SupidGuy said:
Miss mine said:Mujhe apne lafzo'n se shikayat hai,
Loug mere lafzo'n ko Moti se tashbeeh detay hain,
Woh kehte hain k;
Aap k lafz humaare liye bohat qeemti hain,
Aap ki shaairy hum apne pyaaro'n ko likh likh ker bhij-vaate hain,
Inhein apni chaahat ka ehsaas dilaate hain,
Aur Yu'n! K phir woh humaare hi ho jaate hain...
Aap k lafz humaare liye Roshni hain, Zindagi hain,
Lekin inhein main kya bataau'n... K mujhe apne lafzo'n se kitni shikayat hai,
Ye us waqt chupp hogaye thay, jab inhein bolna tha ......
Very Nice Poetry!!!
Lashakir said:Usko
Bade khuloos se
Samjhaya tha
Yeh muhabbat, yeh chahat
Yeh rooh ,yeh jism
Yeh jan
Sab kisi ke amanat hain
Mere pass
dene ko kuch bhi nahin hai
Usne khamooshi se
Mere bahte huye ashkoon ko
Apni hatheli per saja liya
Aur yeh
kahte huye chal di
Mujhe mere jeene ka
Sahara mil gaya
Miss mine said:Uff yeh Zalim INTZAAAAAAR,,,,bas ek haan ki intezaar mein raat yunhi guzaar jayeghi..
ab to bas uljhan hai saath mere..
neend kahan aayeghi..
subha ki kiran najaane kaun sa sandesh layeghi..
rhim jhim si gungunayeghi..
ya pyaas adoori rehe jayeghi...
Lashakir said:Usko
Bade khuloos se
Samjhaya tha
Yeh muhabbat, yeh chahat
Yeh rooh ,yeh jism
Yeh jan
Sab kisi ke amanat hain
Mere pass
dene ko kuch bhi nahin hai
Usne khamooshi se
Mere bahte huye ashkoon ko
Apni hatheli per saja liya
Aur yeh
kahte huye chal di
Mujhe mere jeene ka
Sahara mil gaya
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:Khamosh lehje mere hamdam kabhi bola nahin kertay,
Dard-o-gham ko her kisi k samnay khola nahin kertay,
Mohabbat to mohabbat hai,
Bari anmol hoti hai,
Mohabbat ko tarazu main kabhi tola nahin kertay,
Mere khamosh rehne per koi ilzam mat dena,
Samandar to samandar hai, kabhi bola nahin kertay...

