tehzeeb said:
TUM KIYA JANO MEIN KHUDA SAY KIYA MANGTI HUN,
YUMHARI SALAMTI KI HAMESHA DUA MANGTI HUN,
AGAR ANJANEY MEIN HO JAYE TUM SAY KOI KHATA,
TO DO USKI SAZA MUJHEY YEH MANGTI HUN,
AGAR LAG JAYE CHOT TUM KO YA TUM HO JAO PRESHAN,
TO MEREY HAQ MEIN WOH SARI TAKLEFEIN MANGTI HUN,
YA MEREY KHUDA MEREY MEBOOB KO GHAM SAY DOOR RAKHNA,
DIN RAAT TUMHAREY SAREY GHAM MANGTI HUN,
TUM HO HAMESHA KAMIYAB TUMHARI HAR JKHUWAHISH PORI HO,
BUS YEH CHAHTI HUN OR TUMHARI KHUSHI MANGTI HUN,
MEIN JANTI HU TUM MEREY NAH HO LEKIN,
HAMESHA KHUDA SAY TUMHARA SATH MANGTI HUN.
Miss mine said:
Rapunzel said:
Miss mine said:Tanha rehna seekh rahee hoon
Mar kay jeena seekh rahee hoon
Sabr ko zad-e-rah bana kar
Kaanch pay chalna seekh rahee hoon
Phirtay phirtay sehra sehra
Piyas ko peena seekh rahee hoon
Madhooshee nay bohat satayaa
Hosh main rehna seekh rahee hoon
Dar kay zeher kay piyalay say
Sach ko chupana seekh rahee hoon..
Rapunzel said:Pal Main Doori Ho Jaati Hai :)O
Zaat Aadhoori Ho Jaati Hai :buke:
Aankhon Main Neend Aati Nahin :hug
Raat Puri Ho Jaati Hai :)O
Pehlay Tu Hoti Hai Chahat :buke:
Phir Majboori Ho Jaati Hai :hug
Tanhai Jab Bool Paray Tu :)O
Baat Zaroori Ho Jaati Hai :buke:
Kuch Logon Ki Lahma Bhar Main :hug
Khaahish Puri Ho Jaati Hai :)O
Had Say Pyaar Ghuzar Jaye Tu :buke:
Aksar Doori Ho Jaati Hai

~CHANDNI~ said:
Miss mine said:Humsafar banke hum saath hai aaj bhee
fir bhee hai ye safar ajnabi ajnabi
raah bhee ajnabi mod bhee ajnabi
jaayen hum kidhar ajnabi ajnabi
zindagi ho gayee hai sulagta safar
door tak aa raha hai dhuaan sa nazar
jaane kis mod par kho gayee har khushi
deke dard-e-jigar ajnabi ajnabi
humne chun chun ke tinke banaaya tha jo
aashiyaan hasraton se sajaaya tha jo
hai chaman mein wahi aashiyaan aaj bhee
lag raha hai magar ajnabi ajnabi
kisko maaloom tha din ye bhee aayenge
mausamon kee tarah dil badal jaayenge
din hua ajnabi raat bhee ajnabi
har ghadi har pahar ajnabi ajnabi..
boht piyara
aapki tarah
Miss mine said:Tanha rehna seekh rahee hoon
Mar kay jeena seekh rahee hoon
Sabr ko zad-e-rah bana kar
Kaanch pay chalna seekh rahee hoon
Phirtay phirtay sehra sehra
Piyas ko peena seekh rahee hoon
Madhooshee nay bohat satayaa
Hosh main rehna seekh rahee hoon
Dar kay zeher kay piyalay say
Sach ko chupana seekh rahee hoon..
Rapunzel said:Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Dete,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyon Nahin Dete.
Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khade Ho Kyon Saza Kyon Nahin Dete.
Use Jis Ke Zakham Hain Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyon Nahin Dete.
Kayee Ghar Nahin Baste Hain Jin Ki Vajah Se,
Un Adhjali Rasmon Ko Jala Kyon Nahin Dete.
Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Dete.
Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main,
Ye Baat Apne Lab Se Bata Kyon Nahin Dete.
Anmol Khazana Hain Muskurahatein Teri,
Thoda Sa Ise Mujh Pe Luta Kyon Nahin Dete.
Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Thi Kabhi Tum Ne,
Wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyon Nahin Dete.
Ek Arsa Hua Chain Se Soye Huye Hum kO
Mera Chain, Meri Neend Lauta Kyon Nahin Dete...!!
Rapunzel said:Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Dete,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyon Nahin Dete.
Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khade Ho Kyon Saza Kyon Nahin Dete.
Use Jis Ke Zakham Hain Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyon Nahin Dete.
Kayee Ghar Nahin Baste Hain Jin Ki Vajah Se,
Un Adhjali Rasmon Ko Jala Kyon Nahin Dete.
Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Dete.
Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main,
Ye Baat Apne Lab Se Bata Kyon Nahin Dete.
Anmol Khazana Hain Muskurahatein Teri,
Thoda Sa Ise Mujh Pe Luta Kyon Nahin Dete.
Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Thi Kabhi Tum Ne,
Wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyon Nahin Dete.
Ek Arsa Hua Chain Se Soye Huye Hum kO
Mera Chain, Meri Neend Lauta Kyon Nahin Dete...!!
tehzeeb said:
tehzeeb said:
Rapunzel said:Pal Main Doori Ho Jaati Hai :)O
Zaat Aadhoori Ho Jaati Hai :buke:
Aankhon Main Neend Aati Nahin :hug
Raat Puri Ho Jaati Hai :)O
Pehlay Tu Hoti Hai Chahat :buke:
Phir Majboori Ho Jaati Hai :hug
Tanhai Jab Bool Paray Tu :)O
Baat Zaroori Ho Jaati Hai :buke:
Kuch Logon Ki Lahma Bhar Main :hug
Khaahish Puri Ho Jaati Hai :)O
Had Say Pyaar Ghuzar Jaye Tu :buke:
Aksar Doori Ho Jaati Hai
Rapunzel said:
very true
Rapunzel said:
Teri yaad mein jeete jeete aik zamana beet gaya
Hum ko apne aap se bichre aik zamana beet gaya
Paani ke parde par tum ne naam wafa ka likha tha
Paani ki lehron ko takte aik zamana beet gaya
Ankhon mein kuch khwab basa kar hum ne jeena chaha tha
Ankhon mein khwabon ko sulagte aik zamana beet gaya
Jate jate phir milne ki aas na dete acha tha
Phir milne ki aas mein jalte aik zamana beet gaya
Kon sune faryaad kisi ki, kon kisi ka dard sahe
Apne aap se baten karte aik zamana beet gaya
~CHANDNI~ said:
Pyaar
Main Ne Parindo Se Pyaar Kya To,,
Woh Urh Gaya
Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,,
Woh Gharoob Ho Gaya
Main Ne Chand Se Pyaar Kya To,
Woh Badlon Main Chup Gaya
Main Ne Pani Se Pyaar Kya To,
Woh Beh Gaya
Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To,
Woh Pighal Gaya
Main Ne Barish Se Pyaar Kya To,
Woh Baras K Thum Gaya
Main Ne Aag Se Pyaar Kya To,
Woh Bujh Gai
Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To,
Woh Murjha Gaya
Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To,
Wo Toot Gaya
Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To,
Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay
Or Jab..Main Ne Insaan'on Se Pyaar Kya To,
Woh Be-Wafa Niklay