shaista said:aaj holland main bhi hai, patta nahin aap ke haan hai ke naheen lekin hum aaj mana rahe hain shab e baraat...
bahut bahut mubarek ho sub ko
aur duaon main humain bhi yaad rakhein
(by the way: rani ne eik topic khola tha is par)
![]()
shahrukh khan said:kal pak main roza banta hai
jb ka raja rakhna..aaj raat nafal parna..jo dua mango gey qabool ho gie
shaista said:acha?
uk main to kal tha.....
![]()
friend_16 said:where is the other topic??
![]()