guzre huey touel zamaney ke baad bhi,
dil mein raha woh chord ke janey ke baad bhi,
lagta hai kuch kaha hi nahin hai ussey,
dil ka tamaam hal sunaney ke baad bhi.
jaan pehchaan kyon mukaddar ki baat hai,
jo na seh payein aise kyon halaat hai,
kyon daga de jaati hai hume hamari kismat,
na jaane ye bewafa bhi kyon uske saath hai.....
SAATH DIL KAY CHALAY
DIL KO NA ROKKA HUM NAY
JO NA PANA THA
USSAY CHAHA HUM NAY
AIK DHOKAY MAIN KATI UMER HUMARI SARI
KIYA BATAIN KISSAY PAYA KISSAY KHOYA HUM NAY
SAATH DIL KAY CHALAY
DIL KO NA ROKKA HUM NAY
JO NA PANA THA
USSAY CHAHA HUM NAY
AIK DHOKAY MAIN KATI UMER HUMARI SARI
KIYA BATAIN KISSAY PAYA KISSAY KHOYA HUM NAY
Kabhi khamosh batho gai kabhi kuch gungunao gai...
mai itna yadd aaon ga mujhay jitna bholao gai.......
kabhi duniya mokammal ban kar aankhoon mai samayai ge
kabhi duniya ke har shai mai kamee mere paao gai
kio jab pouch bathay ga khamoshi ka sabab tum sai.....
bohat samjhana chahoo gai magar samjha na paao gai.....
kabhi khamosh bathoo gai kabhi kuch gungunao gai
mai itna yadd aaon ga mujhay jitna bholao gai
Woh dabi si dabi si mohabbatein mujhay yaad hain
tere piyar ki sabhi uljhanein mujhay yaad hain
tere wasal ki sabhi khwahishein meri bhool thein
mein ne mani thien woh jo minnatein mujhay yaad hain
dil kai phool bi kheltay hain
behkar jatay hain
zahkam ksay bi hon
kuch rooz main bhar jatay hain
is dareechay main bi ab koi nahi aur ham bi
sar jukai howai chup chap guzar jatay hain
naram awaz,bahli batainmahazab lahjay
phali barish main hi yeh rang utar jatay hain