhe Yad Kerte Hein

Tu Hi Pehloo Mein Nahi Warna December Mein Wahin
Dhoop Mein Beth Ke Akhbar Parha Kerte Hein

Teri Tasveer Laga Lete Hein Ham Seene Se
Phir Tere Khat Se Teri Baat Kerte Hein

Gar Tujhe Chorne Ki Soch Bhi Aye Dil Mein
Ham To Khud Ko Bhi Wahin Chor Diya Kerte Hein

Posted on 1/26/2006 1:29:11 AM

Posted on 1/26/2006 1:40:18 AM

hamse puchho kya hota hai pal pal bitana
bahut mushkil hota hai dil ko samjana
ye zindagi to bit hi jaegi
bas mushkil hota hai kuchh logo ko bhul pana

Posted on 1/26/2006 1:42:14 AM

Fairl_Girl:

mein apney ghar mein bai ghar hon mera silsila bhi ajeeb hai,
mein baraf ki chat taley jalta hon,mera silsila bhi ajeeb hai.
us ne mujhey paya bhi nahi aur meri talash mein bhi nahi rehta,
aur wohi mera daweidaar hai,mera silsila bhi ajeeb hai.
jo mera maseeha thehra hai woh meray dard say ashna nahi,
aur is ke siwa mera koi mehram nahi,mera silsila bhi ajeeb hai.
mein apne dil say duur hon aur apney he dil ka rakeeb hoon,
din huay mujhay qatal hoey,magar mein ab bhi saans laita hoon,mera silsila bhi ajeeb hai!!!

Very nice thanx fo sharin ....

Posted on 1/26/2006 2:37:51 PM

Very nice friends ...
Thanx fo sharin...

Posted on 1/26/2006 2:39:57 PM

Virdan:
"Fairy Girl" is mein se aap ki personal poetry kaunsi hay kaya aap batana pasand karein gi ya keh sab dosray poets ki sharings hain

Baqi sab sharings bohat achhi thi thanks 4 sharing with us

aap ki jo apni poetry hay usay alag se post kiyon nahee karti aur jo dosray poets ki hay usay alag se share karein to i think zayda maza rahay ga

Posted on 1/26/2006 3:37:45 PM

bade bad qismat tere pyaar main hum thy
saamne thi manzil chaar qadam per tum thy
tere pass aaye tu raaste door thy
kaise batai hum kitne majboor thy
khamosh hum khade rah gai waha aap mashoor thy
saamne thi manzil chaar qadam per tum thy
teri ruswayi se darty thy hum
tujh se bepanha mohbbat jo kerty thy hum
zanjeer thi baandhi logo ne unke hi dastoor thy
badi mudatato ke baad didare yaar howa hai
kafi tha etna dil ko ab qaraar hoa hai
dekhty hi rah gai saamne huzoor thy
khni thi kayi baatien ankho main rah gayi wo
kaisi thi ye mulaqaat milke bhi adhori rah gayi wo
faasle ye waqt ke hame fir bhi manzoor thy
saamne thi manzil chaar qadam per tum thy
tere pass aane se raaste majboor thy

Posted on 1/27/2006 2:09:50 AM

Apna dil apni tabahi ka sabab hota hai
Yeh jawaani ka zamaana bhi ajab hota hai.
Koun si baat ne kis shakhs ka dil dukha diya
Bolne wale ko yeh ehsaas kab hota hai....

Posted on 2/1/2006 11:01:22 AM

Posted on 2/1/2006 11:05:20 AM

Meri Her Saans Ne Her Sooch Ne Chaha Nai Tumhain
Jab Se Dekha Hai Tumhain, Tab Se Saraha Hai Tumhain
Bas Gahe Hain meri Aankhon Mein Tumhari Aankhain

Tum Jo Nazron Ko Uthao To Sitare Jhuk Jaye
Tum Jo Palkon Ko Jhukao To Zamane Ruk Jaye
Kyun Na Ban Jaye In Aankhon Ke Pujari Aankhain

Jaagti Raaton Ko Sapnon Ka Khazana Mil Jaye
Tum Jo Mil Jao Jeene Ka Bahana Mil jaye
Apni Qismat Pe Kerain Naaz Hamari Aankhain   

Posted on 2/3/2006 3:07:45 AM

Posted on 2/3/2006 3:08:49 AM

Posted on 2/4/2006 12:14:15 PM

jidher bhi jaoon nazar mein us ka chehra rahta hai
wo mere dhiyan ke sabhi raastoon mein rahta hai
bichar kar us se pereshan mein to hoon
par suna hai wo bhi uljhanoon mien rahta hai

Posted on 2/6/2006 10:49:09 AM

Posted on 2/7/2006 2:02:41 AM

Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
Teri Hi Yaad Main Gum Rahi
Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai
Jaise Chaahat Meri Kam Rahi

Posted on 2/10/2006 10:16:04 AM

Posted on 2/12/2006 9:56:17 PM

Thanks

Posted on 2/16/2006 5:41:30 AM

Toot Chukay Hain Sabhi Dhaagay Saray Mere Ehsaas K
Ab Khushi K Jhilmilatay Gheet Ga Sakta Nahin

Ehle-e-Duniya Mujh Se Mere Keh Keh Mangoon Nahin
Itna Bebus Hogaya Hoon Muskura sakta Nahin

Kia Kahoon Kis Tarhaan Jeena Mera Maqsad Tha
Kis Tarhaan Jeeta Hoon Main Kuch Bata Sakta Nahin

Dil Se Hi Chaha Tha Tujh Ko Toot Kar Maine
Ab Teri Chahat Ko Dil Main Samaa Sakta Nahin

Be Asar Si Be Sabab Si Ho Gayee Zindagi
Ab Teri Nazroon Se Bhi Nazrain Mila Sakta Nahin

Tu K Jis Andaaz Se Chehray Ko Parta Hai
Roog Tu Lagna Hi Tha Dil Se Mita Sakta Nahin

Posted on 2/24/2006 2:35:49 AM

*~*Ankhon Say Tu Dor Ha..Dharkanon K Paas Ha*~*

*!*Tu Ho Gaya Hum Say Juda..Kahnay Ke Bas Ye Baat Ha*!*
*!*Ankhon Mein Ban K Ashk Tu... Har Pal Hamaray Saat Ha*!*
*!*Teray Bin Ye Zindagi..Lagte Ha Kar Mera Yaqeen*!*
*!*Kahtay Hain Khaa K Hum Kasam...Jaisay Koi Banwas Ha*!*
*~*Ankhon Say Tu Dor Ha..Dharkanon K Paas Ha*~*

Posted on 2/24/2006 2:42:50 AM