~CHANDA ki CHANDNI~

124540 views 1633 replies
Reply to Topic
~CHANDNI~

Age: 125
Total Posts: 56416
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom

Mere zameen per jo ~CHANDNI~ hai wo sub tere hai

Mery falak per jo dilkashi hai wo sub tere hai

Jo titliyon k paron py likhy hai khat mery hain

Yeh jugnoon mein jo roshni hai hai wo sub tere hai

Jo shab py chai khamoshiyan hain wo sub mere hain

Seher mein jitni bhi nagmgi haiwo sub tere hai

Jo tery manzar mein or manzar hain sub mery hain

Jo mery seeny mein shaire haiwo sub tere hai

Jo tery muthe mein khushboven hain wo sub mery hain

Jo mere ankhon mein roshni haiwo sub tere hai

                               ~CHANDA   KI CHANDNI ~

Posted 21 May 2007

~CHANDNI~ says
olldman said:

~CHANDNI~ said:

Tum Jaise bidge babu sai mein ankhina bachaoon
Ankhon mein madu shale
rang bhare yeh piyale
chanda aur suraj dono mere
kano kai baale
apne aap ko kia samjho ho babu oh babu
Tum Jaise bidge babu sai mein ankhina bachaoon
Moon pur lat lehraye
ghun badra sharmaye
Neel gagan ka baaka rahi
payal badhaney aye
Tum Jaise bidge babu sai mein ankhina bachaoon

Bahut achi,Chandni.
Bahut achi,Chandni.

lolz thannnx
Posted 27 Aug 2008

~CHANDNI~ says
Miss mine said:

Tum Bohot Yaad Aaye Jub Chand Ne..

Chandni Se Sargoshiyaan Ki..

Jub Phoolon Ne Shabnam Ko Chooma..

Jub Samandar Ne Lehron Ko Baanhon Main Sameta..

Jub Suraj Ne Kirno Ko Chaha..

Jub Aankhon Ne Kuch Adhoore Khawab Sajaaye..

To Mujhe Tum Bohot Yaad Aaye..

boht khobsurt
Posted 27 Aug 2008

~CHANDNI~ says
Miss mine said:

Khushio'n Ki Terha Meri Har Saans Main

Pyar Apna Basane Ka Wada Karo

Rung Jitne Tumhari Mohabbat K Hyn

Mere Dil Main Sajane Ka Wada Karo

Hy Tumhari Wafa Pe Mujh ko Yaqeen

Phir Bhi Dil Chahta Hai Mere Dil Nasheen

Yun Hi Meri Tasalli Ki Khatir Zara

Mujh Ko Apna Banane Ka Wada Karo

Sirf Lafzo'n Se Iqrar Hota Nahi

Ek janib Se Pyar Hota Nahi

Main Tumhain Yaad Rakhne Ki Khao'n Qasam

Tum Mjhe Na Bhoolne ka Wada Karo..

Posted 27 Aug 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum

***
Posted 28 Aug 2008

olldman says
Miss mine said:

Khushio'n Ki Terha Meri Har Saans Main

Pyar Apna Basane Ka Wada Karo

Rung Jitne Tumhari Mohabbat K Hyn

Mere Dil Main Sajane Ka Wada Karo

Hy Tumhari Wafa Pe Mujh ko Yaqeen

Phir Bhi Dil Chahta Hai Mere Dil Nasheen

Yun Hi Meri Tasalli Ki Khatir Zara

Mujh Ko Apna Banane Ka Wada Karo

Sirf Lafzo'n Se Iqrar Hota Nahi

Ek janib Se Pyar Hota Nahi

Main Tumhain Yaad Rakhne Ki Khao'n Qasam

Tum Mjhe Na Bhoolne ka Wada Karo..

