share ur poetry...

39783 views 962 replies
Reply to Topic
paki_fan

Age: 125
Total Posts: 9535
Points: 0

Location:
United States, United States
Aisa pehli baar hua hai satrah atharah salo mein
Un dekha anjanna koi aane laga hai khayalon mein
Aankhon ki khidki per ek sayaa sa lehraata hai
Dil ke derwaze per koi dastak de ke jata hai
Gherri gherri kaali aankhen, mujse mujko puchhatti hai
Hathoan ki rekhaon mein ek chehra sa ban jatta hai
Uski sanse resham jaisi gallo ko chu jaati hai
Uske hathoan ki khushboo hai ab tak mere ballo mein
Aisa pehli baar hua hai satrah atharah salo mein
Un dekha anjanna koi aane laga hai khayalon mein....
Posted 01 Dec 2004

wafakadard says
Posted 02 Mar 2005

wafakadard says
najare wo jo milla jaty to ek karar sa jata
yah kaya hua ki ajj wo najre bacha kar chale gai.
Posted 02 Mar 2005

wafakadard says
woh rah woh raaste chordiye humne,
woh yaar woh kasame thordiye humne,
tere ishq me-e-sanam,
yeh duniya tak chor di humne
Posted 02 Mar 2005

wafakadard says
Tum Chudaa Paoge Daaman Na Meri Yaadon Se
Hamane Khushbu Ke Tarah Chupaya Tha Tumhe
Aayna Dekhoge Jab Tum To Nazar Aaayenge Hum
Humne Bhi Aayana Ek Roz Banaya Tha Tumhe
Posted 02 Mar 2005

Fairl_Girl says
Posted 02 Mar 2005

Fairl_Girl says
Posted 02 Mar 2005

wafakadard says
Posted 03 Mar 2005

Fairl_Girl says
Posted 03 Mar 2005

Fairl_Girl says
Rukhsat Howa......!!!


Bichra Kuch Iss Adda Say Ke Rut Hi Badal Gay
EK SHAKS Saray Shahr Ko Weraan Ker Gaya

Kitni Saudhar Gayi Hai Judaai May Zindagi
Haan Woh Jafa Jo Mujh Aay Ahsaan Ker Gaya

Main Baat Baat Par Kehta Tha Jisko Jaan
Woh SHAKS Akhir Mujh Ko BAY JAAN Ker Gaya

Posted 03 Mar 2005

paki_fan says
very nice janubaby and sunny
Posted 04 Mar 2005

wafakadard says
ooo sukria ji
Posted 05 Mar 2005

wafakadard says
Manzilon ki justujoo mein raaste reh jaayein ge
Choar dein ge sath sab bas hausle reh jaayein ge
Posted 05 Mar 2005

paki_fan says
very nice sunny

Dil yah kahta hay zabtt lazimm hay
hijr kay din ki dhoop dhalnay takk
aitraf-e-shakast kiya karna
faislay ki gharri badalnay takk
Posted 05 Mar 2005

paki_fan says
Abh charaghaan karien hum askoon say
yah manazar bughya bughay daikhien
aik taraf tu hay aik taraf dil hay
dil ki manien kay tughya daikhien
Posted 05 Mar 2005

wafakadard says
THANKS
Posted 06 Mar 2005

paki_fan says
Posted 06 Mar 2005

paki_fan says
SHAMA AGAR BUJH KAR JAL SAKTI HAI
KASHTI BEECH BANWAR SE NIKAL SAKTI HAI
MAYOUS NA HO,APNAY IRDAY NA BADAL
SHIED TAQDEER BHI KISI WAQT BADAL SAKTI HAI
Posted 07 Mar 2005

paki_fan says
toot jatay hain bikhar jatay hain
kanch kay ghar moqaddar apnay
ajnabi piyar say miltay hain sada
bholl jatay hain ti aksar apnay
Posted 07 Mar 2005

paki_fan says
roth jana too mohabbat ki alaamat hoti hai
kiya khabar thi kay wo mujh say itna kahafa hojay gaa

Posted 07 Mar 2005

wafakadard says
WOW PAKI
Posted 07 Mar 2005

wafakadard says
woh kehte rahe humesha ke unhe humse pyar hai,
hum bhi to mante rahe ke woh humare liye bekarar hai,
jab mohabbat ke sagar me sahil ki talash ki to jana,
ke unhe humse nahin par kisi aur se pyar ha.
Posted 07 Mar 2005

wafakadard says
woh naaaa farishtaa ho na farishtoo jaysa ho
mujhe tlash hay oss ki jo meray jaisa ho
meray khloose ko phaichaan taa ho kafi hay
woh kahiin bhi ho koi bhi ho aur kaisa bhi ho
Posted 07 Mar 2005

wafakadard says
youn to hum tanhai main dil ko saza dete hain
naam lekhte hain tera lekh k mita dete hain
Posted 07 Mar 2005

Fairl_Girl says
nicee
Posted 07 Mar 2005

Fairl_Girl says
pyaar karney kai bhi kuch adaab hoova kartey hain
jagtey ankhoun kai bhi kuch khawaab hoova kartey hain.
zaroori tou nahin haar koi roo kai deekhai
sookhi ankhoun main bhi sailaab hoova kartey hain

Posted 07 Mar 2005

genius says
Posted 08 Mar 2005

wafakadard says
King of jb said:

wo kuyn acha nahi lagta kia

nice one


WOh DOsri ka bhi likhna hot ahai na
Posted 08 Mar 2005

paki_fan says
very nice
Posted 08 Mar 2005

wafakadard says
aj kohi sher nhi likha ap nay paki_FAN
Posted 09 Mar 2005

paki_fan says
janab just give me another day cuz bohat busy hoonin dinoon so kal inshALLAH
Posted 09 Mar 2005

Reply to Topic