Miss mine said:
Main tittleon ko sula don gi
zara tum sham hony do..
Main jugnuon ko jaga don gi
zara tum sham hony do..
Mairi nam nasheeli ankhon ko na dekho haqarat say..
Main tum ko bhi rula don gi
zara tum sham hony do..
Kahan aghaz hota hai
Kahan anjam hota hai
Hunar sary sikha don gi
zara tum sham hony do..
Jo tum ne mujh sy pocha hai
Kahan ho gi tumhari sham..
Jahan ho gi bata don gi
zara tum sham hony do..
~CHANDNI~ said:
CHANDA KI CHANDNI
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
CHANDA KI CHANDNI
Thukra k usne muje kaha k muskurao
Main hans deya..
Aakhir sawal uski khushi ka tha
Mene khoya Wo
Jo mera tha hi nahi
Usne khoya Wo..
Jo sirf usi ka tha..
~CHANDNI~ said:
Zindagi jali, jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Chandni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Dali pe lage phule they, ped se tano se aise kuch jude,
Rishta modte, Dilo ko todte, Dali ko chodte daar lage
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Akele raaste, Akele chale, Dur Dur tak dhul ude,
Tanhai Thi, tanhai Banti, tanhai se tanhai kati

Suraj ka phera, roshni basera, phelaja dharti par Kuch aise
Zannat jaise, bhulkar raasta, aakar dera basaye hai
Chadni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah

Dil ke jazbaat, ankho se baayan, baat aise jo chali
Samjhe kai, nasamjhe koi, samjhaye use ye kis tarah,

Khushiyo ki lehar, hasi ki fuhaar, muskaan kuch aisi khili
Ankho ka Pani, Moti zabani, thamaye na thame is tarah
zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah

Mujrim said:tum ko kuch aur nazar nahi aya aye hi yahanchandi jeeeeee
awesome
meray peechay bari posting kardi aapne
Mujrim said:chandi jeeeeee
awesome
meray peechay bari posting kardi aapne