Fairl_Girl’s Collection + OWN

162003 views 2788 replies
Reply to Topic
Fairl_Girl

Age: 124
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 05 Sep 2004

cutefriend says
na bhoolta hia na dil mian utarta hai mujhye
hamesha maar muhabat ki marta hai mujhye
main is ka lamha majood ho mager woh shaks
fazool waqt samjh kar guzarta hai mujhye
Posted 24 Nov 2006

Fairl_Girl says
Posted 24 Nov 2006

nice
Posted 24 Nov 2006

cutefriend says
thx FG
and
SK

Posted 24 Nov 2006

Fairl_Girl says


“Mari koses rang lay giii
Tumhay bhi AK din muj say mohobbat ho
Jay giii
Tarpo gay tum bhi Mari tarha pyar may
Bakarari is qadar tumhay satay giii
Na din may chain ay ga Na raat KO need
Ay giii.
Tumhare bhi ishq may ASI halat ho jay
Jay giii.
Maray hi baray may socha karao gay
Har watq tum.
Mari yaad har gahree tumhay tar pay
Giii.
Mil kar hi raho gay mujay tum zaror Jan.
Mujay bhi mare manzil mil hi jay giii...
Posted 27 Nov 2006

Fairl_Girl says





TUMHAIN ABB BHOOL HE JAIN
Tumhain Abb Bhool He Jain To Acha Hai
Yeh Faslay Our B Barh Jain To Acha Hai

Tumhari Chahatain Hum Ko Nahi Hasil
Too Abb Ghair He Bun Jain To Acha Hai

Humahre To Umer Guzri Hai Teri Chahat Mein
Too Is Aag Main Na Jalay To Acha Hai

Barsoon Say Thi Dua K To Meray Sath Ho
Kehta Hoon K Ab Samna Na Ho Tera To Acha Hai

Rehta Tha Teri Muhabbat Ka Saya Humaray Sath
Ab To Apni Perchai B Na Ho To Acha Hai

Raiza Raiza Ho Chukki Hai Rooh Meri
K ya saath ab chor hi Jaiy To Acha Hai
Posted 27 Nov 2006

cutefriend says
   nice work

per bhoolna nahi
bilkul bhi nahi
Posted 27 Nov 2006

cutefriend says
From those around
i hear a cry
a mouthful sob
a hopeless sigh
i hear their footsteps leaving slow
and then i know my soul muts fly !
a chilly wind
begins to blow

wihtin my soul
from head to toe
and then last breath
escapes my lips,
its time to leave
and i must go !
(but it's too late)
they said : each soul
has its given date'
and meet with its
eternal fate.
oh mark the words that i do say,
who knows?tomorrow could be your day,
at last it comes
to heaven or hell
decide which now,
Do Not Delay!
come on my brother
let's pray
decide which now
do Not delay!
oh GOD oh GOD!i can not see!
My eyes are blind! am i still me ?!
or has my soul been led astray,
and forced to pay a proceless fee?!
alas to dust
we all return
some shat rejoice,
while other burn,
if only i knew
that before
the line grew shot
and came my turn
and now as beneath the sod
they lay me (with my record flawed)
they cry,not knowing i cry worse,
for they go home
i face my GOD
oh mark the words
that i do say,
who knows
tommorow could be your day.
at last it comes heaven or hell
decide which now
donot delay
comeon my brother
lets pray
decide which now
donot delay


