Lashakir said:umr kay har warak pe Dil ko Nazar
teray mehr o wafa kay baab aaye
Kar raha tha ghum e jahaan ka Hisaab
Aaj tum yaad bay hisaab aaye
nam aankhon ne dil ki kahani keh di
bhool kar aaj woh phir yaad aaye
SupidGuy said:
Thats for you Chandni...
Snow Man!!!
December k haseen din thay,
Murree ki yakh fizaao'n mein,
Humaare chaar haatho'n ne,
Ik SNOW MAN banaaya tha,
Kaha tha ik doojay ko,
Ye hai nishaani pyaar ki apni,
Barri hi khoobsurat hai...
Magar ik baat hai pyaare!
"Snow Man" tou barff ka tha,
Issay aakhir pighalna tha...
Issay tou mit jaana hi tha...!!!
Miss mine said:Main nay haq-e-mohabat ada kia
na kabhi kisi say gila kia,
mujhy ajab is ka sila mila
mujhy dil say uss ne bhula dia...
Mohabbaton ki kitab ka
har aik varq jala dia,
vo jo aarzoo ka charagh tha
usay nafraton ne bhuja dia...
mujhy zakham phir aik naya dia
mujhy is MOHABBAT nay kia dia...
Wo jo kaihatay thy khosh raho
wo jo kehty thy mery jan ho tum,
mujhy aj ounhon nay rula dia
mera nishan tak mita dia.....
Lashakir said:umr kay har warak pe Dil ko Nazar
teray mehr o wafa kay baab aaye
Kar raha tha ghum e jahaan ka Hisaab
Aaj tum yaad bay hisaab aaye
nam aankhon ne dil ki kahani keh di
bhool kar aaj woh phir yaad aaye
SupidGuy said:
Thats for you Chandni...
Snow Man!!!
December k haseen din thay,
Murree ki yakh fizaao'n mein,
Humaare chaar haatho'n ne,
Ik SNOW MAN banaaya tha,
Kaha tha ik doojay ko,
Ye hai nishaani pyaar ki apni,
Barri hi khoobsurat hai...
Magar ik baat hai pyaare!
"Snow Man" tou barff ka tha,
Issay aakhir pighalna tha...
Issay tou mit jaana hi tha...!!!
~CHANDNI~ said:
mujhe aur kahin le chal saanwal
jahan raat kabhi bhi soyi na ho
jahan subah kisi pe royi na ho
jahan hijer ne wehshat boyi na ho
jahan koi ksi ki khoyi na ho
mujhe aur kahin le chal saanwal!
jahan shehar hon saare weerane
jahan log sabhi hon begaane
jahan sab ke sab hon deewane
jahan koi humain na pehchane
mujhe aur kahin le chal saanwal !
jahan nafrat dil main bas na sake
jahan koi kisi ko dass na sake
jahan koi kisi pe hans na sake
jahan koi bhi gunjal kass na sake
mujhe aur kahin le chal saanwal!
jahan dard kisi ko raas na ho
jahan koi malool udaas na ho
jahan zulmat ki boo baas na ho
jahan tu bhi ziada paas na ho
mujhe aur kahin le chal saanwal !
Rapunzel said:
Iss sheher-e-wafa ki ratoon main
jo andhyare pi leti hain
inn roshaniyun ke nagri main
jo hontoon ko si leti hain
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab barf giri kohsaroon par
aur hawa chali thandi thandi
yakh basta raat ki khirki par
jab taiz hawa ne dastak di
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab khat main kisi ko tum ne likha
koi harf-e-dua koi harf-e-wafa
kisi yaad ka bhoola naqsh koi
jab kaghaz par tehreer hua
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Sach kehna itne barson main
ye duniya tu abad rahi
hum ne tu tumhein kya bhoolna tha
tum ko bhi hamari yaad rahi?
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Rapunzel said:
Iss sheher-e-wafa ki ratoon main
jo andhyare pi leti hain
inn roshaniyun ke nagri main
jo hontoon ko si leti hain
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab barf giri kohsaroon par
aur hawa chali thandi thandi
yakh basta raat ki khirki par
jab taiz hawa ne dastak di
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab khat main kisi ko tum ne likha
koi harf-e-dua koi harf-e-wafa
kisi yaad ka bhoola naqsh koi
jab kaghaz par tehreer hua
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Sach kehna itne barson main
ye duniya tu abad rahi
hum ne tu tumhein kya bhoolna tha
tum ko bhi hamari yaad rahi?
