Logo

share ur poetry...

hahahahaha

Posted on 1/31/2005 1:57:38 AM

nice janubaby

Posted on 1/31/2005 1:58:31 AM

where is paki

Posted on 1/31/2005 1:59:29 AM

Arbab Kahir to hai abhot hahaha hoo rahi hai
Yar Paki kud he gum hai aj kal

Posted on 1/31/2005 2:44:59 AM

haan yaar aur kiya karon

Posted on 1/31/2005 3:17:11 AM

nain nahin janabs..
mein yaheen hoon..
kiun kia hua?

Posted on 1/31/2005 5:27:43 AM

thank u wafakadard n Arbab

and very nice shairs of urs and sunny's

Posted on 1/31/2005 5:29:31 AM

thanks laiken tumharey shairs kahan hain

Posted on 1/31/2005 5:33:15 AM

coming up

Posted on 1/31/2005 5:33:57 AM

jaldi karo sher bolo tumhari bari hay ji

Posted on 1/31/2005 5:33:59 AM

for all my friends here

Friends will come and friends will go,
The seasons change and it will show,
I will age and so will you,
But our friendship stays, strong and true

Posted on 1/31/2005 5:36:46 AM

ZINDAGI KUCH ESE LAGI MUJE
JESE HO KOI KHALI MAKAN
ZINDAGI SE MILA WO KUCH MUJE
JESE PAI HO KISI GHUNA KI SAZA
ZINDAGI SE MILI HAI MUJE TANHAI
JESE HOWA HON MAIN TAN SE JUDA
ZINDAGI BHI KIA KHUB RANG DEKHTAI HAI
APNO KO BHI KABHI KABHI BEGHANA KAR DETI HAI
ZINDAGI SE HON MAIUSS TU NAHI PER
SHIKWA KIA THA LEQEEN SILA MILA BHI NAHI

Posted on 1/31/2005 5:38:19 AM

for those who are not my friends

mustakil is jahan main tum bhi nahi
mustakil is jahan main hum bhi nahi
na musarat he mustakil hai "yahan"
mustakil is jahan main gum bhi nahi
phir adawat bhi mustakil kiun ho
aoo kuch is tarhan na kar dekhin
in andheron main roshani karlain
aoo dosty karlain,aoo dosty karlain

Posted on 1/31/2005 5:40:13 AM


Posted on 1/31/2005 5:57:45 AM

thanks janab

Posted on 1/31/2005 5:58:56 AM

u welcome

Posted on 1/31/2005 6:37:51 AM

kahan sey laon hunar Ab usey mananey ka
koi jawaz hi nahin us key Rooth jaaney ka
mohobaton main saza bhi mujhi ko milni thi
key jurm main ney kiya raabtey barhaney ka

Posted on 1/31/2005 6:58:10 AM

nice paki

Posted on 1/31/2005 7:46:30 AM

paki_fan:
kahan sey laon hunar Ab usey mananey ka
koi jawaz hi nahin us key Rooth jaaney ka
mohobaton main saza bhi mujhi ko milni thi
key jurm main ney kiya raabtey barhaney ka

Kahan say laon hunar ab usay manay ke liye,
kohi jawaz he nhi us ke rooth janay ka....
mohabbat main saza bhi mujh ko he milni thi...
jurm kiya tha main nay us say rabtay barhanay ke liye...

SOrry Paki likun main nay aysay he paraa tha

Posted on 1/31/2005 4:03:08 PM

gooooooood paki

Posted on 2/1/2005 1:39:56 AM

JB how about me

Posted on 2/1/2005 9:07:13 AM

Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hain,
Tumhaari in ankho mai sada ke liye bas jana chahty hain,
Chahty is dil ki, na jaane humse kaya kaya chahati hain,
Najar bhar tumhe dekh kar, Tum per mar jana chahty hain!!!!

Posted on 2/1/2005 9:08:32 AM

U R AWESOME SUNNY KEEP IT UP

Posted on 2/2/2005 12:24:35 AM

tu na aata tri awaz to aati rehti
ghar bhi kismat se tere ghar kai barabar na howa


Posted on 2/2/2005 12:33:55 AM


Posted on 2/2/2005 1:27:05 AM

JANUBABY:
tu na aata tri awaz to aati rehti
ghar bhi kismat se tere ghar kai barabar na howa


Thanks JB

Dil ki dhadkano me bas gaye ho tum,
saanso ki khushboo ban gaye ho tum,
maut ki to baat hi kya ,
ab to meri zindagi ban gaye ho tum... (MISBAH)

Posted on 2/2/2005 2:31:17 AM

thanks Arbab

wafakadard:
paki_fan:
kahan sey laon hunar Ab usey mananey ka
koi jawaz hi nahin us key Rooth jaaney ka
mohobaton main saza bhi mujhi ko milni thi
key jurm main ney kiya raabtey barhaney ka

Kahan say laon hunar ab usay manay ke liye,
kohi jawaz he nhi us ke rooth janay ka....
mohabbat main saza bhi mujh ko he milni thi...
jurm kiya tha main nay us say rabtay barhanay ke liye...

SOrry Paki likun main nay aysay he paraa tha


hmm je its the same thing...
and thanks janab


thank u janubaby

Posted on 2/2/2005 5:27:06 AM

very nice Sunny



cutefriend:


je janab app ko kia hua?

Posted on 2/2/2005 5:28:00 AM

1 YAH ELEM KA SODHA, YAH KITABEEN, YAH RISALAY
SIRF AK SHAKS KI YAAD KO BHOLANAY KAY LIYAY HAIN.




2 HAR LAFZ KITABOON MAIN TERA AKS LIYAY HAY
AK CHAND SA CHERAH MUJHAY PHERNAY NAHI DETA.

Posted on 2/2/2005 5:28:16 AM

Usay Panay Ki Khwoish Bertey Chaly Gay
Woh Inkar Pay Inkar Kartey Chaly Gay
Mohabat Ka Yeh Tareeqa Anokha Hi Sahi
Mein Us Say Pyar Woh Mujh Say Nafrat Karty Chaly Gay
Tooti Hoi Door Say Udata Raha Patang
Phir Bhi Mohabat Ki Woh Patang Udti Chaly Gay
Phool Ban Kay Woh Meri Zindagi Mein Aye
Khushboo Ban Kay Woh Meri Zindagi Say Chaly Gay
Dil Mein Basa Kay Rakh Loon Mein Tujahy Oh Meray Yara
Par Nafrat Teri Dil Barty Chaly Gay
Dil Tujhay Yaad Kar Kay Roota Hai Is Tarah
Teri Dooli Meray Aankhoon Kay Samanay Chali Gay

Posted on 2/2/2005 5:32:19 AM