Miss mine said:Samundar Ne Kaha...
Mohabbat Samundar Ki Gehraiyo Mein Chhupi Hui Ek Seep Hai,
Jisme Chahat Jaisa Anmol Moti Mojood Hai...
Baadal Ne Kaha...
Mohabbat Ek Dhanak Hai,
Jisme Har Rang Samaya Hota Hai...
Shayar Ne Kaha...
Mohabbat Ek Aisi Ghazal Hai,
Jo Har Ek Sunnewalo Ke Dil Mein Utarti Chali Jaati Hai...
Saaz Ne Kaha...
Mohabbat Ek Aisa Geet Hai,
Jo Dil Mein Utar Jaata Hai...
Mali Ne Kaha...
Mohabbat Gulshan Ke Phool Ki Woh Dilkash Khusboo Hai,
Jisme Saara Gulshan Mehak Utha Hai...
Aankhon Ne Kaha...
Mohabbat Aansoo Ka Samundar Hai,
Jo Kisi Ke Intezar Mein Khamoshi Se Behta Hai...
Dil Ne Kaha...
Mohabbat Kisiko Khamoshi Se Chahte Jaana Ka Naam Hai...
Miss mine said:Kitna sahel jaana tha
khushboo'on ko chhu lena
baarishon k mausam main shaam ka har ik manzar
gher main qaaid kar lena
roshini sitaaron ki mutthiyoon main bhar lena
kitna sahel jaana tha
khushboo'on ko chhu lena
jugnoo'on ki baatoon se phool jaise aangan main
roshini se kar lena
us ki yaad ka chehra khawaab naak aankhoon ki
jheel k gulaaboon per dair tak saaja rakhna
kitna sahel jaana tha
magar nazar ki khush fehmi
is tarhaan nahi hota
"titliyaan pakarne ko door jaana parta hai".
Rapunzel said:chaand ke saath kai dard puraane nikale
kitane Gam the jo tere Gam ke bahaane nikale
fasl-e gul aai phir ik baar aseeraan-e-vafaa
apane hi Khoon ke dariya mein nahaane nikale
hijr ki choTT ajab sang-shikan hoti hai
dil ki befaiz zameenon se Khazaane nikale
umr guzari hai shab-e-taar mein aankhein malate
kis ufaq se mera Khursheed na jaane nikale
kuu-e-qaatil mein chale jaise shaheedon kaa juloos
Khvaab yun bheegati aankhon ko sajaane nikale
dil ne ik iint se taameer kiyaa taaj mahal
tuu ne ik baat kahi laakh fasaane nikale
dasht-e tanhaai-e-hijraan mein kharaa sochataa hoon
haaye kya log mera saath nibhaane nikale
main ne 'Dil' use bevaastaa dekhaa hi nahin
vo to Khushbu mein bhi aahat ke bahaane nikale
~CHANDNI~ said:

chaand ke saath kai dard puraane
Miss mine said:Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Mera Dil Apni dharkno Kay Beqaboo Honay Ka Khail Dekhna Chahta Hai
Ab Laut Aao Kay Aik Bar Phir Meri Palkien Tumhari Nazroon Sey Ghabra Ker Jhukna Chahti Hain
Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Meray Qadam Tumharey Qadmon Kay Saath Unhin Rastoon Per Chalna Chahtey Hain
Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Mera Wajood Tumharey Ishq Ki Aag Main Jalna Chahta Hai
Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Meri Zindagi Tumhari Zindagi Sey Jurr Ker Khud Ko Jeena Chahti Hai..

