Mr.SmS said:Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!
~CHANDNI~ said:
Dil mein vafa ke diye jalaye rakhenge hum,
Kabhi kami na ho vafaaon mein yehi
mangti hoon duaaon mai oh mere sanam,
Mit na sakega kabhi apna faasaana yehi chaahat hai meri oh mere sanam,
Chahe na chahe zamana judaa na honenge hum tumse kabhi,
yahi hai nayi SALL kA wada tumse oh mere sanam.
Mr.SmS said:Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!
~CHANDNI~ said:
Humsafar Bicharr Gaye To Laut Kar Na Aayein Gey
Mohabbat Ki Chaah Mein Gulaab Sookh Jayein Gey
Jaaney Waali Rut Ne Jab Zakhm Itna Diya Hai
To Phir Aaney Waaley Mosam Kya Sougaat Layein Gey
Hum Ne Doobney Par Bhi Kuch Nahin Paaya
Aap Saahilon Waaley Kya Muraad Payein Gey
Chorr Kar Na Jaa Mujh Ko Soch Ley Zara Phir Bhi
Kal Ko Kya Karey Ga Tu Zakhm Jab Rulayein Gey …
Woh Humein Hum Unhein Bhula Baithey
Do Gunaah Gaar Zehar Khaa Baithey
Haal-e-Gham Keh Ke Gham Barrha Baithey
Terey Mairey Thay Terey Keh Baithey
Aandhiyo Jaao Abb Karo Araam
Hum Khud Apna Diya Bujha Baithey
Mujh Per Ekk Be-wafa Ne Dey Dii Jaan
Reh Gaye Saarey Ba-wafa Baithey
Hasher Ka Din Abhi Hai Door
App Kyun Zaheroo Mein Jaa Baithey ….
ONLYARBAB said:Jhuki jhuki si nazar beqarar hai ke nahee
Daba daba sa sahi dil main pya rhai ke nahee
Tu apne dil ki jawan dharkano ko gin k bata
Meri tarah tera dil beqarar hai ke nahee
Woh pal ke jis main mohabbat jawan hoti hai
Us ek pal ka tujhe intizar hai ke nahee
Teri umeed pe thukraa raha houn duniya ko
Tujhe b apne per yeh aitbaar hai ke nahee
ONLYARBAB said:ye chiragh be'nazar hai ye sitara be'zubaan hai
abhi tujh sey milta julta koi doosra kahan hai
wohi shakhs jis pey apney dil'o'jaan nisaar ker doun
wo ager khafa nahi hai tu zuroor badgumaan hai
kabhi paa ke tujh ko khona kabhi kho ke tujh ko pana
ye janam janam ka rishta terey merey darmiyaan hai
merey saath chalney waley tujhey kia mila safar mein
wohi dukh bhari zameen hai wohi gham ka aasman hai
mein isi gumaan mein barsoon bara mutmai'en raha houn
tera jism be'taghayyur hai mera pyaar jawedaan hai
unhi rastoon ne jin per kabhi tum they saath merey
mujhey rok rok poocha tera humsafar kahan hai
~CHANDNI~ said:
Humsafar Bicharr Gaye To Laut Kar Na Aayein Gey
Mohabbat Ki Chaah Mein Gulaab Sookh Jayein Gey
Jaaney Waali Rut Ne Jab Zakhm Itna Diya Hai
To Phir Aaney Waaley Mosam Kya Sougaat Layein Gey
Hum Ne Doobney Par Bhi Kuch Nahin Paaya
Aap Saahilon Waaley Kya Muraad Payein Gey
Chorr Kar Na Jaa Mujh Ko Soch Ley Zara Phir Bhi
Kal Ko Kya Karey Ga Tu Zakhm Jab Rulayein Gey …
Woh Humein Hum Unhein Bhula Baithey
Do Gunaah Gaar Zehar Khaa Baithey
Haal-e-Gham Keh Ke Gham Barrha Baithey
Terey Mairey Thay Terey Keh Baithey
Aandhiyo Jaao Abb Karo Araam
Hum Khud Apna Diya Bujha Baithey
Mujh Per Ekk Be-wafa Ne Dey Dii Jaan
Reh Gaye Saarey Ba-wafa Baithey
Hasher Ka Din Abhi Hai Door
App Kyun Zaheroo Mein Jaa Baithey ….
~CHANDNI~ said:
kahan aye dost chale ja rahe ho
bohat agay nikalte ja rahe ho
chale jao magar yeh to bata do
yeh raste kyun badalte ja rahe ho
dilo ko ishq ki soli charha kar
kahan ab haath milate ja rahe ho
humein samjha rahe ho pyaar se tum
suno tum bhi badalte ja rahe ho
utha kar bhojh kandhon par
jafa ka suna hai phir
sambhalte ja rahe ho
lagi ho chout dil pe jaise
utha kar dard chalte ja rahe ho
rut ko bewaja he puch beithey ho
khaber kya thi k jalte ja rahe ho
bhara kar dosti roja se
kahan saiyoon mein chalte ja rahe ho
jao chale jao
kabhi wapis na ana
chale jao chhor k
kabhi mor kar na dekhna
magar jane se pehle
mere ek sawal ka jawab de jana
TUM BIN JIYA JAYE KAISE????
~CHANDNI~ said:
Kehti Hai Yeh Hawa
Kehti Hai Yeh Hawa
Kehti Hai Yeh Fiza
Kal Koi Tha Yahin
Lekin Ab Woh Nahin
Woh Kahin Aur Hai
Dard Ka Daur Hai
Kitna Gehra Hai Gham
Kaisa Hai Yeh Sitam
Kehti Hai Yeh Hawa
Kehti Hai Yeh Fiza
Kitna Bhi Gham Saho
Utne Hi Chup Raho
KUCH NA KAHO KUCH NA KAHO
Arzoo So Gaiye
Har Khushi Kho Gaiye
Sunay Hai Raastay
Ab Mere Vaastay
Sirf Ik Yaad Hai
Ek Fariyaad Hai
Sirf Tanhaiyaan
Sirf Parchaaiyan
Ansuo Ki Naji
Dil Main Hai Bhe Rahii
Kehti Hai Zindagi
Tumhi Is Main Baho
KUCH NA KAHO KUCH NA
~CHANDNI~ said:
Yun to guzar raha hai hr ik pal khushi k saath,
Phir bhi koi kami si hai q zindagi k saath,
Rishte, wafaen, dosti sab kuch to hai paas,
Kya baat hai pta nahi dil q udaas hai,
Har lamha hansi nye dilkashi k saath,
Phir bhi koi kami si hai q zindagi k saath,
Chahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai,
Ankhon me khwaab bhi hain labon pr hansi bhi hai,
Dil ko nahi koi shikayat kisi k saath,
Phir bhi koi kami si hai q zindagi k saath,
Socha tha jesa wesa hi jeevan to hai magar,
Ab or kis talaash me hai bechain hai nazar,
Qudrat bhi mehrbaan hai darya dili k saath,
Phir bhi koi kami si hai q zindagi k saath,
Yun to guzar rha hai har ik pal khushu k saath,
Phir bhi koi kami si hai q zindagi k saath...........