Forums
Poetry Cafe (URDU)
share ur poetry...
Reply to Topic
paki_fan
Age: 124
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
Aisa pehli baar hua hai satrah atharah salo mein Un dekha anjanna koi aane laga hai khayalon mein Aankhon ki khidki per ek sayaa sa lehraata hai Dil ke derwaze per koi dastak de ke jata hai Gherri gherri kaali aankhen, mujse mujko puchhatti hai Hathoan ki rekhaon mein ek chehra sa ban jatta hai Uski sanse resham jaisi gallo ko chu jaati hai Uske hathoan ki khushboo hai ab tak mere ballo mein Aisa pehli baar hua hai satrah atharah salo mein Un dekha anjanna koi aane laga hai khayalon mein....
wafakadard
Age: 124
7404 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
HAR ROZ NIKLTA HOON TERI TLASH MEIN HAR ROZ HI TUJHE DHOONDTA HOON DEEWANO KI TRAH NAHIN KUCH BHI AHSIL MUJHAY IS DEEWANGE MEIN TU NA JANE KHA BAS GI HAI CHUP K IS TRAH
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
woow wafa ji
guest.
Age: 124
7277 days old here
Total Posts: 29345
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zabt k tot gay ajj tou saray bandhan aaj tarpa hai woh jo kabhi dhakha na tha
guest.
Age: 124
7277 days old here
Total Posts: 29345
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zarori tou nahin keh dein laboun say daastan apni zaban ek or bhi hoti hai,izhar-e-tamana ki
guest.
Age: 124
7277 days old here
Total Posts: 29345
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
rach bas gaya hai,zehen mein nasir kisi ka roup hum kia karein gay abb, koi shahkar dekh kar
guest.
Age: 124
7277 days old here
Total Posts: 29345
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
rakhtay hein jo oron k liye payar ka jazba woh loag kabhi tot kar bikhra nahin kartay
guest.
Age: 124
7277 days old here
Total Posts: 29345
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sanso k silsily ko na do zindagi ka naam jeenay k bawajood bhi kcuh loag mer gay
wafakadard
Age: 124
7404 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
wow bahot khob
wafakadard
Age: 124
7404 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
doston ke is dunya main dost thumhara waha hai d osto ke is tufan main yeh dost jaha hai
wafakadard
Age: 124
7404 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
tumare jaane se woh din bhi chale gaye, apne ashkon ke saath hum akele reh gaye,
wafakadard
Age: 124
7404 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
tumhari dosti ki har baat yaad hai, tumne jo diya saath woh yaad hai,
guest.
Age: 124
7277 days old here
Total Posts: 29345
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wowww!!
zabardast
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
kash_beauty said: zabt k tot gay ajj tou saray bandhan aaj tarpa hai woh jo kabhi dhakha na tha
WOW NICE JI
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
WO IS KAMAL SAY KHELTA THA ISHQ KI BAZI ... MAIN APNI FATAH SAMJHTA K MAAT HO GAI ...
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
Apni Garz say to sab hi miltay hain Faraz.. Maza to tab jab koi bay sabab Mila karay.. ....
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
Har koi pyar ke liye tarapta hai, Har koi pyar ke liye rota hai, mere pyar ko galat mat samajna, pyaar tu dosti main bhi hota hai.
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi, kaise kahen ki tere talabgaar hum nahi, Khud ko jala ke khak kar dala, mita diya, lo ab tumhari raah mein dewaar hum nahi, Jis ko sanwara humne tamannaon ke khoon se, gulshan mein us bahaar ke haqdaar hum nahi, Dhokha diya hai khud ko muhobbat ke naam se, kaise kahen ki tere gunahgaar hum nahi..... ..
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
Uski bay rukhi ka Malal to raha Kuch pal ka sahi Wisal to raha Samnay na raha Dil mein to raha Usay hamara itna Khayal to raha Chot laganay aata raha lout kar Us say rabita Bahal to raha Kiya thi mohabat khata hamari Dil say yehi Sawal to raha Pehlay dil ko phir jaan ko laga Rog laganay ka Kamal to raha
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
Ajab Khail hai Ishq ka main nay aap dekha ye moujza... Wo jo lafz meray guma main thay wo teri zubaan per aa gai .. wo geet jo tum nay suna nahi meri umeer bhar ka raiz tha... meray dard ki thi wo dastaan jisay tum hansi main ura gai
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
WO Bay Irada sahi, Titlion main rehta hai .. K Mera dil to meri muthion main rehta hai.. Main nay apnay hath say dil ka gala daba doon gi.. meray khilaf yehi sazishoon main rehta hai.. Uran jis ki hamesha say jarhihana rahi ........ wo aaj meri tarahn bay paroon main rehta hai .. Alao ban k december ki sard ratoon main ... Tera khayal meray taqoon main rehta hai ... Bacha k khud ko guzarna muhal lagta hai ..... Tamam sheher meray rastoon main rehta hai .. Meri kitab e muhabat main us ka zikar nahi .. wo khush khayal galat fehmion main rehta hai..
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
Sab say achay lafz.. Main subha o shaam likhta hoon.. Zamin per jis qadar achi zubanain boli jati hain .. main un say harf chunta.. aur tumhara naam likhta hoon ...
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
WO Larki bhi aik ajeeb paheli thi ... payasay hont thay ankh samundar jaisi thi .. Suraj us ko dekh kar pila parta tha... wo sarma ki dhoop main dhul kar nikalti thi .. us ko apnay say sai dar lagta tha... soch k sehra main wo tanha hirni thi .. atay jatay mousam us ko dastay thay... hanstay hanstay palkoon say wo ro parti thi .. aadhi raat guwan deti thi chup reh kar wo ... aadhi raat k chand say batain karti thi ... duur say ujray mandar jaisa gher us ka... wo apnay gher main akloti devi thi...... mousam say nazuk jism sahar ko dukhta tha.. diy jala kar shab bher aap pigalti thi .... taiz hawa ko rok k apnay anchal par... sokay phool akhtay karti phirti thi ... sab per zahir ka deti thi bhaid apna... sab say aik tasweer chupay rakhti thi .. kal shab chakna churr hua tha dil us ka .. ya phir pehli baar wo khul kar roi thi ... mohsin kia janay kiun dhoop say bay parwa .. wo apnay gher ki dehliz per bethi thi ..?
guest.
Age: 124
7277 days old here
Total Posts: 29345
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kis ki tareefein ho rahi hein
waisay!!
nice choice
kash_beauty 38493.8038194444
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
hai koi
wafakadard
Age: 124
7404 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
janab kon ha woh khas?
wafakadard
Age: 124
7404 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
meraa dil bhi shauq se tooro ek tajurba aur sahi laakh khilone tor chuke ho ek khilona aur sahi raat hai gam ki aaj bujha do jalta howa har ek chiraag dil me andhera ho hi chuka hai ghar me andhera aur sahi
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
wafakadard said: janab kon ha woh khas?
Har baat batani nahi chahiy ji
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
n way nice ji
Guest_005
Age: 124
7659 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
DEKHNA NA THA TUJHAY TO TERI ARZOO NA THI ... DEKHA JAB TUJHAY TO TERAY TALAB GAR HO GAI ...
wafakadard
Age: 124
7404 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
Ji bilkul sari batiin batani nhi cahye
Reply to Topic