~CHANDA ki CHANDNI~

124483 views 1633 replies
Reply to Topic
~CHANDNI~

Age: 125
Total Posts: 56416
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom







Mere zameen per jo ~CHANDNI~ hai wo sub tere hai

Mery falak per jo dilkashi hai wo sub tere hai

Jo titliyon k paron py likhy hai khat mery hain

Yeh jugnoon mein jo roshni hai hai wo sub tere hai

Jo shab py chai khamoshiyan hain wo sub mere hain

Seher mein jitni bhi nagmgi haiwo sub tere hai

Jo tery manzar mein or manzar hain sub mery hain

Jo mery seeny mein shaire haiwo sub tere hai

Jo tery muthe mein khushboven hain wo sub mery hain

Jo mere ankhon mein roshni haiwo sub tere hai





                               ~CHANDA   KI CHANDNI ~






Posted 21 May 2007

~CHANDNI~ says
Posted 25 May 2007

Mujrim says
is mei se meray liye kaunsi wali hai???
Posted 25 May 2007

Miss mine says
~CHANDNI~ said:





jab kabhi mousmoun mein khushbu bikhar jae....

jab kabhi~CHANDNI~ mein raat nikhar jae....

jab kabhi bevaja he dharkan machal jae.....

to samajhna k hum ne ap ko yaad kia he.....
.





               Enchanted


Enchanted...... by the thought of you
I blossom in your light
Enchanted ..... by everything you do
I will not be denied

Although long veiled by
Dark clouds
Your delicate and distant light
Draws me towards
That which I have yet to see...
Your smile

Your eyes, they take me
Into depths unknown
Your voice takes my breath away
Enchanted... is all that I can say

For lost within the complexity
of my dreams
and uncounted desires...
I fear I shall be lost in the darkness
If I do not see that enchanted smile...   



Posted 26 May 2007

nice poetry
Posted 26 May 2007

~CHANDNI~ says
Miss mine said:

~CHANDNI~ said:





jab kabhi mousmoun mein khushbu bikhar jae....

jab kabhi~CHANDNI~ mein raat nikhar jae....

jab kabhi bevaja he dharkan machal jae.....

to samajhna k hum ne ap ko yaad kia he.....
.





                Enchanted


Enchanted...... by the thought of you
I blossom in your light
Enchanted ..... by everything you do
I will not be denied

Although long veiled by
Dark clouds
Your delicate and distant light
Draws me towards
That which I have yet to see...
Your smile

Your eyes, they take me
Into depths unknown
Your voice takes my breath away
Enchanted... is all that I can say

For lost within the complexity
of my dreams
and uncounted desires...
I fear I shall be lost in the darkness
If I do not see that enchanted smile...   








waooooooooo   great
Posted 26 May 2007

~CHANDNI~ says
WARMTH OF LOVE said:

nice poetry




Posted 26 May 2007

~tasha~ says
keep it up jan
Posted 26 May 2007

~CHANDNI~ says
THANNNNNNNNNNNNNNNXXXXXXXXXXXXXX
Posted 26 May 2007

Mujrim says
aur karo
khatam hogaya stock
Posted 26 May 2007

~CHANDNI~ says
nahi jee i hav unlimated stok
Posted 27 May 2007

~CHANDNI~ says







KAYNAAT KA KHOOBSURAT MANZAR HAI ishq...

BIN KAHE SAMAJHNE KI BAAT HAI ishq......
AANKHON SE DIL TAK..

PAHUCHANE KI saugat HAI ishq....

ZINDGI DHOOP OR ~CHANDNI~ RAAT HAI

ishq...

ishq HAI DIL ME DHADKAN KI TARAH...

HAI ishq SEEP ME MOTI KI TARAH...

JO MALOOM HAI SAB KO WO BAAT HAI ishq...


GALAT NAA SAMAJHNA AAP ISE,

KHUDA TAK PAHUCHNE KA RAAZ HAI ishq.........