Rapunzel said:

I think DIL ne sahih kaha hai
kOoLeSt1 said:
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:Kitna sahel jaana tha
khushboo'on ko chhu lena
baarishon k mausam main shaam ka har ik manzar
gher main qaaid kar lena
roshini sitaaron ki mutthiyoon main bhar lena
kitna sahel jaana tha
khushboo'on ko chhu lena
jugnoo'on ki baatoon se phool jaise aangan main
roshini se kar lena
us ki yaad ka chehra khawaab naak aankhoon ki
jheel k gulaaboon per dair tak saaja rakhna
kitna sahel jaana tha
magar nazar ki khush fehmi
is tarhaan nahi hota
"titliyaan pakarne ko door jaana parta hai".
Just one word AWSome
Rapunzel said:chaand ke saath kai dard puraane nikale
kitane Gam the jo tere Gam ke bahaane nikale
fasl-e gul aai phir ik baar aseeraan-e-vafaa
apane hi Khoon ke dariya mein nahaane nikale
hijr ki choTT ajab sang-shikan hoti hai
dil ki befaiz zameenon se Khazaane nikale
umr guzari hai shab-e-taar mein aankhein malate
kis ufaq se mera Khursheed na jaane nikale
kuu-e-qaatil mein chale jaise shaheedon kaa juloos
Khvaab yun bheegati aankhon ko sajaane nikale
dil ne ik iint se taameer kiyaa taaj mahal
tuu ne ik baat kahi laakh fasaane nikale
dasht-e tanhaai-e-hijraan mein kharaa sochataa hoon
haaye kya log mera saath nibhaane nikale
main ne 'Dil' use bevaastaa dekhaa hi nahin
vo to Khushbu mein bhi aahat ke bahaane nikale
olldman said:
Miss mine said:Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Mera Dil Apni dharkno Kay Beqaboo Honay Ka Khail Dekhna Chahta Hai
Ab Laut Aao Kay Aik Bar Phir Meri Palkien Tumhari Nazroon Sey Ghabra Ker Jhukna Chahti Hain
Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Meray Qadam Tumharey Qadmon Kay Saath Unhin Rastoon Per Chalna Chahtey Hain
Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Mera Wajood Tumharey Ishq Ki Aag Main Jalna Chahta Hai
Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Meri Zindagi Tumhari Zindagi Sey Jurr Ker Khud Ko Jeena Chahti Hai..
Bohut khoob, MM.
Rapunzel said:
Hum nay kuch Is tarhan Muhabat Ki hai k Muhabat main Tumhari parstish Ki hai .....
Tumharay bageer Zindagi ka Koi tasaver nahin Main Nay kuch is tarahan Se Tumhari tamana Ki hai .....
Hamaray darmiyan Hail rahain Sadiyon Ki Khamoshiyan Main nay Tum Se Kuch is tarahan Guftugu Ki hai.....
Meray Dil main bas Jao Tum Ruh O Muhabat ban k Main Nay Dil Ki geherai Se ye Ilteja Ki hai.....
Tumharay Milnay Se pehelay main Khud Se naashna Tha Samjah Hai Piyar Ko jab Se Muhabat ki hai........
Meri Zindagi Ki Khushiyan Tum Se Hi Hain Wabasta Main Nay rab Se Tumhain panay Ki Dua Ki hai.......
Main Tumhain Cheen Lon ga Duniya Ki rasmon Se Main Nay Tumharay Liye Zamanay Se Bagawat Ki hai
~CHANDNI~ said:My turn
Miss mine said:wo dekho chand nikla hai
sitary jagmagaye hain
hamari muntazir ankhain
duain mangty ankhain
tumain hi sochty ankhain
tumain hi dhondty ankhain
tumain wapis bulaty hain
ye dil jub bi dharakta hai
tumhara naam leta hai
ye ansu jub bi behtay hain
tumhary dukh mai behtay hain
k barish jub bi hoty hai
tumain hi yad kerty hain
khushi koi bi ajaye
tumahary bin adhuri hai
suno tum laut aao na
suno tum laut aoo na...

Bohat zaberdast
olldman said:
Miss mine said:wo dekho chand nikla hai
sitary jagmagaye hain
hamari muntazir ankhain
duain mangty ankhain
tumain hi sochty ankhain
tumain hi dhondty ankhain
tumain wapis bulaty hain
ye dil jub bi dharakta hai
tumhara naam leta hai
ye ansu jub bi behtay hain
tumhary dukh mai behtay hain
k barish jub bi hoty hai
tumain hi yad kerty hain
khushi koi bi ajaye
tumahary bin adhuri hai
suno tum laut aao na
suno tum laut aoo na...
Always look forward to your posts here. Excellent addition, bohut achi MM.