~CHANDA ki CHANDNI~

124481 views 1633 replies
Reply to Topic
~CHANDNI~

Age: 125
Total Posts: 56416
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom







Mere zameen per jo ~CHANDNI~ hai wo sub tere hai

Mery falak per jo dilkashi hai wo sub tere hai

Jo titliyon k paron py likhy hai khat mery hain

Yeh jugnoon mein jo roshni hai hai wo sub tere hai

Jo shab py chai khamoshiyan hain wo sub mere hain

Seher mein jitni bhi nagmgi haiwo sub tere hai

Jo tery manzar mein or manzar hain sub mery hain

Jo mery seeny mein shaire haiwo sub tere hai

Jo tery muthe mein khushboven hain wo sub mery hain

Jo mere ankhon mein roshni haiwo sub tere hai





                               ~CHANDA   KI CHANDNI ~






Posted 21 May 2007

~CHANDNI~ says
Posted 22 Jul 2007

Mujrim says
Posted 22 Jul 2007

~CHANDNI~ says
HOW   R U
Posted 28 Jul 2007

~tasha~ says
hi moonbeam
Posted 29 Jul 2007

Miss mine says
~CHANDNI~ said:



Miss My Moonbeam   

Mere wajod mein kash tu utar jaye
Mein deikhoon aayina aur tu nazar aaye
To ho samnay aur waqt thehar jaye
Yeh zindagi tujhe yuhin dekhte howay guzar jaye...
Posted 04 Aug 2007

^dewaja^ says
Posted 04 Aug 2007

~tasha~ says
Miss mine said:

~CHANDNI~ said:



Miss My Moonbeam   

Mere wajod mein kash tu utar jaye
Mein deikhoon aayina aur tu nazar aaye
To ho samnay aur waqt thehar jaye
Yeh zindagi tujhe yuhin dekhte howay guzar jaye...


dhamakaaa
Posted 04 Aug 2007

~CHANDNI~ says
~tasha~ said:

hi moonbeam




   HELLLLO
Posted 09 Aug 2007

~CHANDNI~ says





Bechain the is kadar ,
Bechain the is kadar,
Soye na raat bhar,
Palkon se likh rahe the,
Tera name CHAND per !


Katti hai raat ab taron ko gin - gin kar,
Katti hai raat ab taron ko gin - gin kar,
Ye raat na hoti to kab ke mar gaye hote !
Posted 09 Aug 2007

~tasha~ says
moonbeam, nice one
Posted 09 Aug 2007

~CHANDNI~ says
thannnnx   tshoo
Posted 10 Aug 2007

~CHANDNI~ said:






Bechain the is kadar ,
Bechain the is kadar,
Soye na raat bhar,
Palkon se likh rahe the,
Tera name CHAND per !


Katti hai raat ab taron ko gin - gin kar,
Katti hai raat ab taron ko gin - gin kar,
Ye raat na hoti to kab ke mar gaye hote !



Posted 10 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 11 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 12 Aug 2007

~tasha~ says
Posted 12 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 12 Aug 2007

~CHANDNI~ says



Raat Khamoosh hai
Raat khamoosh hai ~chand ~madhoosh hai
tham lena mujhy ja raha hoosh haiiii


milan ki dastan dharkanoon ki zabaan
ga rahi hai zameen sun raha aasmaann

gunguna ti hoi dey rahi hai sada....
sard is raat ki gaarm aaghoosh hai..
mehekti ye fiza jesy teri adaa......

chaa raha rooh per jane kesa nashaaa
jhomtahai jahan ajab hai ye samaan..
dil ke glzar main ishq per zor haiii
Posted 12 Aug 2007

very nice sweetooooooooooo
Posted 12 Aug 2007

~CHANDNI~ says



Mujay Chanda Kaho Jaan Kaho
Mujay Chanda Kaho Jaan Kaho
Mujay Apnay Dill Ka Mehmaan Kaho
Mujay Dekho Har Lamha Yuhi
Mujay Tum Apni Pehchaan Kaho
Main Poori Karoo Tumhari Har Khawahish
Mujay App Apna Maaan Kaho
Har Haal Mein App Muj Ko Hi Socho
Muj Se Dill Ka Har Armaan Kaho
Har Lamha App Ko Hi Chahoo Main
Mujay Payar Ki App Apni Shaan Kaho
Mere Dill Ki Dharti App Ki Hai
Ussay Zameen Kaho Asman Kaho
Sub Kartay Hain Batain App Ki
Har Azooo Ko Meri Zaban Kaho
App Ki Dunia Mein Khoii Rehti Hun
Mujay Mast Kaho Anjaan Kaho
Rakhoo Door Har Shaher Ko App Se
Mujay Dost Kaho Negebaan Kaho
Bheek Payar Ki Apni De Do
Chahy Fakiir Kaho Sultan Kaho
Posted 12 Aug 2007

