Logo

1000 thingsss about me

hehehhehe



aaj humara mood spanish tha


islye spain mein hein


hehehehhe



dekha beghaur kharchay ke duniye ghumte hain

Posted on 2/15/2005 12:58:40 AM

kanjoos

Posted on 2/15/2005 1:00:20 AM

aray pehli baar zindagi mein akalMandi ka kaam kiya hai hum ne

Posted on 2/15/2005 1:01:45 AM


Posted on 2/15/2005 1:07:47 AM

hein..

ya tum ma bhe 'hum' wala jaraseem agahay?

kab sa?


Posted on 2/15/2005 1:12:46 AM

copy cat

Posted on 2/15/2005 1:14:42 AM

dotmatrix:
hehehhehe



aaj humara mood spanish tha


islye spain mein hein


hehehehhe



dekha beghaur kharchay ke duniye ghumte hain



chaloo beta subha hogahi
khowab daikhna chor do

school jana hai gudia na
phir waha teacher sa bohat sari dant khani hai
home nahi kia na   

Posted on 2/15/2005 1:16:13 AM


Posted on 2/15/2005 1:18:19 AM

poll na kholo na

Posted on 2/15/2005 1:21:06 AM

abb khul gaya..
abb ki aho ga tera kaliaaaaa

Posted on 2/15/2005 1:32:10 AM

waisay mein ne bharti khol di hai

dekho sipahe bhi recruit karlenge


filhaal to hum app logon ko study karenge


heheheheheh [LOL    

Posted on 2/15/2005 1:34:10 AM

wasa DOTCOM tum ko spanish ati hai

coz mujhay ati hai

kia khiyaal hai kuch kaho spanish ma

wohi gang wali baat

Posted on 2/15/2005 1:42:15 AM


Posted on 2/15/2005 1:45:11 AM

oye munday menu bas eho zaban aati hai

poori duniya ghum ne shauq hai

isliye ghunte rehte hain


gang wali baat mein dam to hai

magar uske liye unhi se ijazat keni padegu

aakhir ye log yahan ke mod hain

Posted on 2/15/2005 1:46:48 AM


Posted on 2/15/2005 1:48:51 AM

waisay general stariz

tumhe strategy tayar karo


hum approve karenge

Posted on 2/15/2005 1:50:13 AM

acha bhenoooo aur bhaiyooo

ma chalta ho

sar ma bohat dard horaha hai

kaashhh tumhari chahay udhar rahi tum per


aur


DOTCOM gang ka naam souch kar rakhna aur mujhay PM kardena   


GB JB kia haai yaar uska nick?
wohi jo bechara hath ma guitar liye ghomta rehta hai lekin bajana ka kaho toa kehta hai kharab hai


anyway

wish you guys best of luck for everything in life

and plzz

do remmeber my sis in pray..
she need duas

adios(bye)
Was'Salamu'Alaikum wr.wb.


Posted on 2/15/2005 1:53:03 AM

well most of us know what adios means



heheheh


Allah sab theek karega

Posted on 2/15/2005 1:56:45 AM

King of jb:
main main yani kay bakri ho tum acha lagey raho fir

kinggggg

Posted on 2/15/2005 3:01:55 AM

stariz:
paki_fan:
stariz:
hey Fakhir thanks   

mujhay nahi pata tha ka tum bhe yaha hote ho




fa-fa-fa-ffaakhir???    
o nahin yaar, mein faakhir nahin mein main hoon



ohhoooo aj kal bakrian bhe net use karna lagi hai
kiaa baat hai
zamana itni tariqi kar gaya hai

anyway.. nice to meet u friend


rizzz come on yaar
hmm haan taraqi to kafi ho gayi hai.. pe rmein ba-ba-ba-bakri nahin hoon mein to nan-a muna sa acha sa insaan hoon

nice meeting u too janab

Posted on 2/15/2005 3:03:46 AM

paki_fan:
stariz:
paki_fan:
stariz:
hey Fakhir thanks   

mujhay nahi pata tha ka tum bhe yaha hote ho




fa-fa-fa-ffaakhir???    
o nahin yaar, mein faakhir nahin mein main hoon



ohhoooo aj kal bakrian bhe net use karna lagi hai
kiaa baat hai
zamana itni tariqi kar gaya hai

anyway.. nice to meet u friend


rizzz come on yaar
hmm haan taraqi to kafi ho gayi hai.. pe rmein ba-ba-ba-bakri nahin hoon mein to nan-a muna sa acha sa insaan hoon

nice meeting u too janab



A'haaa
sounds very familier
kaha hote ho?
ghar ka ilawa i mean

Posted on 2/15/2005 11:29:23 PM

King of jb:
ahan



kanjoos
kuch words kharch kar lia karo
bas 1 ya 2 lines per hi gari chalti rehti hai

Posted on 2/15/2005 11:34:10 PM

faakhirrr tumhara message board kis naam sa hai?

I can't find it


Posted on 2/15/2005 11:35:16 PM

stariz:

A'haaa
sounds very familier
kaha hote ho?
ghar ka ilawa i mean



do i sound familier?????

hmm mein nein kahan hona hai US mein hota hoon
oh lols ach agher ke ilawa hmm lets see.. uni.. aur kahan

Posted on 2/16/2005 8:04:26 AM

stariz:
faakhirrr tumhara message board kis naam sa hai?

I can't find it




oh yaar... kon faakhir,,,
(chalo yeh nick pehley nick se acha hai )
mein zeeshan hoon baba

kon sa message board?


Posted on 2/16/2005 8:06:32 AM

msg board nahin

he meant topic..
app k welcome wala

hum bata dein app ka naam kia hai asl JB per



acha hum nahin bata-tay RIZ ko k app ko loag phanka keh kar chertay hein


Posted on 2/16/2005 12:28:13 PM

bilkul karract MG

lagay raho

Posted on 2/16/2005 12:36:49 PM

paki_fan:
stariz:

A'haaa
sounds very familier
kaha hote ho?
ghar ka ilawa i mean



do i sound familier?????

hmm mein nein kahan hona hai US mein hota hoon
oh lols ach agher ke ilawa hmm lets see.. uni.. aur kahan



used to be
nah u r...
nice to meet you
wasa uni ka ilawa kaha hote ho?   

Posted on 2/16/2005 1:04:42 PM

paki_fan:
stariz:
faakhirrr tumhara message board kis naam sa hai?

I can't find it




oh yaar... kon faakhir,,,
(chalo yeh nick pehley nick se acha hai )
mein zeeshan hoon baba

kon sa message board?




yaar tumhara intro forum/board etc..
kiaa yaar demagh kahi aur hota hai kia

Posted on 2/16/2005 1:05:30 PM

kash_beauty:
msg board nahin

he meant topic..
app k welcome wala

hum bata dein app ka naam kia hai asl JB per



acha hum nahin bata-tay RIZ ko k app ko loag phanka keh kar chertay hein




A'haaaa acha hoa nahi bataya
ab toa ma phanka keh kar nahi cherha honga
thanks kashhh, wasa meri chahay kaha hai jo chor kar gaya tha?

Posted on 2/16/2005 1:07:18 PM