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
olldman said:
Rapunzel said:
Iss sheher-e-wafa ki ratoon main
jo andhyare pi leti hain
inn roshaniyun ke nagri main
jo hontoon ko si leti hain
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab barf giri kohsaroon par
aur hawa chali thandi thandi
yakh basta raat ki khirki par
jab taiz hawa ne dastak di
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab khat main kisi ko tum ne likha
koi harf-e-dua koi harf-e-wafa
kisi yaad ka bhoola naqsh koi
jab kaghaz par tehreer hua
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Sach kehna itne barson main
ye duniya tu abad rahi
hum ne tu tumhein kya bhoolna tha
tum ko bhi hamari yaad rahi?
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Anmol. Khoobsurat, bohut hi achi laghi. Rapunzel.
~CHANDNI~ said:
Rapunzel said:
Iss sheher-e-wafa ki ratoon main
jo andhyare pi leti hain
inn roshaniyun ke nagri main
jo hontoon ko si leti hain
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab barf giri kohsaroon par
aur hawa chali thandi thandi
yakh basta raat ki khirki par
jab taiz hawa ne dastak di
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab khat main kisi ko tum ne likha
koi harf-e-dua koi harf-e-wafa
kisi yaad ka bhoola naqsh koi
jab kaghaz par tehreer hua
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Sach kehna itne barson main
ye duniya tu abad rahi
hum ne tu tumhein kya bhoolna tha
tum ko bhi hamari yaad rahi?
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Lashakir said:
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:Main nay haq-e-mohabat ada kia
na kabhi kisi say gila kia,
mujhy ajab is ka sila mila
mujhy dil say uss ne bhula dia...
Mohabbaton ki kitab ka
har aik varq jala dia,
vo jo aarzoo ka charagh tha
usay nafraton ne bhuja dia...
mujhy zakham phir aik naya dia
mujhy is MOHABBAT nay kia dia...
Wo jo kaihatay thy khosh raho
wo jo kehty thy mery jan ho tum,
mujhy aj ounhon nay rula dia
mera nishan tak mita dia.....
W@H JI W!H...BOHAT KHOOOOOB
olldman said:
Miss mine said:Katoon si chubhti hai Tanhai
Angaroon si sulagti hai Tanhai
Koi aa kar hum dono ko hunsa de
Main rota hoon rone lagti hai Tanhai
Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha
Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai
Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
Main nahi sota sone lagti hai Tanhai
Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai
Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhai..
Khoobsurat, bohut achi read, MM.
Lashakir said:umr kay har warak pe Dil ko Nazar
teray mehr o wafa kay baab aaye
Kar raha tha ghum e jahaan ka Hisaab
Aaj tum yaad bay hisaab aaye
nam aankhon ne dil ki kahani keh di
bhool kar aaj woh phir yaad aaye
SupidGuy said:
Thats for you Chandni...
Snow Man!!!
December k haseen din thay,
Murree ki yakh fizaao'n mein,
Humaare chaar haatho'n ne,
Ik SNOW MAN banaaya tha,
Kaha tha ik doojay ko,
Ye hai nishaani pyaar ki apni,
Barri hi khoobsurat hai...
Magar ik baat hai pyaare!
"Snow Man" tou barff ka tha,
Issay aakhir pighalna tha...
Issay tou mit jaana hi tha...!!!
~CHANDNI~ said:
mujhe aur kahin le chal saanwal
jahan raat kabhi bhi soyi na ho
jahan subah kisi pe royi na ho
jahan hijer ne wehshat boyi na ho
jahan koi ksi ki khoyi na ho
mujhe aur kahin le chal saanwal!
jahan shehar hon saare weerane
jahan log sabhi hon begaane
jahan sab ke sab hon deewane
jahan koi humain na pehchane
mujhe aur kahin le chal saanwal !
jahan nafrat dil main bas na sake
jahan koi kisi ko dass na sake
jahan koi kisi pe hans na sake
jahan koi bhi gunjal kass na sake
mujhe aur kahin le chal saanwal!
jahan dard kisi ko raas na ho
jahan koi malool udaas na ho
jahan zulmat ki boo baas na ho
jahan tu bhi ziada paas na ho
mujhe aur kahin le chal saanwal !
