Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Meri aankhon se Khuaab dekho To Aik shab bhi na So sako Gay Ke Laakh Chaho Na Hans sako gay Hazaar chaho na Ro Sako gay' Ke Khuaab kya hain Azaab Hain ye Mere Dukhon ki kitaab hain ye Rifaqatain In main Chotti hain Mohabbatain in main Roothti hain Pinapti Hain In main Vahshatain see Azyatain In main Photti hain Un hi ke Dar se Khizaan Hain Jazbay Un hi se shakhain see tot'ti hain Ghamon ki Bandish hain Khuaab mere Ahal Raha hai Dukhon ka Lava Rahen Aatish hain khuaab Mere Khayal sare Jhulaas gay hain Sulagti Khuahish hain khuaab Mere Ukharrti Sansain hain Zindagi ki Lahu ki Sazish hain Khuaab Mere Jo Meri aankhon se Khuaab dekho To Aik shab bhi na So sako Gay!
Age: 40
7836 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
umar bhar chaha ke zameen o asman hamara hota kash ke khuwaisho ka bhi koi kinara hota arzo ke bhanwar main doobtye huye socha bharam tu reh jata ger zabt ka yara hota soch ke yeh is musafir ko roka hi nahi dur jata hi kyon ager woh hamara hota meri zeest weeran main bhi bahar a jati ger katib takqeer ka zara sa ishara hota
Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ankhain dekhi to mein dekhta reh gaya jaam dou aur donon hi do aatisha Ankhain ya maykadey k wo dou baab hain Ankhain un ko kahun ya kahun khuab hain Ankhain neechi huyeen to haya ban gayen Ankhain oonchi huyeen to dua ban gayen Ankhain uth ker jhukeen to adaa ban gayeen Ankhain jhuk ker utheen to khata ban gayeen Ankhain jin mein hain qaid Aasman-o-zameen nergisii nergisii, surmageen surmaeen
Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Kabi Khood hi Mere paas aa, Meri Baat sun Mera Saath de Jo Khalish hai Dil se Nikal ker, Mujhe Uljhano se Nijaat de Tujhe Sochna Mera Mashghala, Tujhe Dekhna Meri Aarzoo Mujhe Dil de apne Khayal ka, Mujhe Karb ki ek Raat de Meri Zindagi Mere saath chal, Mere Haath mai apna Haath de Mujhe Ghum b Khushi se Qabool hai, Jo Tu agar Mera Saath de
Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Pyaar... main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta! iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta! chahata hoon main tujhe aaj bhi par! teri soch main apna waqt bekar nahi karta! tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri! isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta! jo kuch mila hai usi mei khush hoon main! tere liye khuda se taqraar nahi karta! par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim! warna Mein tujhe chahne ki khata bar bar nahi karta!
Age: 124
7878 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl said:

kabhi kabar usye dekh layen kahin mil layen yeh kab kahatha ke woh khush badan hamara ho ksoor ho tu hamarye hisab main likh jaye muhabton main jo ehsan ho tumhara ho yeh itni raat gaye kon dastakyen de ga kahin hawa ka hi us ne na roop dhara ho ufq tu kia hai darekehkshan bhi choo ayen musafron ko ager chand ka ishara ho main apnye hisye ke sukh jis ke naam ker dalon koi tu ho jo mujhye is tarhan ka pyara ho ager wajood main ahang hai tu wasal bhi hai main chaye nazam ka tukra woh nasar ka para ho
Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:
Fairl_Girl said:
Pyaar... main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta! iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta! chahata hoon main tujhe aaj bhi par! teri soch main apna waqt bekar nahi karta! tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri! isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta! jo kuch mila hai usi mei khush hoon main! tere liye khuda se taqraar nahi karta! par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim! warna Mein tujhe chahne ki khata bar bar nahi karta!
Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:
Fairl_Girl said:
Kabi Khood hi Mere paas aa, Meri Baat sun Mera Saath de Jo Khalish hai Dil se Nikal ker, Mujhe Uljhano se Nijaat de Tujhe Sochna Mera Mashghala, Tujhe Dekhna Meri Aarzoo Mujhe Dil de apne Khayal ka, Mujhe Karb ki ek Raat de Meri Zindagi Mere saath chal, Mere Haath mai apna Haath de Mujhe Ghum b Khushi se Qabool hai, Jo Tu agar Mera Saath de
Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~CHANDNI~ said:

Yehi Wafaa ka silaa hai, to koi baat nahi Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi
Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se Safeena doob raha hai, to koi baat nahi Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi Kise majaal kahe koi mujh ko deewana Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi