cutefriend said:nice work chandani ji
tehzeeb said:
tehzeeb said:khud nami to nahi shewa arbab-e-wafa ka,
jin ko jalna ho woh aram say jal jatey hain,
shama jalti hai jis aag mein numaish k liya,
janey kiyun log us aag mein jal jatey hain,
jab bhi ata hai mera naam terey naam k sath,
janey kiyun log merey naam say jal jatey hain.
Gee-Z said:for rani n mm
tu tou nafrat bhi na kar payay ga utni muj say
jitni shiddat say tera piyar nibhaya mai nay
~CHANDNI~ said:
Aankh ban jati hai sawan ki ghataa ...
shaam k baad
Lout jata hai agar koi khafa ...
shaam k baad
Chaand jab ro kr sitaroon se galay milta hai
Ek ajab rung ki hoti hai fiza ...
shaam k baad
Hum ne tanhai se poocha k milo gi kab tak
Us ne bechaini se foran hi kaha ...
shaam k baad
Maar deta hai ujar janay ka dohra ehsaas
Kash ho koi kissi se na juda ...
shaam k baad •
Miss mine said:Yeh pal hume yaad ayenge
Woh kaal yaad ayengay
Humne kia yaha jo b kia
Roo k kabhi hass k jiya
Khushoya kabhi gham b liya
Roo k kabhi hass k jiya.
Barsoo jo khuwaab bonein
Sach woh ajj hoye
Mil hi gaya Manzil ka nishan
Apne sapno ka jahan
Choutay na yeh karwa
apne sapno ka jahan
Shukriya Yaaro Shukriya
Piyar jo itna diya.
Aoo Mil k jhoome ghaye
cherein sargham ko
Naghme barsaye..mil k jhome ghaye
Yeh pal hume yaad ayenge
Woh kaal yaad ayengay..
~CHANDNI~ said:THANNNXXXXXXXXXXXX RApuuuu
olldman said:
Miss mine said:Yeh pal hume yaad ayenge
Woh kaal yaad ayengay
Humne kia yaha jo b kia
Roo k kabhi hass k jiya
Khushoya kabhi gham b liya
Roo k kabhi hass k jiya.
Barsoo jo khuwaab bonein
Sach woh ajj hoye
Mil hi gaya Manzil ka nishan
Apne sapno ka jahan
Choutay na yeh karwa
apne sapno ka jahan
Shukriya Yaaro Shukriya
Piyar jo itna diya.
Aoo Mil k jhoome ghaye
cherein sargham ko
Naghme barsaye..mil k jhome ghaye
Yeh pal hume yaad ayenge
Woh kaal yaad ayengay..
M M bahut achi.
~CHANDNI~ said:
Aankh ban jati hai sawan ki ghataa ...
shaam k baad
Lout jata hai agar koi khafa ...
shaam k baad
Chaand jab ro kr sitaroon se galay milta hai
Ek ajab rung ki hoti hai fiza ...
shaam k baad
Hum ne tanhai se poocha k milo gi kab tak
Us ne bechaini se foran hi kaha ...
shaam k baad
Maar deta hai ujar janay ka dohra ehsaas
Kash ho koi kissi se na juda ...
shaam k baad •
~CHANDNI~ said:
Tum jis chaand ko dekhthe ho
Mein uss chand ko dekhkar tumhein apne bahon ke
darmiyaan paata hun
Tum kya jaano tum kya ho
Joh aftaabh tumhein dekhkar uthta hai
Mein usse tumhare aankhon ke roshni mein dekhtha hun
Tum kya jaano tum kya ho
Joh baharein tumhari khushboo se chid jaati hai
Unn kaliyon ko tumharein kadmon ke peeche rukhsath hote dekhta hun
Tum kya jaano tum kya ho
Maine kismat ko nahi maana tha
Par kismat ne tumhe kaise dhokha diya
Tum kya jaano tum kya ho
Jo pehchaan hum aapki kar sakte hai
Woh aapka aaina bayan nahi kar sakta
Tum kya jaano tum kya ho
Abh tum hi batao
Ki agar mein na rahun to tum kya ho .
olldman said:Subha poetry nahi parni chaiye. Dekhna hai din kaisa ghuzzrta hai.
Bahut hi khoobsurat and sad. Great addition here MM.
Rapunzel said:
Miss mine said:
Rapunzel said:
thxxxxu rapu lalalalala luv u
Miss mine said:Main apney babul ki guriya thi
nadaan si thi, masoom thi main
har baat se main to anjan thi
zindagi ko samjhti asaan thi main
per jabhse baap ka saya toota hey
mera harr ikk sapna toota hai
sabhne bholey pann aur sadgi ka
faida uthaya aur loota hey
sabh ke chehron se nikaab hain otar gaye
asli chehra logon ka daikha hey
oh baba ! yeh duniya terey bin
bhayanak hey, bohat hey khoofnaak
main darri hoi hoon sehmi si
tooti hoi hoon, bikhri si
abh to sabhse akeley larna hey
agey tanha hi bharna hey
karrwi sachai hey duniya ki
abh to payala bharr bharr zehr peena hey
merey laad uthaney wala
woh saya mujhe bachaney wala
mujhse rabb ne cheena hey
babul abh bhi main teri guriya hoon
bas haal hey mera ojra ojra
toota toota, bhikra bhikra
main aaj bhi teri guriya hoon
main apney babul ki guriya hoon!
main apney baba ki guriya hoon