Posted 27 Nov 2006

cutefriend says
us ki ankh main muhabbat ka sitara ho ga
ik din aye ga woh shakhs hamara ho ga
tum jahan merey liye seepiyan chunti ho gi
woh kisi aur hi duniya ka kinara ho ga
zindagi ! ab ke mera naam na shamil kerna
gar yeh teh hai ke yehi kheel dobara ho ga
jis ke honye se meri sans shala kerti thi
kis tarhan us ke bagher apna guzara hoga
yeh achanak jo ujala sa hua jata hai
dil ne chupkye se tera naam pukara ho ga
ishq kerna hai tu din raat usye sochna hia
aur kuch zehan main aya tu khasara ho ga
yeh jo pani main chala aua sunehri sa gharor
us ne darya main kahni paoon utara ho ga
kon roota hai yahan raat ke ssanatoon main
merye jeesa hi koi hijar ka mara ho ga
mujh ko maloon hai joon hi main kadam rakhon ga
zindagi tera aur koi kinara ho ga
jo meri eoh main badal se garajtyen hain wassi
us ne seenye main koi dard utara ho ga
kaam mujhkil hai magar jeet hi loon ga us ko
merye maula ka wassi jon hi ishara ho ga
Posted 27 Nov 2006

mmja says
Socha Nahi Acha Bura Dheka Suna Kuch Bhi Nahi
Manga Khuda Se Raat Din Tera Seewa Kuch Bhi Nahi
Socha Tujhay Dheka Tujhay Chaaha Tujhay Pooja Tujhay
Mari Khata Mari Waffa Teri Khata Kuch Bhi Nahi
Jis Per Humari Annkh Ney Moti Bechay Raat Bhar
Bhaaja Wo Hi Kaagaz Usey Hum Ney Lika Kuch Bhi Nahi
Ek Shaam Ki Dhalice Per Bhatay Rahay Wo Daar Tak
Annkhon Se Kahin Baatin Bhoot Mu Se Kahan Kuch Bhi Nahi
Do Char Din Ki Baat Hai Dil Khaak Main Soojay Ga
Jab Anng Per Kaagaz Raka Baki Bacha Kuch Bhi Nahi
Posted 02 Dec 2006

Fairl_Girl says
Posted 17 Dec 2006

Fairl_Girl says



Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kerte The
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kerte The

Kiya Baat Hai Kiyoon Mujh Se Khaffa Bethe Ho
Kiya Kissi Aur Ko Dil Apna Dein Bethe Hoo

Faasale To Pehle Na Hua Kerte The AnMoL
Main Woh Hoon Jispe Tum Aetbaar Kiya Kerte the

Mujh ko Maaloom Hai Gum Hay Koi Sogaat Nahein
Tum Mujhe Apna Kahoo Aise Bhi Haalaat Nahein

Aur Ager Bhool Gaye Ho To Koi Baat Nahein
Zakham To Pehle Bhi Is Dil Pe Lagga Kerte The

Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kertte The
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kerte The

Dil Mein Aata Hai Tumhein Terpa Doon
Derd Jo Tumne Diya Hai Wo Tumhein Loata Doon

Aur Ager Jurm Na Samnjho To Ye Dohra Doon
Tum Mujhe Hasil-E- Armaan Kaha Kerte The
Posted 17 Dec 2006