luv u
Miss mine said:bas ek haan ki intezaar mein raat yunhi guzaar jayeghi..
ab to bas uljhan hai saath mere..
neend kahan aayeghi..
subha ki kiran najaane kaun sa sandesh layeghi..
rhim jhim si gungunayeghi..
ya pyaas adoori rehe jayeghi...
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:bas ek haan ki intezaar mein raat yunhi guzaar jayeghi..
ab to bas uljhan hai saath mere..
neend kahan aayeghi..
subha ki kiran najaane kaun sa sandesh layeghi..
rhim jhim si gungunayeghi..
ya pyaas adoori rehe jayeghi...
lildude said:NICE COLLECTIONS
Miss mine said:[email protected] KHOOBNa vaada hai koi Tumse rishta nibhaane ka,
Na koi aur hi dil mein taha'yya ya iraada hai,
Ka'e din se magar dil mein,
Ajab uljhan si rehti hai,
Na Tum is daastan k sarsarri kirdaar ho koi,
Na qissa itna saada hai!
Taa'luq jo tumse main samjha tha, woh us se kahee'n ziyaada hai...
Miss mine said:
SupidGuy said:
Miss mine said:Mujhe apne lafzo'n se shikayat hai,
Loug mere lafzo'n ko Moti se tashbeeh detay hain,
Woh kehte hain k;
Aap k lafz humaare liye bohat qeemti hain,
Aap ki shaairy hum apne pyaaro'n ko likh likh ker bhij-vaate hain,
Inhein apni chaahat ka ehsaas dilaate hain,
Aur Yu'n! K phir woh humaare hi ho jaate hain...
Aap k lafz humaare liye Roshni hain, Zindagi hain,
Lekin inhein main kya bataau'n... K mujhe apne lafzo'n se kitni shikayat hai,
Ye us waqt chupp hogaye thay, jab inhein bolna tha ......
Very Nice Poetry!!!
yup very bold sharing
Miss mine said:Na vaada hai koi Tumse rishta nibhaane ka,
Na koi aur hi dil mein taha'yya ya iraada hai,
Ka'e din se magar dil mein,
Ajab uljhan si rehti hai,
Na Tum is daastan k sarsarri kirdaar ho koi,
Na qissa itna saada hai!
Taa'luq jo tumse main samjha tha, woh us se kahee'n ziyaada hai...
Lashakir said:
Miss mine said:[email protected] KHOOBNa vaada hai koi Tumse rishta nibhaane ka,
Na koi aur hi dil mein taha'yya ya iraada hai,
Ka'e din se magar dil mein,
Ajab uljhan si rehti hai,
Na Tum is daastan k sarsarri kirdaar ho koi,
Na qissa itna saada hai!
Taa'luq jo tumse main samjha tha, woh us se kahee'n ziyaada hai...
SupidGuy said:
Miss mine said:Na vaada hai koi Tumse rishta nibhaane ka,
Na koi aur hi dil mein taha'yya ya iraada hai,
Ka'e din se magar dil mein,
Ajab uljhan si rehti hai,
Na Tum is daastan k sarsarri kirdaar ho koi,
Na qissa itna saada hai!
Taa'luq jo tumse main samjha tha, woh us se kahee'n ziyaada hai...
U Got A Very Very Good Poetry Collection!!!
I am Impressed!!!
~CHANDNI~ said:
Apani Khushi na aaye na apani khushi chale
Behatar to hai yahi ke na duniyaa se dil lage
Par kyaa karen jo kaam na bedillagi chale
Ho umr-e-Khizr bhi to kahenge ba_vaqt-e-marg
Ham kyaa rahe yahaan abhi aaye abhi chale
Duniyaa ne kis ka raah-e-fanaa men diyaa hai saath
Tum bhi chale chalo yuun hi jab tak chali chale
Naazaan na ho Khirad pe jo honaa hai vo hi ho
Daanish teri na kuch meri daanishvari chale
Kam honge is bisaat pe ham jaise bad_qimaar
Jo chaal ham chale vo nihaayat buri chale
jaate havaa-e-shauq men hen is chaman se 'Zauq'
apani balaa se baad-e-sabaa kahin chale
Lashakir said:AAP SAB KI NAZAR AIK GHAZAL ...
UMEED HAI AAP KO ZAROOR PASAND AAY GI...
LIJAAY ENJOY IT...
Miss mine said:Katoon si chubhti hai Tanhai
Angaroon si sulagti hai Tanhai
Koi aa kar hum dono ko hunsa de
Main rota hoon rone lagti hai Tanhai
Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha
Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai
Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
Main nahi sota sone lagti hai Tanhai
Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai
Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhai..
Rapunzel said:Zaberdast MM
olldman said:
Miss mine said:Katoon si chubhti hai Tanhai
Angaroon si sulagti hai Tanhai
Koi aa kar hum dono ko hunsa de
Main rota hoon rone lagti hai Tanhai
Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha
Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai
Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
Main nahi sota sone lagti hai Tanhai
Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai
Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhai..
Khoobsurat, bohut achi read, MM.
Miss mine said:Main nay haq-e-mohabat ada kia
na kabhi kisi say gila kia,
mujhy ajab is ka sila mila
mujhy dil say uss ne bhula dia...
Mohabbaton ki kitab ka
har aik varq jala dia,
vo jo aarzoo ka charagh tha
usay nafraton ne bhuja dia...
mujhy zakham phir aik naya dia
mujhy is MOHABBAT nay kia dia...
Wo jo kaihatay thy khosh raho
wo jo kehty thy mery jan ho tum,
mujhy aj ounhon nay rula dia
mera nishan tak mita dia.....
olldman said:\
~CHANDNI~ said:
Apani Khushi na aaye na apani khushi chale
Behatar to hai yahi ke na duniyaa se dil lage
Par kyaa karen jo kaam na bedillagi chale
Ho umr-e-Khizr bhi to kahenge ba_vaqt-e-marg
Ham kyaa rahe yahaan abhi aaye abhi chale
Duniyaa ne kis ka raah-e-fanaa men diyaa hai saath
Tum bhi chale chalo yuun hi jab tak chali chale
Naazaan na ho Khirad pe jo honaa hai vo hi ho
Daanish teri na kuch meri daanishvari chale
Kam honge is bisaat pe ham jaise bad_qimaar
Jo chaal ham chale vo nihaayat buri chale
jaate havaa-e-shauq men hen is chaman se 'Zauq'
apani balaa se baad-e-sabaa kahin chale
Bohut khoob, Chandni.

~CHANDNI~ said:BOHAT KHOOB AOR LAJAWAB...SHAIRI HAI..CHANDNI JI... WA@

thannx to u Om