Logo

1000 thingsss about me

welcome rizz
Nice to know abut you

Posted on 2/13/2005 2:53:25 AM

hey Fakhir thanks   

mujhay nahi pata tha ka tum bhe yaha hote ho


Posted on 2/13/2005 11:50:14 AM

stariz:
kashhi thanks
waqai ma nahi pata tha   

woh kia hena urdu medium, u know   


haan DOT sugar hojahay gi


aray ya DOT DOT kyu keh rahi ho?
bechari ka oper doubt hai kia?


ek or akalbandi ki nishani
yeh english say related word nahin hai..
yeh IT say related word hai

hamay tou app per doubt hai
dot ki asliyat hamay kal he pata chal gai thi

Posted on 2/13/2005 12:28:21 PM

stariz:
aray DOT.COM tumhara naam kia hai?

bhai ko behan ka naam toa pata hona chahiye na


any comments kashhi


tobaaaaaa tobaaaaaaaaaaaaaaa
hum lardkon per comment pass nahin kartay
buri baat sekhatay hein..app bachi ko

ALLAH gunnah day ga


Posted on 2/13/2005 12:32:07 PM

kash_beauty:
stariz:
kashhi thanks
waqai ma nahi pata tha   

woh kia hena urdu medium, u know   


haan DOT sugar hojahay gi


aray ya DOT DOT kyu keh rahi ho?
bechari ka oper doubt hai kia?


ek or akalbandi ki nishani
yeh english say related word nahin hai..
yeh IT say related word hai

hamay tou app per doubt hai
dot ki asliyat hamay kal he pata chal gai thi



yaar is ma mera kia kasoor hai
urdu medium sa parha hoa ho

Posted on 2/13/2005 12:39:52 PM

yani ab bhe Allah sa umeed karti ho itni gunagar ho kar    

Posted on 2/13/2005 12:40:43 PM

yeh medium kia hota hai


jo jaisa ho na..osay samnay wala banda bhi waisa he dekhai deta hai

khud gunnah-ghar...issliye sab ko gunnah-ghar he samjhtay hein

Posted on 2/13/2005 12:51:23 PM

ti ti tu tu ta ta


rotay rehna aur koi kaam nahin tum logun ko

Posted on 2/13/2005 12:56:11 PM

aray aray kashiiiii dil par lagi   

wasa medium ka pata pakistan ma ahogi tab pata chalaga

aur I know tumhara koi chances bhe nahi hai

woh bhee dooor door takkkkkkk



Posted on 2/13/2005 12:58:15 PM

yaa lo bas DOT.COM ki kami thi woh bhe agahi hai


Posted on 2/13/2005 12:59:11 PM


Posted on 2/13/2005 1:09:38 PM

hey Raja.. thanks for droppin

Posted on 2/13/2005 1:12:45 PM


Posted on 2/13/2005 1:22:10 PM

kash_beauty:
dot ki asliyat hamay kal he pata chal gai thi




humari asliyat


hhehehehe

aur bhala woh kya hai

hum bhi to jaaney jo hum nahin jaaante

Posted on 2/13/2005 1:22:36 PM

bakiiii sab thek hai
ya 'hum' kon hai? [LO L]

Posted on 2/13/2005 1:58:20 PM

aachuuuuu

Posted on 2/13/2005 2:10:20 PM

stariz:
aray aray kashiiiii dil par lagi   

wasa medium ka pata pakistan ma ahogi tab pata chalaga

aur I know tumhara koi chances bhe nahi hai

woh bhee dooor door takkkkkkk




kashi k dil per lagti na tou janab tou app iss waqt yahan na hotay

wisay bhi chotay bachon ki baat ka bura nahin manatay hum

pak mein aisa rakha kia hai..jo banda wahan jay

Posted on 2/13/2005 2:52:26 PM

dotmatrix:
humari asliyat
hhehehehe
aur bhala woh kya hai
hum bhi to jaaney jo hum nahin jaaante


hamari nakal.......
copy cat

hum sirf hum kehtay hein...yeh copyrighted hai

app ko kis khushi mein yeh bemari lagi hai

hum jo jantay hein...woh app ko bhi pata hai!!!
app ki segreeet(secret)identity sab ko thori bata saktay hein

Posted on 2/13/2005 2:55:53 PM

stariz:
aachuuuuu


kis bad-kismat nay app ko yaad kia hai..