cutefriend says
Posted 17 Dec 2006

Fairl_Girl says

MERI UN-KAHI TEHREERAIN


Raah-e-Wafa Mein Har Soo Kantey, Dhoop Ziyada Saaye Kam

Lekin Iss Pe Chaleny Waley Khush Ke Rahey, Pachhtaaye Kam



Umer Phooloun Ki Dou Din Jis Mein Yeh Bhi Qayamat Beet Gayee

Dast-e-Hawus Ne Nauchey Laakhoun, Shakhoun Pe Murjhaaye Kam



Aah Ye Zalim Talkh Haqeeqat Jitney Safiney Gharaq Hoowey

Aksar Apni Mauj Mein Doubey, Toofaan Se Takraaye Kam



Rah Ravi Ka Sab Ko Da'awa, Sab Ko Ghuroor-e-Eshq-o-Wafa

Raah-e-Wafa Pe Chalney Waaley Ham Ne Lekin Paaye Kam



Dheemi Dheemi Chaal Se Ham Ko Reh-Guzar Tay Karni Hey

Naz Tha Jin Ko Tez-Ravi Pe, Manzil Tak Woh Aaye Kam



Mujh Se Shikayat Dunya Bhar Ko Shiddat-e-Gham Mein Roney Ki

Lekin Mujh Ko Uss Ka Rona, Aank Mein Aansoo Aaye Kam



Sabr-o-Sukoon Ki Dunya Lootey Husn Dikha Kar Jalwoun Ko

Eshq Magar Khud Shab Bhar Tardpey, Auroun Ko Tardpaaye Kam
Posted 25 Dec 2006

Fairl_Girl says


Meri Un-likhi Tehreerain



Meri Zindagi ka Hasil

Meri Soch ka Nazarya

Mere Ehsaas ki Shiddat

Mere Jazbaat ki Zillat

Meri un-likhi Tehreerain

Mere Dil ki rukti Dharkan

Meri Aankhon ka Khushk Pani

Mere Alfaaz jo Be-mayni

Meri Un-Likhi Tehreerain

Meri na mukammal Khuahishain

Meri door hoti Manzilain

Meri un-kahi si Chahatain

Meri Zindagi ka Hasil

Hain yahi Mere liye bas

Posted 25 Dec 2006

Fairl_Girl says
kahan gaye subbbbbbb
Posted 28 Dec 2006

cutefriend says
Fairl_Girl said:

kahan gaye subbbbbbb




main idher hoon


and nice work FG


Posted 30 Dec 2006

Fairl_Girl says
Posted 01 Jan 2007

Fairl_Girl says
Woh mujh ko chorr jaana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Jisse Dil ki tarhan is Dil main rakha
Woh hi ab Dil dukhana chahta hai
Woh apni hansi gharion ko deker
Khud apna gham bhulana chahta hai
Main jis ki yaad main duniya ko bhooli
Woh hi mujh ko bhulana chahta hai
Us se kya ho dard ka ehsaas
Jo mera Dil dukhana chahta hai
Posted 01 Jan 2007

Fairl_Girl says
I gave myself to him,
And took himself for pay.
The solemn contract of a life
Was ratified this way

The value might disappoint,
Myself a poorer prove
Than this my purchaser suspect,
The daily own of Love

Depreciates the sight;
But, 'til the merchant buy,
Still fabled, in the isles of spice
The subtle cargoes lie.

At least, 'tis mutual risk,
Some found it mutual gain;
Sweet debt of Life, each night to owe,
Insolvent, every noon.


Posted 01 Jan 2007

cutefriend says
2nd wali
Posted 01 Jan 2007

cutefriend says
Fairl_Girl said:

Woh mujh ko chorr jaana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Jisse Dil ki tarhan is Dil main rakha
Woh hi ab Dil dukhana chahta hai
Woh apni hansi gharion ko deker
Khud apna gham bhulana chahta hai
Main jis ki yaad main duniya ko bhooli
Woh hi mujh ko bhulana chahta hai
Us se kya ho dard ka ehsaas
Jo mera Dil dukhana chahta hai



Posted 01 Jan 2007

cutefriend says
daray fana man naqshay baqa chor joon ga
man apnay bad apni baqa chor joon ga
han or be chaman mari khoshboo kay muntazar
man is chaman ko mislay baqa chor joon ga
doon ga kali kali ko payamay shaguftagi
gulshan man ik husnay ada chor joon ga
lay joon ga man apni wafa ko be sath
dunya kay pass yad wafa chor joon ga
jab os kay faz say hi ha qaeim mara waqar
phir kis liya man apni ana choor joon ga
jo maray dil pay zakham lagatay rahay sada
man on kay wasaty be duwa chor joon ga
roshan ha jis charag say mari khariman jan
taray liya man os ki zaya chor joon ga
guzri ha yoon hayat kay ab koi gam nahi
Posted 02 Jan 2007

nice
Posted 03 Jan 2007

Fairl_Girl says
good 1
Posted 03 Jan 2007

cutefriend says
thxxxx
Posted 03 Jan 2007

Fairl_Girl says
more
Posted 04 Jan 2007

cutefriend says
khud ap b keroo na post
Posted 05 Jan 2007

Posted 05 Jan 2007

Fairl_Girl says
main khud kar layti hon ap nahi karye ga ab yahan
Posted 07 Jan 2007

Reply to Topic