A superb addition MM.
Posted 31 Aug 2008

olldman says
sun_shine said:

Assalam O Alaikum

***

A great read, SS.
Posted 31 Aug 2008

~CHANDNI~ says
sun_shine said:

Assalam O Alaikum

***

great SS
Posted 02 Sep 2008

~CHANDNI~ says

Humne mehboob ki aankhon par
Haathon ko apne rakh kar dekha…
Nafraat ke aangaaro ko jab unkii
Nazaron mey dehekta dekhaa….
Aur Unhii haathon ko dil par rakh kar,
Apnii Hasraton ko khud apnii Aankhon se Jaltaa dekhaa…
Chand ki tarah humne Pyar ko bhi marrtaa dekha…

Ek ajnabii si nazar deewar ko bhedtii hui,
Ek ukhdii hui saans jigar ko chedtii huii…
Khud ki talaash mey bhatak rahii hai ruhh,
Do pal ka bhii nahin jaise mere naseeb mey sukoon…
Ghar ke saajo-samaan ko khud par Humne haste dekha…
Apne Wajood ko bhi sajawat ka saamaan Bante dekha…

Harr rishte par ek maut khud ki paayii hai,
Bazaar mey jaise bolii khud apni lagayii hai…
Koii zeher jaise apne haathon pee liya humne,
Zehar pee ke bhee magar kaise jee liya humne…
Khulii aankhon sey kaisa khaufnaak yeh sapnaa dekha…
Kaii Zehreele naagon ko kadmon sey lipatt.tey dekha…

Ek hi manzar yeh har raat ka hota hai,
Chand bhi aakar meri chhatt pe rota hai…
Palkon mey namii hoti hai bikhrii bikhrii…
Dil phir bhi nayii umeed koi pirotaa hai…
Woh toh takkiye ko aangosh mey le lete hai,
Jaane kaise woh chain ki neend so lete hai…
Raat ki raani ko kabhii khidkii pe Mehekta dekha…
Humne raaton ko aankhon aankhon mey guzartaa dekhaa…
Posted 02 Sep 2008

Miss mine says

bahut khub jani
Posted 03 Sep 2008

Rapunzel says
beautiful
Posted 04 Sep 2008

~CHANDNI~ says
Posted 04 Sep 2008

Rapunzel says
mere ihsaas ko shiddat na mile
ya mujhe hukm_i_qanaat na mile
jis ke milne se khuda ban jaoon
aa khuda mujh ko woh dolat na mile
main tera shukr adaa kirta rahoon
aur mujhe hasb_i_zarorat na mile
itna masroof na kir tu keh mujhe
tujh se milne ki bhi fursat na mile
unhin shaakhon peh ugata hai mujhe
meri jin shaakhon se fitrat na mile
apna daman bhi na choone de mujhe
uthna chahon tu ijazat na mile
aur jane kiya hashr mera ho ga faraz
woh agar roz_i_qayamat na mile
Posted 05 Sep 2008

Bahut achi, aurr khoobsurat. Chandni.
Posted 07 Sep 2008

olldman says
Rapunzel said:

mere ihsaas ko shiddat na mile
ya mujhe hukm_i_qanaat na mile
jis ke milne se khuda ban jaoon
aa khuda mujh ko woh dolat na mile
main tera shukr adaa kirta rahoon
aur mujhe hasb_i_zarorat na mile
itna masroof na kir tu keh mujhe
tujh se milne ki bhi fursat na mile
unhin shaakhon peh ugata hai mujhe
meri jin shaakhon se fitrat na mile
apna daman bhi na choone de mujhe
uthna chahon tu ijazat na mile
aur jane kiya hashr mera ho ga faraz
woh agar roz_i_qayamat na mile

Bahut khoobsurrat.Rapunzel
Posted 07 Sep 2008

Rapunzel says
olldman said:

Rapunzel said:

mere ihsaas ko shiddat na mile
ya mujhe hukm_i_qanaat na mile
jis ke milne se khuda ban jaoon
aa khuda mujh ko woh dolat na mile
main tera shukr adaa kirta rahoon
aur mujhe hasb_i_zarorat na mile
itna masroof na kir tu keh mujhe
tujh se milne ki bhi fursat na mile
unhin shaakhon peh ugata hai mujhe
meri jin shaakhon se fitrat na mile
apna daman bhi na choone de mujhe
uthna chahon tu ijazat na mile
aur jane kiya hashr mera ho ga faraz
woh agar roz_i_qayamat na mile

