~CHANDA ki CHANDNI~

124036 views 1633 replies
Reply to Topic
~CHANDNI~

Age: 124
Total Posts: 56416
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom







Mere zameen per jo ~CHANDNI~ hai wo sub tere hai

Mery falak per jo dilkashi hai wo sub tere hai

Jo titliyon k paron py likhy hai khat mery hain

Yeh jugnoon mein jo roshni hai hai wo sub tere hai

Jo shab py chai khamoshiyan hain wo sub mere hain

Seher mein jitni bhi nagmgi haiwo sub tere hai

Jo tery manzar mein or manzar hain sub mery hain

Jo mery seeny mein shaire haiwo sub tere hai

Jo tery muthe mein khushboven hain wo sub mery hain

Jo mere ankhon mein roshni haiwo sub tere hai





                               ~CHANDA   KI CHANDNI ~






Posted 21 May 2007

~CHANDNI~ says
Posted 21 May 2007

cutefriend says
nice workkkkkkkkkkkkkk


Posted 21 May 2007

~CHANDNI~ says

Zindagi jali, jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah

~Chandni~ khili khili ~chandni~, ~chandni~
khili kuch is tarah

Dali pe lage phule they, ped se tano se aise kuch jude,
Rishta modte, Dilo ko todte, Dali ko chodte daar lage
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah

Akele raaste, Akele chale, Dur Dur tak dhul ude,
Tanhai Thi, tanhai Banti, tanhai se tanhai kati
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah

Suraj ka phera, roshni basera, phelaja dharti par Kuch aise
Zannat jaise, bhulkar raasta, aakar dera basaye hai

~Chadni~ khili khili ~chandni~, ~chandni~

khili kuch is tarah
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah

Dil ke jazbaat, ankho se baayan, baat aise jo chali
Samjhe kai, nasamjhe koi, samjhaye use ye kis tarah,
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah

Khushiyo ki lehar, hasi ki fuhaar, muskaan kuch aisi khili
Ankho ka Pani, Moti zabani, thamaye na thame is tarah
zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah

~Chandni~ khili khili ~chandni~, ~chandni~

khili kuch is tarah
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah


Posted 22 May 2007

Rapunzel says
Wow sisssss
Posted 22 May 2007

~CHANDNI~ says
Posted 22 May 2007

cutefriend says
Posted 22 May 2007

~CHANDNI~ says
thanx
Posted 22 May 2007

~CHANDNI~ says





~Chandni~ raat k hatho pay sawar utri hai.

koi khushbu meri dehleez k paar utri hai.

iss main kuch rang bhi hain ,
khaab bhi khusbuain bhi.

jhilmilati huwi khwahish bhi, aarzoain bhi.
issi khushbu main kayi dard bhi afsaanay bhi.

issi khushbu nay banaay kayi dewanay bhi.
meray aanchil pay umeedo ki Qataar utri hai.

koi khushbu meri dehleez k paar utri hai.
issi khushbu say kayi yaad k dar kultay hain.

meray pairoo say jo leptay to safar khiltay hain.
yahi khushbu jo meray ghar say utta layi thi.

ab kissi toar palat kar nahein janay daiti.
meri dehleez bulaati hai mujhay loat aao.

yahi khushbu mujhay wapas nahein aanay daiti.
ranj aur dard main doobi yeh bahar utri hai..

Posted 22 May 2007

gudd
Posted 22 May 2007

~CHANDNI~ says
Posted 22 May 2007

cutefriend says
welcome
Posted 23 May 2007

Mujrim says
buhut hee achay jee
Posted 23 May 2007

~tasha~ says
Posted 23 May 2007


Zabardast....

Posted 23 May 2007

~CHANDNI~ says
thannnx   to u alll
Posted 23 May 2007

Miss mine says



   Wah Wah!! Moonbeam
Posted 24 May 2007

Miss mine says


    Tears can sometimes be more special than smiles...


    For smiles can be given to anyone,


    But tears are only shed for people we love

Posted 24 May 2007

~CHANDNI~ says
Miss mine said:



    Tears can sometimes be more special than smiles...


    For smiles can be given to anyone,


    But tears are only shed for people we love

Posted 24 May 2007

~CHANDNI~ says



                          

                                  


~CHANDNI~SITARY OR WOH


Moonlight on satin sheets
Lace curtains blowing through an open window
Somewhere in the dark a lonesome wolf
Howls out its mournful song.
A shiver beneath the blankets
On a cool southern night
A tear captured by a moonbeam
Reflected to Heaven above.
Twinkle little stars in the velvet sky
As I close my eyes in sleep
Pray with the morning light
The warmth of his body to keep.
A shadow creeps across the bed
A pillow pulled close and held tight
My only comfort for a night
Too long without him. .
Posted 24 May 2007

~CHANDNI~ says

]



Dekhay Huwey Kissi Ko Buaht Din Guzar Gaye
Is Dil Ki Be basi Ko Buaht din Guzar Gaye

Har Shab Chatton Par Chand Utarta To Hai Magar
Is Ghar Mein ~CHANDNI~ Ko Buaht Din Guzar Gaye

Koi Jawaz Dhond Gham Na shanas Ka
Be wajah Be kali Ko Buhat Din Guzar Gaye

Ab Tak akele Pan Ka Musalsal Azzab Hai
Duniya Se Dosti Ko Buhat Din Guzar Gaye

Teri Rafaqatein To Muqadar Mein Na Thin
Ab Apni Hi Kami Ko Buaht Din Guzar Gaye

Muddat Hui Hai Toot Ke Royi Nahi Hoon Main
Us Chain Ki Ghari Ko Buhat Din Guzar Gaye

Jo Aetebar Zakham-e-Hunar Ne Atta Kiya
Zoya Who Shairi Ko Buhat Din Guzar Gaye


.
Posted 24 May 2007

Mujrim says
bus karo jee
Posted 24 May 2007

~CHANDNI~ says
why
Posted 24 May 2007

wow
Posted 24 May 2007

Mujrim says
hain jee
Posted 24 May 2007

~CHANDNI~ says
London_Girl said:

wow









Posted 25 May 2007

~CHANDNI~ said:

London_Girl said:

wow















Posted 25 May 2007

Mujrim says
itna waqt kahan se milta hai aapko jee
newayz job well done
gud wrk
Posted 25 May 2007

~CHANDNI~ says




jab kabhi mousmoun mein khushbu bikhar jae....

jab kabhi~CHANDNI~ mein raat nikhar jae....

jab kabhi bevaja he dharkan machal jae.....

to samajhna k hum ne ap ko yaad kia he.....
.


Posted 25 May 2007

Mujrim says
roz hota hai
Posted 25 May 2007

~tasha~ says
good work
Posted 25 May 2007

Reply to Topic