Age: 124
7521 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ye aarazuu thi tujhe gul ke ruu-ba-ruu karte ham aur bul_bul-e-betaab guftaguu karte payaam bar na mayassar huaa to Khuub huaa zabaan-e-Gair se kyaa shar kii aarazuu karte merii tarah se maah-o-mahar bhii hain aavaaraa kisii habiib ko ye bhii hain justajuu karte Jo dekhte terii zanjiir-e-zulf kaa aalam asiir hone ke aazaad aarazuu karte na puuchh aalam-e-baragashtaa taali-e-"Aatish" barastii aag men jo baaraaN kii aarazuu karte
Age: 124
7398 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
Ashk bahut bhaye humne tere intazzar mein yaad kiya hai tumhe haar bayte huway lamho mein Ab na mujhe aur sataoo tum tumhari yaado se ke maut bhi hamko na aaye inh bewafa rahoon mein
Age: 124
7547 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
tum ko dehka tu yeh kyal aya zindagi dhoop tum ghana saya aj phir dil nai aik tamana ki aj phir dil ko ham nai samjaya tum chalay jao gai tu soachain gai ham nai kya khoya ham nai kya paya ham jasay gunguna nahi saktay waqat nai asa geet kyun gaya