~CHANDNI~ says
...........
Posted 16 Aug 2007

^dewaja^ says
~CHANDNI~ said:




Mujay Chanda Kaho Jaan Kaho
Mujay Chanda Kaho Jaan Kaho
Mujay Apnay Dill Ka Mehmaan Kaho
Mujay Dekho Har Lamha Yuhi
Mujay Tum Apni Pehchaan Kaho
Main Poori Karoo Tumhari Har Khawahish
Mujay App Apna Maaan Kaho
Har Haal Mein App Muj Ko Hi Socho
Muj Se Dill Ka Har Armaan Kaho
Har Lamha App Ko Hi Chahoo Main
Mujay Payar Ki App Apni Shaan Kaho
Mere Dill Ki Dharti App Ki Hai
Ussay Zameen Kaho Asman Kaho
Sub Kartay Hain Batain App Ki
Har Azooo Ko Meri Zaban Kaho
App Ki Dunia Mein Khoii Rehti Hun
Mujay Mast Kaho Anjaan Kaho
Rakhoo Door Har Shaher Ko App Se
Mujay Dost Kaho Negebaan Kaho
Bheek Payar Ki Apni De Do
Chahy Fakiir Kaho Sultan Kaho


Posted 17 Aug 2007

~tasha~ says
Posted 17 Aug 2007

~CHANDNI~ says
THANNNX TASHA   AND ^dewaja^
Posted 17 Aug 2007

^dewaja^ says
~CHANDNI~ said:

THANNNX TASHA   AND ^dewaja^



WELKM
Posted 17 Aug 2007

~tasha~ says
~CHANDNI~ said:

THANNNX TASHA   AND ^dewaja^



most welcome dear
Posted 18 Aug 2007

~CHANDNI~ says






Chandni raat mein chand ke saamne,
Chehre se parda hatanaa gazab ho gaya.

Chandni chhup gayi chand sharma gaya,
Aap ka muskurana gazab ho gaya.

Dil ki dhadkane ab trz hone lagi,
Raat aankhon mein kaante chubone lagi.

Iss puri raat mein baaton hi baaton mein,
Rooth jaana aap ka gazab ho gaya.

Apne to hisse mein tufano se jang hai,
Mouje ka bhi ab na hume sahaara hai.

Dub jaane ka hume gam nahi,
Par uss ka saahil pe aa jana gazab ho gaya.

Chehre se parda hatana gazab ho gaya,
Dhire se muskurana gazab ho gaya.

Posted 18 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 18 Aug 2007

~tasha~ says
~CHANDNI~ said:







Chandni raat mein chand ke saamne,
Chehre se parda hatanaa gazab ho gaya.

Chandni chhup gayi chand sharma gaya,
Aap ka muskurana gazab ho gaya.

Dil ki dhadkane ab trz hone lagi,
Raat aankhon mein kaante chubone lagi.

Iss puri raat mein baaton hi baaton mein,
Rooth jaana aap ka gazab ho gaya.

Apne to hisse mein tufano se jang hai,
Mouje ka bhi ab na hume sahaara hai.

Dub jaane ka hume gam nahi,
Par uss ka saahil pe aa jana gazab ho gaya.

Chehre se parda hatana gazab ho gaya,
Dhire se muskurana gazab ho gaya.



Posted 18 Aug 2007

Miss mine says


Posted 19 Aug 2007

Miss mine says

Main tittleon ko sula don gi
zara tum sham hony do..
Main jugnuon ko jaga don gi
zara tum sham hony do..
Mairi nam nasheeli ankhon ko na dekho haqarat say..
Main tum ko bhi rula don gi
zara tum sham hony do..
Kahan aghaz hota hai
Kahan anjam hota hai
Hunar sary sikha don gi
zara tum sham hony do..
Jo tum ne mujh sy pocha hai
Kahan ho gi tumhari sham..
Jahan ho gi bata don gi
zara tum sham hony do..    
Posted 19 Aug 2007

Reply to Topic