han to hum ne socha tha kkk
hmmmmmmmmmmmmm..
haan yaad aa gaya
Islam mei Iman sab se important cheez hai,, zuban se aur amal se apne iman ka izhar karna
iman hai Khuda ki zaat pe,, uss k Rasool, paighabar aur kitabon pe
not neccesarily on ""religious teachings, or popular religious thought""
NOW,,
agar ikhtelaf Khuda k farman se hoga, ya kissi rasool ya paighambar k,, ya phir kitab se
yeh to phir garbar hai yar
i think alag alag firke aur maktab e fikr aise hi wujood mei aate hein
naya bhai jii ne shayad sahi kaha "aur jaane ki khahish"
there r few things in Islam jinn se me kuch sahi se ittefaq nahi karti,,, but I beleive aisa iss liye hai kyun k me sahi se janti nahi yar koi mujh sahi se bata nahi paata
may b i ask questions jo koi aur nahi puchta,, or I think on angles jinhein sab ignore ya avoid karte hon
koi janta ya samajhta nahi ya matlab yeh nahi k jawab hai hi nahi,,
I believe sab baton ka jawab hai,, aur hai bhi aisa jiss se hum sa ittefaq karein,,, but we need to wait or search more
mujhe abhi aur samjhana nahi aa raha,, ramadan k end mei kuch aisa hi hota hai
agar topic se hutt k kuch keh diya ho to maaf kijiye ga