Posted 27 May 2007

Mujrim says
gud jee aisi baat hai to post karte raho im lovin it
Posted 27 May 2007

the last one is too good,.,
Posted 27 May 2007

Mujrim says
as if im talkin abt 1st one
Posted 27 May 2007

apnayaar says

great work
Posted 28 May 2007

~tasha~ says
~CHANDNI~ said:

nahi jee i hav unlimated stok



kewl
Posted 28 May 2007

~CHANDNI~ says


CHANDNI~~raat k hatho pay sawar utri hai.
koi khushbu meri dehleez k paar utri hai.

iss main kuch rang bhi hain ,
khaab bhi khusbuain bhi.

jhilmilati huwi khwahish bhi, aarzoain bhi.
issi khushbu main kayi dard bhi afsaanay bhi.

issi khushbu nay banaay kayi dewanay bhi.
meray aanchil pay umeedo ki Qataar utri hai.

koi khushbu meri dehleez k paar utri hai.
issi khushbu say kayi yaad k dar kultay hain.

meray pairoo say jo leptay to safar khiltay hain.
yahi khushbu jo meray ghar say utta layi thi.

ab kissi toar palat kar nahein janay daiti.
meri dehleez bulaati hai mujhay loat aao.

yahi khushbu mujhay wapas nahein aanay daiti.
ranj aur dard main doobi yeh bahar utri hai.


Posted 28 May 2007

cutefriend says
Posted 28 May 2007

~CHANDNI~ says



jab shaam aagan main utar aae mujhe yaad karlena
jab ~CHANDNI~ har so bikhar jae mujhe yaad karlena

shub bhi gahri ho aankhain bhi be khuaab hun
aur kisi ki yaad tumhain satae tu mujhe yaad karlena

kabhi asa ho aansoo chunne wala koi na ho
aur rone ko bhi je chahe mujhe yaad karlena

jab koi bhi na aae maseehaee ko
dard jab had se barh jae mujhe yaad karlena

tum asa karna gum rehna tamam saal khud main
magar jab khizan ka mosam aae mujhe yaad karlena


Posted 28 May 2007




very very nice...............


good job ............ Api
Posted 28 May 2007

~CHANDNI~ says
thanxxx    bro
Posted 28 May 2007

Miss mine says



wow moonbeam beautiful
Posted 28 May 2007

~CHANDNI~ says






AMBER ki ek paak surahi

badal ka ek jaam uthakar

ghoont ~CHANDNI~ pee hai humne
baat kufra kee , ki hai humne..




Posted 28 May 2007

Miss mine says



      So sweet   
Posted 30 May 2007

~tasha~ says
kewl
Posted 30 May 2007

~CHANDNI~ said:







AMBER ki ek paak surahi

badal ka ek jaam uthakar

ghoont ~CHANDNI~ pee hai humne
baat kufra kee , ki hai humne..







greatttttttttttttttt
Posted 30 May 2007

~CHANDNI~ says



Mere zameen per jo
~CHANDNI~ hai wo sub tere hai
Mery falak per jo dilkashi hai wo sub tere hai


~CHANDNI~

Jo titliyon k paron py likhy hai khat mery hain
Yeh jugnoon mein jo roshni hai hai wo sub tere hai



~CHANDNI~

Jo shab py chai khamoshiyan hain wo sub mere hain
Seher mein jitni bhi nagmgi haiwo sub tere hai



~CHANDNI~

Jo tery manzar mein or manzar hain sub mery hain
Jo mery seeny mein shaire haiwo sub tere hai



~CHANDNI~

Jo tery muthe mein khushboven hain wo sub mery hain
Jo mere ankhon mein roshni haiwo sub tere hai.



~CHANDNI~

.
Posted 30 May 2007

Mujrim says
Posted 30 May 2007

~CHANDNI~ says




Posted 31 May 2007

CUTE ONE
Posted 31 May 2007

Reply to Topic