~CHANDNI~ said:
chand ke sath meri bat na thi pehli si
rat ai thi magr rat na thi pehli si
hum teri yad se kal shab bhi mily thy lekan
yeh mulaqat !mulaqat na thi pehli si
ankh keon laot gai khuaf se sehraon ko
keon is bar tu !barsat na thi pehli si
ab ke kuch aur tarah ki thi udasi unmain
chand taron ki !yeh barsat na thi pehli si
ishaq ne pal main badal di meri duniya
main ne dekha! ke meri zat na thi pehli si
chand ke sath meri bat na thi pehli si
rat ai thi magr rat na thi pehli s
~CHANDNI~ said:
Anjaane logon se kabhi kabhi
ek rishta sa ban jaata hai
jesy mera or CHANAD KA
bina mile, bina kuch kahe...
par ham chod dete hain in rishton ke najuk dhagon ko
jaise band mutthi se ret jaati hai phisal
nahin baandhte inko dil ke dhadkano se
kya tumhe kabhi chua hai kisi ajnabee ne
kya tumne kabhi sajaaye hain khwab kisi ajnabee ke
kya himmat kiya hain un khwabon ko sach karwane ka
ya phir chupke se un sapon ko aanchal mein odhe jee liya hai yunhi...
Rapunzel said:zaberdast
Miss mine said:love u

oye bijili gira rahe hai
Miss mine said:thanxxxx
~CHANDNI~ said:
Anjaane logon se kabhi kabhi
ek rishta sa ban jaata hai
jesy mera or CHANAD KA
bina mile, bina kuch kahe...
par ham chod dete hain in rishton ke najuk dhagon ko
jaise band mutthi se ret jaati hai phisal
nahin baandhte inko dil ke dhadkano se
kya tumhe kabhi chua hai kisi ajnabee ne
kya tumne kabhi sajaaye hain khwab kisi ajnabee ke
kya himmat kiya hain un khwabon ko sach karwane ka
ya phir chupke se un sapon ko aanchal mein odhe jee liya hai yunhi...
awesomeeeeeeeee jani wowww
Miss mine said:Tu Mere Zindagi Hay Yeh Sach Hay
Tu Mere Aashiqi Hay Yeh Sach Hay
Tujh Ko Daikhon Tu Ghazal Banti Hay
Tu Mere Shairi Hay Yeh Sach Hay
Phool Khiltay Hain Daikh Kar Jis Ko
Tu Mere Woh Hansi Hay Yeh Sach Hay
Mere Aankhon Ki Tujh Say
Rahat Hay...
Tu Mere Chandni Hay Yeh Sach Hay
Teray Dam Say Hay Ujala Dil Main
Tu Mere Roshni Hay Yeh Sach Hay
Main Teray Pyaar Ki Pujaran Hoon
Tu Mere Bandagi Hay Yeh Sach Hay
Bus Tujhay Daikh Kar Main Jeeti Hoon
Tu Mere Har Khushi Hay Yeh Sach Hay
Jo Mere Zaat Ki Takmeel Karay
Tu Mere Woh Kami Hay Yeh Sach Hay..

Rapunzel said:
olldman said:

Bahut khoobsurat, MM.
~CHANDNI~ said:
Chandni RaataiN Chandni RaataiN
Chandni RaataiN Chandni RaataiN
Hum HaiN Aur Ghum Ki BaraataiN
Dil Main Aas TumhaiN Milnay Ki
AaNkhhooN MaiN Barkhaa BarsaataiN
Aaysay MaiN Gar Tum Aajaaoo
Hum Mill BaiTthaiN
BaiTth Kay Kar LayaiN
Meethi Meethi Piyaar Ki BaataiN
Chandni RaataiN Chandni RaataiN
Chahoo To Ham Ek Pal Ko BigaR LayaiN
Ek Doujay Say Shikway Kar LayaiN
YaaN Phir Koob Apas MaiN LaR LayaiN
Jab Tak Dil Ham Saaf Na Kar LayaiN
Yeh Tab Ho Ga
Jab Tum Aaoo
Hum Mill BaiTthaiN
BaiTth Kay Kar LayaiN
Dabay Howay Izhar Ki BaataiN
Chandni RaataiN Chandni RaataiN
Ek Doujay Ko Dil Ki Sunaaoo
Ghairoo Ko NaaN Beech MaiN Laaoo
Bayjaa YouN Na Baat BaRhaaoo
Jo Bun Jayee Dil Ka Ghaaoo
Dil Say Souchoo
Dil Say Aaoo
Hum Mill BaiTthaiN
BaiTth Kay Kar LayaiN
Aapas Kay Itbaar Ki BaataiN