Rapunzel said:
Iss sheher-e-wafa ki ratoon main
jo andhyare pi leti hain
inn roshaniyun ke nagri main
jo hontoon ko si leti hain
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab barf giri kohsaroon par
aur hawa chali thandi thandi
yakh basta raat ki khirki par
jab taiz hawa ne dastak di
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab khat main kisi ko tum ne likha
koi harf-e-dua koi harf-e-wafa
kisi yaad ka bhoola naqsh koi
jab kaghaz par tehreer hua
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Sach kehna itne barson main
ye duniya tu abad rahi
hum ne tu tumhein kya bhoolna tha
tum ko bhi hamari yaad rahi?
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Rapunzel said:wo kaisa shakhas hai k har roz saza daita hai
phir hansta hai wo itna k sub kuch bhula daita hai
kabi jo ro day tu mujhy bi rulla daita hai
uss se pochon k bata kis se mohabat hai tujhy
naam shargoshi main mera he suna daita hai
khud he kehta hai k na dohrao purani yaadain
main na dohraon tu phir khud he suna daita hai
khud he kehta hai kjazbaat main halchall na karo
aur phir khud he nayi AAG laga daita hai
Miss mine said:Suno!!!
Bohat hi maan hai tum per,
Suno! Paas-e-Wafa rakhna!
Sub se tum millo lekin,
Zara se faasla zaroor rakhna,
Bicharna bhi tou perta hai,
Zara sa honsla rakhna...
Woh saare wasl k lamhe,
Tum aankho'n mein sajja rakhna,
Abhi imkaan baaki hai,
Bus lab pe dua rakhna,
Bohat "Nayaab" hain hum dekho...
Humein sub se juda rakhna!!!
Miss mine said:Ajeeb thi vo ajab tarha chahta tha main
vo baat kerti thi or khawab dekhta tha main
visaal ka ho k uskay firaaQ ka mosam
vo lazzatain theen k ander say toot'ta tha main
charha hua tha vo nasha k kam na hota tha
hazaar baar ubherta tha doobta tha main
phir uss tarha kabhi na soya na uss tarha jaaga
K ROOH NEEND MAIN THI OR JAAGTA THA MAIN
kahaan shikast hui or kahan payaa
KISI KA ISHQ KISI SAY NIBHAATA THA MAIN........
Rapunzel said:
Iss sheher-e-wafa ki ratoon main
jo andhyare pi leti hain
inn roshaniyun ke nagri main
jo hontoon ko si leti hain
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab barf giri kohsaroon par
aur hawa chali thandi thandi
yakh basta raat ki khirki par
jab taiz hawa ne dastak di
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Jab khat main kisi ko tum ne likha
koi harf-e-dua koi harf-e-wafa
kisi yaad ka bhoola naqsh koi
jab kaghaz par tehreer hua
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
Sach kehna itne barson main
ye duniya tu abad rahi
hum ne tu tumhein kya bhoolna tha
tum ko bhi hamari yaad rahi?
HUM bhi TUMHAIN yaad aaye ke nahee'n?
olldman said:
~CHANDNI~ said:
Apani Khushi na aaye na apani khushi chale
Behatar to hai yahi ke na duniyaa se dil lage
Par kyaa karen jo kaam na bedillagi chale
Ho umr-e-Khizr bhi to kahenge ba_vaqt-e-marg
Ham kyaa rahe yahaan abhi aaye abhi chale
Duniyaa ne kis ka raah-e-fanaa men diyaa hai saath
Tum bhi chale chalo yuun hi jab tak chali chale
Naazaan na ho Khirad pe jo honaa hai vo hi ho
Daanish teri na kuch meri daanishvari chale
Kam honge is bisaat pe ham jaise bad_qimaar
Jo chaal ham chale vo nihaayat buri chale
jaate havaa-e-shauq men hen is chaman se 'Zauq'
apani balaa se baad-e-sabaa kahin chale
Bohut khoob, Chandni.