Aisa pehli baar hua hai satrah atharah salo mein Un dekha anjanna koi aane laga hai khayalon mein Aankhon ki khidki per ek sayaa sa lehraata hai Dil ke derwaze per koi dastak de ke jata hai Gherri gherri kaali aankhen, mujse mujko puchhatti hai Hathoan ki rekhaon mein ek chehra sa ban jatta hai Uski sanse resham jaisi gallo ko chu jaati hai Uske hathoan ki khushboo hai ab tak mere ballo mein Aisa pehli baar hua hai satrah atharah salo mein Un dekha anjanna koi aane laga hai khayalon mein....
Age: 125
7591 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ji chahta hai tere naam aik kitab likhon .. Is kitab ka tere naam intisab likhon .. Tujhey sharminda karne ke liye main is main .. Tera aur mera, be baak hisab likhon .. Main soch soch kar pagal sa ho gaya hoon .. Jhele hain jo tere gham main ne, kaise woh azaab likhon ... De gi meri zindagi ko andhere wohi .. Khuahish thi jise main aaftab likhon .. Jo diye hain tu ne kanton ke bistar mujhey .. Bohat mushkil hai in kanton ko gulab likhon .. Mujh se munafqat na ho sake gi dil ki baat main .. Dukhon ke samandar ko main kaise sarab likhon .. Ajab karb main KYOON HOTEE HAIN LOG AISAY
Age: 125
7617 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
yah lafz bhi ab khamosh hain kuch kuch yah dil bhi afsurda sa lagta hai kuch kuch piyar main mana kay hota hai bohout kuch isee liyae tu tujh say dil laga kay saha hai bohout kuch
Age: 125
7617 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
main manta hoon tum nay bhi piyar kiya magar jhoot ki bunyaad per isay abad kiya sach say kartee na yah dil routa na hi main piyar dayta hai kushi magar mujhay barbaad kiya
Age: 125
7617 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
ummeedoon se bhara hai damann tumne....... khushiyon se phir bhara hai mera jeevan tumne...... bin maange hi kuch aisa de diya hai tumne........ jise mangne ki himmat kabhi nahi thi hummein.....
Age: 125
7468 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
Mere jeene ke liye tera armaan hi kafi hai dil ke kalam se likha yeh dastaan hi kafi hai teer -e- talwaar ki tujhe kia zaroorat -e-nazneen qatal karne ke liye teri muskan hi kafi hai