Great Chandni. Bahut achi hai.
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Chandni RaataiN Chandni RaataiN
Chandni RaataiN Chandni RaataiN
Hum HaiN Aur Ghum Ki BaraataiN
Dil Main Aas TumhaiN Milnay Ki
AaNkhhooN MaiN Barkhaa BarsaataiN
Aaysay MaiN Gar Tum Aajaaoo
Hum Mill BaiTthaiN
BaiTth Kay Kar LayaiN
Meethi Meethi Piyaar Ki BaataiN
Chandni RaataiN Chandni RaataiN
Chahoo To Ham Ek Pal Ko BigaR LayaiN
Ek Doujay Say Shikway Kar LayaiN
YaaN Phir Koob Apas MaiN LaR LayaiN
Jab Tak Dil Ham Saaf Na Kar LayaiN
Yeh Tab Ho Ga
Jab Tum Aaoo
Hum Mill BaiTthaiN
BaiTth Kay Kar LayaiN
Dabay Howay Izhar Ki BaataiN
Chandni RaataiN Chandni RaataiN
Ek Doujay Ko Dil Ki Sunaaoo
Ghairoo Ko NaaN Beech MaiN Laaoo
Bayjaa YouN Na Baat BaRhaaoo
Jo Bun Jayee Dil Ka Ghaaoo
Dil Say Souchoo
Dil Say Aaoo
Hum Mill BaiTthaiN
BaiTth Kay Kar LayaiN
Aapas Kay Itbaar Ki BaataiN
Chandni RaataiN Chandni RaataiN
bahut khooooooob
olldman said:very good, Chandni.
~CHANDNI~ said:
Mere angan mein phir chamka hai aaj
Eid ka chand
Us ka sandaisa koi paighaam phir laya hai
Eid ka chand
Mere ankhoon mein piroi hain phir sapnai
Mere khawaishoon mein phir machla hai
Eid ka chand
Mere daman mein sajaee hain raat bhar jugnu
Mere sansoon mein bhi mehka hai
Eid ka chand
Mere hathoon par likha hai mehendi nai naam us ka
Meri choori mein bhi khanakta hai
Eid ka chand
Mera sajna ye sanwarna hai us kai liyai
Meri maang mein sitara ban kar chamakta hai
Eid ka chand
Mein lamha lamha pighalti hoon us kai hisaar mein
Haya sai jhukti hai nazar jab bhi dekhai
Eid ka chand
Mein usai dekhoon to yehi dua nikalti hai dil sai
Ye sath mere yunhi rahai sada
Eid ka chand
~CHANDNI~ said:
Rapunzel said:
THANX
Miss mine said:
MM
aisi har sal khushi aaye mayassar tujhko
meri har sans kahe Eid mubarak tujhko
Kya jashan manaon k aaj Eid hai
ya dard e dil jagaon k aaj Eid hai
lagaya nahi hai us ne galay pyar se mujhay
main kaise maan jaon k aaj Eid hai
nas nas main gharay huye hain nashtar judaion k
roun ya muskuraon k aaj Eid hai
itnay baray shehar main tu hi bata
main kis k paas jaon k aaj Eid hai
Eid aayee hai sab log kehtey hain
Tum jo aajao to mujhe Yaqeeen aaye
bahuttt khoobsoorat jaldi ana wapis
~CHANDNI~ said:THANNNNX MM AND RAPU