kal shub dekha jab tujhe,
agaya yad woh beeta hua zamana.
chup chup kar likhna khat,
woh ansooaon ko bahana.
milnay k liye woh karna duaein,
na milnay par kahfa ho jana.
per woh khwab tah jis k liye,
hum nay auron ko bhulaya.
kal karte thay milnay ki dua,
ajj tumnay chaha bhulana.
sab kuch tah chora jis k liye,
woh nikla begana.
apno se achay hotay hai ajnabi,
us se bichrnay k baad hai mana.
hum tu karte hai ajj bhi dua yah,
humesha khush-0-abad rehna !!!!!
Labon pe tabassuym hai raksan Yaani koshish hai ghum chupaane ki Meray ahbab yeh samajhtay hain Mujhey aadat hai mukuranay ki
dost he dost ka khuda hota hai yeh ahsas tab hota hai jab dost juda hota hai.
Aakhon main hai gham ke aansoo,Aur hoton pe fariyaad hai,Aur ab kya hai paas humaare,Sirf ek teri yaad hai..
Aasmaan aaj phirse roya hai,
Nakaam aashiqon ke haar me ek aur moti piroya hai,
Koi to bataaye kahaaan mera mehboob khoya hai,
Mohabbat ki kabr main mera yeh pyaar soya hai.
Mohabbat hamein mili nahi to hum ne nafarat ko gale laga liya,wafa kismat main nahi likhi to hum ne bewafa se dil
LIKH RAHA HUN APNEY KHOON SY SALLAM E JUDAAI.
SUNAOON GA AJJ TUMHE KALLAM JUDDAI.........
RONA NA HO JIS KI KISMAT MEY KABHI...........
UN KO BHI RULA DETI HAI GUMNAAM JUDAAI .....
KANP UTHTAA HAI SUN KER YEH DIL .............
LETA HAI JAB KOI TERA NAAM JUDAAI ...........
MEREY DIL KI TARAP AKR KOI DEKHEY ZRA .......
KESEY RULATI HAI MUJHE SHAM JUDAAI ..........
HO JATA HAI INSAN APNI HASTI MEY GUUM .......
LETI HAI JAB JAB INTEQAM JUDAAI .............
KOI QADR O KIMAT NAHIN REHTI US KI ..........
JIS KO AIK BAR KERDEY NILAAM JUDAAI .........
AANKHEIN UMER BHAR KHUSI KO TARASTI HAIN ....
DEKHATI HAI JAB APNA KAM JUDDAI .............
LIKH RAHA HUN APNEY KHOON SY SALLAM JUDDAI ..
SUNA RAHA HUN TUJHE AJJ MY KALAAM JUDDAI.....
Hamain itni muhabbat hai tumsay sanam
Ab chaahay parain ishq main jitnay sitam
tumhain paana hai chaahay jitnay ho gum
Labon nay na bola per is jahan ki kasam
Agar hota jayaz, pujtay tum ko hum
"sitam karo ya karam karo,hum gila nahin kartey,
yaqenan khizan main phool khila nahin karte,
mila do khak mai hum ko magar yaad rakhna,
hum jaise dost phir mila nahin karte"
Qabar per leta tha mara nahi tha phir ku gaarda
Mein tho tere Intezar mein leta tha phir ku gaarda
Aap kay hillane per hilla bhi tha mein phir ku gaarda
Ab gaard hi diya jo aap nah ab utt ker chale bhi jaho
Ab gaard ker roote aur tarapte ho tho phir ku gaarda