Logo

Subha Ahmed’s Poetry ( URDU VERSION )

to phir woh wapis kaise aye gi...dhekhte hain aur intezar kerte hain...

Posted on 10/18/2005 5:06:43 PM

Eid tek Intezaar kerna peray ga..agar woh Eid kay Baad na aayee,,,tu Hum Naraaz ho jayenn gay

Posted on 10/18/2005 10:17:12 PM

per humari narazgi ka pata usko kaise chale ga

Posted on 10/20/2005 4:45:08 PM

Kabhi tou Laut ker aaye gi woh...Aur dekhay gi inn Chiraaghonn ko ...Jo Dil ban ker Enndhen ki Nazer ho rahay hainn...

Posted on 10/20/2005 10:39:41 PM



ana to hum ko eid k baad hi tha laikan

aap log itna intzar kar rahey hain hum ne socha khud hi bata dein

thanx jbianz


NB udas nahi hone ka

oki ji to ab miltey hain eid k baad abhi hum ibadat main masrof hain ALLAH NEGIBAN

Posted on 10/21/2005 10:05:04 PM

Allah Negebaan...Magar Aana Taaza Ghazal kay Saath,,,


Happy Praying

Posted on 10/23/2005 12:32:18 AM

subha kay rejoin kernay tak topic unsticked

Posted on 10/27/2005 7:02:36 PM

ok

Posted on 10/27/2005 10:21:04 PM

Koi Baat nahin...Aur 4 Din reh gayee hainn Buss

Posted on 11/1/2005 5:18:53 PM

waito fer

Posted on 11/1/2005 5:34:03 PM


Posted on 11/7/2005 9:31:25 PM

salaam

kaise hain aap sub

sorry NB hum eid k fauran baad a na sakey

hum sick they na aur abhi bi bed pe hi hain is liye
jub hum kuch likhney k kabil ho saken gay to wapis a jain gay abhi sorry

sub apna khiyal rakhiye ga


Posted on 11/13/2005 2:48:31 AM

Allah Tala aap ko sehat e kamla ataa farmaain aur apni rehmat k saya mien rakhein Ameen apna khyal rakhyay ga Allah Hafiz

Posted on 11/13/2005 1:16:14 PM

Do Come Jaldi and RE ALIVE your Original Poetry Topic ,..In which you were posting your Poetry in Roman Urdu with Pictures...

Good Health

Posted on 11/13/2005 11:59:27 PM

~~ 4 More Pages - Coming Soon ~~

Posted on 12/4/2005 10:48:26 PM

4 New Pages Added - 12 Dec 05

Posted on 12/12/2005 4:01:52 PM

good

Posted on 12/12/2005 4:23:25 PM

unsticked till new updates

Posted on 12/31/2005 7:31:31 PM


Posted on 11/21/2006 12:14:09 AM

Bohat zabardast kaavish hai New_beau (Rizwan Ashar). Bohat khushi howi ap ki mehnat daikh kar.

Posted on 11/23/2006 9:32:09 AM

very nice


Posted on 11/24/2006 3:26:45 AM

more updates??????

Posted on 1/16/2008 9:31:10 AM

Subha Ahmad,

Masha Allah, aap ki poetry b Subha ki tarah he roshan hay. Umeed aur na umeedi to insaan ki fitrat ka hissa hay. is k baghair to dunya mien kuchh mumkin nahe hota k lafz b nahe bantay.

Jo log lafzo say khailtay hain agar kabhi lafz un say khail jaain to umar bhar ka pachtawa moqadir ban jata hay. Allah Tala Aap k lafzon ko sada slamat rakhein aur aap ko tofeeq dein k aap lafzo na khailein aur aur apni Rehmat b farmaain k lafz aap say na khailein. Allah Tala aap ko apni Hifz o aman mein rakhein. Aamin

Nice Attempt New_Beau
Thanks 4 This one

Posted on 1/17/2008 10:44:27 AM

Salam Puraanay Sathiyo...Zinda ho iss jahan meinn kya?

Posted on 11/18/2012 2:08:07 PM