Logo

1000 thingsss about me

maths

tauba tauba

shukar hai jaan chooti

dubara na yaad dila yaar

Posted on 2/14/2005 12:01:09 AM

kash_beauty:
stariz:
aik toa ya 'hum' wala virus DOTCOM ko bhe lag gaya hai

kardia na usko bhe infected..
ab T-Anti-Virus dhondooo
have u seen
RESIDENT EVIL?


hum sirf infect nahin kartay..system fail kar detay hein

un ko app ka virus laga hai..issliye abhi tak dekhai day rahi hein yahan

dekhi hai woh movie...aisa kia hai os movie mein



achaaaaaaaaaaaa
isi liye koi aur kaam nahi hai tum ko

ma ma mera virusss
aray ma toa bohat hi masoom sa insaan ho.
aur DOTCOM theri meri behn
toa iska toa koi chances nahi
haan mai apni sis ki favor zaror karonga
aakhir bhai hote kis liye hai


Posted on 2/14/2005 12:21:19 AM

thanks stariz


thanks

Posted on 2/14/2005 12:23:32 AM

kash_beauty:
hamay milnay k liye kharcha karna paray ga

faida kuch nahin honay wala



hmmmm
ab apna paiso per kon agg lagahay tum ko bola kar

Posted on 2/14/2005 12:23:56 AM

dotmatrix:
ye virus mujhe pedaishi hi

kisi ne nahin lagaya

aur haan kash i dont mind yaar
us waqt mujhe kaam aagaya tha warna mein tum se khoob milti



kaam ka toa bahana hai
asal ma baat ko dabana hai

Posted on 2/14/2005 12:24:25 AM

dotmatrix:
thanks stariz


thanks




A'haaaa
chalo isi baat per aik treat

Posted on 2/14/2005 12:26:30 AM

chal idaeyn sahi

Posted on 2/14/2005 12:27:29 AM

dotmatrix:
ja ja kudiye jaaa


tu vi ki yaad rakh sain

kadi

DOTMATRIX

nal waasta peya




Allah Allah
ya dono mil kar punjabi ki tang tor rahi hai

yaar jab nahi ati toa urdu ma hi baat karlo

Posted on 2/14/2005 12:28:08 AM

dotmatrix:
chal idaeyn sahi



hmmm
maa baaz aya tumhari treat sa
woh sona hai tum na

Munday Nigarday Saaray
Kudian Da Charcha Bada,
Kudian Da Chakar Magar
Mangda Ay Kharcha Bada

Posted on 2/14/2005 12:32:38 AM

stariz:
hey Fakhir thanks   

mujhay nahi pata tha ka tum bhe yaha hote ho




fa-fa-fa-ffaakhir???    
o nahin yaar, mein faakhir nahin mein main hoon

Posted on 2/14/2005 5:40:18 AM

paki_fan:
stariz:
hey Fakhir thanks   

mujhay nahi pata tha ka tum bhe yaha hote ho




fa-fa-fa-ffaakhir???    
o nahin yaar, mein faakhir nahin mein main hoon



ohhoooo aj kal bakrian bhe net use karna lagi hai
kiaa baat hai
zamana itni tariqi kar gaya hai

anyway.. nice to meet u friend

Posted on 2/14/2005 11:38:08 AM

apna mood theek nahin hai

Posted on 2/14/2005 2:05:55 PM

mil da ayen tunnu vi

Posted on 2/14/2005 2:09:29 PM

kash_beauty:
apna mood theek nahin hai



aray tumhara mood ko kia hoa?

actually ma thora upset ho

kal meri sister hai india sa uski report ani hai

she have a braintumor aur kal ki report bohat important hai

Insha'Allah positive hogi then further treatment ka liye Sweden jahengi

pray for her
bohat zarori hai

Posted on 2/14/2005 2:18:28 PM

King of jb:
abhi mood nahi hay kal ana


MG


Posted on 2/14/2005 3:19:32 PM

stariz:
aray tumhara mood ko kia hoa?

actually ma thora upset ho

kal meri sister hai india sa uski report ani hai

she have a braintumor aur kal ki report bohat important hai

Insha'Allah positive hogi then further treatment ka liye Sweden jahengi

pray for her
bohat zarori hai


INSHA-ALLAH...she will b f9

ALLAH ..un ko sehat day
ameen

Posted on 2/14/2005 3:20:32 PM

achaa king ji


kal aayega


humare ghar mithai hogi sab bhaiyun keliye

espcially stariz


woh zara naraaz hai

agar mithe nahin chahiye to namkeen bhi hoga yahan

Posted on 2/14/2005 3:22:46 PM

aur stariz


dont worry

sab theek hoga

magar ye yaad rakhna jo goga achay ke liye hoga


duaan mein hum usse yaad rakhein ge


ameen summa ameen

Posted on 2/14/2005 3:23:54 PM

10 khokay say kam na lena MG

Posted on 2/14/2005 5:58:33 PM

yaar...aglay ka standard dekh kar manga hai

Posted on 2/14/2005 6:05:48 PM


Posted on 2/14/2005 6:20:03 PM

by the way yaar kash

agle banday ki auqat ka tum ko kya andaza


tum logon ne to meri izzat ka kabada hi kar diya




chalo aisay hi sahi

hum samjhe the ke ab is chid chid se bachay


magar tum humein hamesha yaad delna


heheheheh

Posted on 2/14/2005 8:20:24 PM

DOt..!!!

hamay behja he iss duniya mein issi liye hai
abb hum kia kar skatay hein


app bhi jam k waat lagao hamari...koi baat nahin
hamay asar he nahin hota

Posted on 2/14/2005 9:08:23 PM

nahin nahin kash bas mujhe scool ki yyad aagayi thi


school mein bhi issi tarah maza aata tha



Posted on 2/14/2005 9:34:07 PM

zaida mazaa lena...sehat k liye hari-karin ho sakta hai

wazart-e-panga JB

Posted on 2/14/2005 9:37:28 PM

really
wow

Posted on 2/14/2005 9:52:15 PM

really really

Posted on 2/14/2005 10:04:54 PM

ki hoya kudiye

gallan muq gayan ni ke aur kuch

Posted on 2/14/2005 10:07:30 PM

ka ka kiaaaaaaaaaaaaaaa?


Posted on 2/15/2005 12:52:56 AM

DOTCOM tum spain ma?

yaar kabhe toa sach likh dia karo

Posted on 2/15/2005 12:57:34 AM