Posted on 2/13/2005 2:56:25 PM

kash_beauty:
stariz:
aray aray kashiiiii dil par lagi   

wasa medium ka pata pakistan ma ahogi tab pata chalaga

aur I know tumhara koi chances bhe nahi hai

woh bhee dooor door takkkkkkk




kashi k dil per lagti na tou janab tou app iss waqt yahan na hotay

wisay bhi chotay bachon ki baat ka bura nahin manatay hum

pak mein aisa rakha kia hai..jo banda wahan jay



aray saaf saf kaho na ka dil hi nahi hai
wasa bhe kaha hoga

yaar kashhh aik baat batao
seriously chawal bananay ata hai?
simple rice?

i mean d'ya tell me how to prepare it?
mazak sa hat kar

i need a recipe
aur mujhay yaha kisi sa pochte howe ajeb sa lag raha hai
so could u hmmm?

Posted on 2/13/2005 3:02:37 PM

kash_beauty:
dotmatrix:
humari asliyat
hhehehehe
aur bhala woh kya hai
hum bhi to jaaney jo hum nahin jaaante


hamari nakal.......
copy cat

hum sirf hum kehtay hein...yeh copyrighted hai

app ko kis khushi mein yeh bemari lagi hai

hum jo jantay hein...woh app ko bhi pata hai!!!
app ki segreeet(secret)identity sab ko thori bata saktay hein



os na nakal ki toa dil par lagi
aur tum na jis ki ki hai
uska sochooo
bechara mar gaya hoga ab tak
chee cheee

wasa ma apni behan ka sath donga
ok DOTCOM pyari pyari rakhi bandhna wali behna

Posted on 2/13/2005 3:07:02 PM

kash_beauty:
stariz:
aachuuuuu


kis bad-kismat nay app ko yaad kia hai..



filhaal toa tum na yaad kia hai

Posted on 2/13/2005 3:07:29 PM

DIl nahin hai..pather hai

chawal..atay hein na bananay
rice cooker mein dalo..jitnay chawal banay hein..pani dalo..or rice cooker on kar do..khud ban jayein gay

waisay..."professional"section hai QUeen Victoria ka ek topic..cooking..os mein sawal post kar dein..woh aa kar tareka bata dein gi

hum nay kisi say cheatin nahin ki..
hum hein he aisay

hum nay app ko yaad kab kia
tobbbbbbaa karo...buri cheezein yaad nahin karni chahiye

waisay bhi..hamari postin say pehlay he...app ki halet kharab ho gai thi

Posted on 2/13/2005 3:18:53 PM


Posted on 2/13/2005 3:40:49 PM

jo sotay ehin..woh kotay hein RAJA ji

Posted on 2/13/2005 3:47:04 PM

so jao bachooo
warna stariz aa kar daray ga


aur woh bahut khoofnak hai

Posted on 2/13/2005 3:52:19 PM

kash_beauty:
DIl nahin hai..pather hai

chawal..atay hein na bananay
rice cooker mein dalo..jitnay chawal banay hein..pani dalo..or rice cooker on kar do..khud ban jayein gay

waisay..."professional"section hai QUeen Victoria ka ek topic..cooking..os mein sawal post kar dein..woh aa kar tareka bata dein gi

hum nay kisi say cheatin nahin ki..
hum hein he aisay

hum nay app ko yaad kab kia
tobbbbbbaa karo...buri cheezein yaad nahin karni chahiye

waisay bhi..hamari postin say pehlay he...app ki halet kharab ho gai thi



aray ya kiaaa
hum zara break per kya gahay tum chehakna shoro hogai


achaaaaaaa
chalo pather hi da do
isi ko pani ma daal kar chawal banata ho
phir sara JB khahay ga



I think I know Queen Victoria..
let me see.. URL plzzzzzz


ohoooo ab pata chalaaa
chee cheee
afssooos un parents per jin ki tum beti ho
yani bachpan sa aysi hi ho
Allah tumhara parents ko SABR day AMEEEEN


oper parho kashiii khud hi keh rahi thi aur uska foran baad tumhara message!   



Posted on 2/13/2005 4:15:21 PM

Raja yaar kia hai
Kashii toa pechay nahi parh gai ka itna bhag rahay ho

wasa just imagine kashiii khud bhagti hoi kaysi lagti hogi    


ooops gir pariii
chalooo DOTCOM tum otalo
wasa yaad rakhna
giri hoi cheezay kum hi otaya karo

Posted on 2/13/2005 4:17:37 PM

oh ho


teri shamat to pakki hai bacho

tera kya hoga kaliyaaaa

Posted on 2/13/2005 4:19:12 PM

dotmatrix:
so jao bachooo
warna stariz aa kar daray ga


aur woh bahut khoofnak hai



mujhay daikh kar toa bachay dar jata hai
apna souch tumhain daikh kar toa MAR jata hai

haa a haaaa..

wasa marna achee form ma nahi lena
warna aahina(mirror) tot jahayga   

Posted on 2/13/2005 4:20:55 PM