~CHANDNI~ said:
souchta hoon kay usay neend bhi
ate ho gee
yah mere trha faqt ashq bahate ho gee
woh mere shakal, mera naam bohlanay wale
apne tasveer say kia aankh milate ho gee
is zameen per bhi hain say-laab meray ashko'n say
meray matam kee sada arsh hilate ho gee
shaam hotay he woh choktay pay jala kar sham-yanay
apne palko'n pay kaee khwaab sulate ho gee
us nay sehla liayay hoon gay seh`ha rung kay libaas
ab mehra`am kee tarha eid manatee ho gee
dil ke massom raga`ein khud he sulagte ho gee
joh`nee tasveer ka kona woh jalate ho gee
hote ho gee meray bosay ke talab mein pagal
jub bhi zulfo`n mein koi pohl sajate ho gee
meray tareek zamano`n say nikalnay wale
roshni tujh ko mere yaad dilate ho gee
~CHANDNI~ said:
Dil To Toot Chuka Hai
Kisi Nay Saath Jo Tora Hai
Khoon K Aansoo Roo Raha Hai
Kisi Nay Mujhay Jo Rulaya Hai
Sab Khushioon Say Moon Mour Chuka Hai
Kisi Nay Jo Mujh Say Moon Phaira Hai
Tanhaioon Ko Galay Laga Chuka Hai
Uss Nay Jo Kisi Oor Ka Sangg Paya Hai
Uss Bay Wafa Ki Yaad Main Her Pal Ro Raha Hai
Chaha B To Kis Bay Wafa Ko Chaha
Jis Nay Mujhay Her Pal Roonay K Liay Chora Hai
Nazrain Milana Gawara Nahi Baat Karna B Gawara Nahi
Werna Main Poochti Uss Say K..
Yeh Kis Baat Ka Hai Silla
Ya Yeh B Tumhari Adaoon Main Shamil Hai
~CHANDNI~ said:
Love in a tear
If you were a tear in the rain pouring
Down on me I'd be standing there
And let you wash away my fears
If you were a tear glimmering in my soul
I'd not hold you back I'd let you take control
If you were a tear in the wind ever blowing
My hair and in my face I'd breathe you in
So you'll fill me up and be a part of me
It's love in a tear anyone can see and feel
Cause together we are one and meant to be
If you were a tear running down my cheek
I'd neither let you stop nor let you go
You are a release form the hurt so to speak
At last Feeling free to live the life we seek
Loving and living life, giving endlessly
Just you and me forever in harmony
~CHANDNI~ said:
main wahi hoon, jise tum pyar kiya karte the,
din mein sau baar, mera naam liya karte the
aaj kya baat hai, kyun mujhse khafa baithe ho
kya kisi aur ko dil apna bana baithe ho?
faasle pehle itne to nahi hua karte the
main wahi hoon jise tum pyar kiya kare the
mujhe malum hai gam hai, koi saugat nahi
tum mujhe apna kaho, aise bhi ab haalat nahi
aur agar bhool gaye ho, to koi baat nahi
zakhm to pehle bhi dil pe laga karte the
main wahi hoon, jise tum pyar kiya karte the.
jee mein aata hai ki aaj main bhi tumhe tadpa doon
dard jo tumne diye hain, wo tumhe hi lauta doon
aur agar zulm na samjho to ye dauhra doon
ki kabhi tum mujhe hasil-e-armaan kaha karte the
Miss mine said:
Benaam Sa Ye Dard...Thehar kyon Nahi Jata
Jo Beet Gaya Hai...Woh Guzar Kyon Nahi Jata.
Sab Kuch To Hai...Kya Dhundti Rehti Hai Nigaahein
Kya Baat Hai...Mai Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata..
Woh Ek Hi Chehra To, Nahi Sare Jahan Mein
Jo Door Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata...
Main Apni Hi Uljhi Hoi...Raho Ka Tamasha
Jate Hain Jidhar Sab...Main Udhar Kyon Nahi Jata...
Woh Naam Jo Na Jane Kab Se, Na Chehra Na Badan Hai
Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata...!
eshajam said:

keep it up dear ones