Bahut khoobsurrat.Rapunzel

thank You
Posted 07 Sep 2008

Miss mine says
Rapunzel said:

mere ihsaas ko shiddat na mile
ya mujhe hukm_i_qanaat na mile
jis ke milne se khuda ban jaoon
aa khuda mujh ko woh dolat na mile
main tera shukr adaa kirta rahoon
aur mujhe hasb_i_zarorat na mile
itna masroof na kir tu keh mujhe
tujh se milne ki bhi fursat na mile
unhin shaakhon peh ugata hai mujhe
meri jin shaakhon se fitrat na mile
apna daman bhi na choone de mujhe
uthna chahon tu ijazat na mile
aur jane kiya hashr mera ho ga faraz
woh agar roz_i_qayamat na mile

welcum sweety nice sharing
Posted 07 Sep 2008

Miss mine says
      
Meri Rooh Nikalne Wali Hogi

Meri Saans Bikherne Wali Hogi

Phir Daman Zindagi Ka Choote Ga

Dhaaga Saans Ka Bhi Toote Ga

Phir Wapis Hum Na Aayenge

Phir Hum se Koi na Roothe Ga

Phir Aankho'n main Noor Na Hoga

Phir Dil Gham Se Choor Na Hoga

Us Pal Tum Hum Ko Thaamo Ge

Hum Se Dost Apna Maango Ge

Phir Hum Na Kch Bhi Bolen Ge

Aankhain'n Bhi Na Kholen Ge

Us Pal Tum Ro Do G

Hum Ko Tum Kho Do Ge ...

Posted 07 Sep 2008

Rapunzel says
Miss mine said:

Rapunzel said:

mere ihsaas ko shiddat na mile
ya mujhe hukm_i_qanaat na mile
jis ke milne se khuda ban jaoon
aa khuda mujh ko woh dolat na mile
main tera shukr adaa kirta rahoon
aur mujhe hasb_i_zarorat na mile
itna masroof na kir tu keh mujhe
tujh se milne ki bhi fursat na mile
unhin shaakhon peh ugata hai mujhe
meri jin shaakhon se fitrat na mile
apna daman bhi na choone de mujhe
uthna chahon tu ijazat na mile
aur jane kiya hashr mera ho ga faraz
woh agar roz_i_qayamat na mile

welcum sweety nice sharing

aww thnk U
Posted 07 Sep 2008

~CHANDNI~ says

chand ke sath meri bat na thi pehli si
rat ai thi magr rat na thi pehli si
hum teri yad se kal shab bhi mily thy lekan
yeh mulaqat !mulaqat na thi pehli si
ankh keon laot gai khuaf se sehraon ko
keon is bar tu !barsat na thi pehli si
ab ke kuch aur tarah ki thi udasi unmain
chand taron ki !yeh barsat na thi pehli si
ishaq ne pal main badal di meri duniya
main ne dekha! ke meri zat na thi pehli si
chand ke sath meri bat na thi pehli si
rat ai thi magr rat na thi pehli s
Posted 14 Sep 2008

Rapunzel says
Posted 14 Sep 2008

~CHANDNI~ says
THANxxx   RApu honny
Posted 14 Sep 2008

Rapunzel says
Most welcum dear
Posted 14 Sep 2008

Rapunzel says
Posted 14 Sep 2008

~CHANDNI~ says
chand jab app kay ghar hota hay ??
yah kiya kah diya honnny   lolz nice poetry
Posted 15 Sep 2008

olldman says
Chandni, Elctrifying.

Rapunzel, Beautiful.
Posted 15 Sep 2008

Rapunzel says
~CHANDNI~ said:

chand jab app kay ghar hota hay ??
yah kiya kah diya honnny   lolz nice poetry

mera wo matlab nhi tha
Posted 15 Sep 2008

Rapunzel says
olldman said:

Chandni, Elctrifying.

Rapunzel, Beautiful.

thnk U
Posted 15 Sep 2008

~CHANDNI~ says
olldman said:

Chandni, Elctrifying.

Rapunzel, Beautiful.

THANNNNX   THANNNX TO BEING WITH US
Posted 18 Sep 2008

~CHANDNI~ says

Anjaane logon se kabhi kabhi
ek rishta sa ban jaata hai
jesy mera or CHANAD KA
bina mile, bina kuch kahe...
par ham chod dete hain in rishton ke najuk dhagon ko
jaise band mutthi se ret jaati hai phisal
nahin baandhte inko dil ke dhadkano se
kya tumhe kabhi chua hai kisi ajnabee ne
kya tumne kabhi sajaaye hain khwab kisi ajnabee ke
kya himmat kiya hain un khwabon ko sach karwane ka
ya phir chupke se un sapon ko aanchal mein odhe jee liya hai yunhi...
Posted 18 Sep 2008

Rapunzel says
zaberdast
Posted 18 Sep 2008

Reply to Topic