Tum Chudaa Paoge Daaman Na Meri Yaadon Se
Hamane Khushbu Ke Tarah Chupaya Tha Tumhe
Aayna Dekhoge Jab Tum To Nazar Aaayenge Hum
Humne Bhi Aayana Ek Roz Banaya Tha Tumhe
woh kehte rahe humesha ke unhe humse pyar hai,
hum bhi to mante rahe ke woh humare liye bekarar hai,
jab mohabbat ke sagar me sahil ki talash ki to jana,
ke unhe humse nahin par kisi aur se pyar ha.
woh naaaa farishtaa ho na farishtoo jaysa ho
mujhe tlash hay oss ki jo meray jaisa ho
meray khloose ko phaichaan taa ho kafi hay
woh kahiin bhi ho koi bhi ho aur kaisa bhi ho
pyaar karney kai bhi kuch adaab hoova kartey hain
jagtey ankhoun kai bhi kuch khawaab hoova kartey hain.
zaroori tou nahin haar koi roo kai deekhai
sookhi ankhoun main bhi sailaab hoova kartey hain
Ji chahta hai tere naam aik kitab likhon .. Is kitab ka tere naam intisab
likhon .. Tujhey sharminda karne ke liye main is main .. Tera aur mera, be
baak hisab likhon .. Main soch soch kar pagal sa ho gaya hoon .. Jhele hain
jo tere gham main ne, kaise woh azaab likhon ... De gi meri zindagi ko
andhere wohi .. Khuahish thi jise main aaftab likhon .. Jo diye hain tu ne
kanton ke bistar mujhey .. Bohat mushkil hai in kanton ko gulab likhon ..
Mujh se munafqat na ho sake gi dil ki baat main .. Dukhon ke samandar ko
main kaise sarab likhon .. Ajab karb main KYOON HOTEE HAIN LOG AISAY