Topic: Freedom

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France


bhai ko kitnnnaaaa khyal hai bhai kaaaaaaa
hum becharon ka koi khyal nahi hai,, tum ko yahan bhej diya
Posted 08 Nov 2006

Topic: JB meeting

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
nahi jii sab choro
yahan aa jao meeting karne

apne kharche pe
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
gettttttt loosssssssstttttttttttt
Posted 08 Nov 2006

Topic: Freedom

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
bhai ko zoo mei aisa kya experience hua hai bhala jo itna dara hua hai
Posted 08 Nov 2006

Topic: Mother

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
personal experience
Astakhfiruuullaaahhhhhhhhhhhhhhh !!!

is reverse thinking a sin ???
it was a simple question that everyone ignored,, may b coz they dont have any answer to a vvv common pb our society face so frequently
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France

ab dekhna apna hashar
Posted 08 Nov 2006

Topic: France

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
han bohot
jab se athar ka bhai ho k gaya hai aur bhi dirty ho gaya hai
Posted 08 Nov 2006

Topic: Freedom

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hum to apne pooooooore khandan k saath jb ki seir karne aae the
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
thnx for u comments badal
yeh topic hijab aur bahir jaane dono k upper hai
agar sahi se parha ho to



irritate hone ki waja yeh hai k dono ki logic sahi se samajh nahi i






one important thing
kissi ne abhi tak nahi bataya k ZAROORAT kya hoti hai,, i mean woh konsi zaroorat hai jiss pe aurat ko (parde mei hi sahi) bahir jana ja'iz hai



last thing
did someone read the answer of the question (in my first post in urdu)
akele safar karna FITNE ka ba'is ho sakta hai
iss ka kya matlab hai
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
thnx SD
but lemme correct ya,, religion is not "misunderstood"
im ony asking for an explanation



its said abt Islami hukoomat (correct me if im wrong) k security ka aisa aalam k aik aurat akele maloom nahi kahan se kahan safar kar paae gi
but agar aurat ko akele safar ki ijazat nahi to yeh "fictive" example kis kaam ki hai
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
nikama said:

brother in law waghera bhi to na-mehrum hi hote hain.
jahan perda hota he rape and adultery wahan bhi hoti he lekin kafi kam
yes incest and pedophily exist everywhere but this is no excuse for not observing perda.


yani k parda sirf bahir nahi ghar mei bhi hota hai,, right
adultry kam hai,, agree.. par rape ?? i dont think so,, kabhi real numbers dekhe hein pak k
hmmm,, yani k parda inn sab galt kamon ko rokna ka zariya nahi hai

nikama said:

perda bohat se masail ka hal he lekin sab masail ka nahin islam isi liay collectively sharia ko apnane ko kehta he kyunk individually hamara amal jitna bhi acha kyun na ho it does not bring out the desired result.

there is a greater topic in islam and that is SHARM-O-HAYA.


isssss baat pe I DONT HAVE ANYYYY OBJECTION
abhi baad mei bhi as u wrote abt DESCENT LIBAS mard aur aurat dono k liye.. iss mei bhi koi bhiiii eitraz nahi hai kyun k baat hai hi sahi

but here again,,, DESCENT kya hota hai
hamare han jo definition descent ki hai woh europe mei nahi hai,, a woman in hijab attracts more than one in knee length skirt

well it doenst mean k sab hijab utar k skirt pehen lein,, sirf aik baat kahi hai

u told few reasons,, Y HIJAB
sorry but i dont agree to any of em.. its not coz i dont wear hijab k me 2 tonnn make up mu pe laga k phiru
"strange inner confidence" ??????

nikama said:

HIJAAB kisi PABUNDI ka naam nahin aik SECURITY ka naam he.


ghuma phira k hum wapis apne topic ki taraf aa gae hein
that was my question,,,
agar sab ko sharm o haya ka nazrein neechi rakhne ka hukum hai to phir kis se secure karna hai apni aurton ko



there s one more thing i want to say par abhi nahi kehna chah rahi bohot maaar pare gi
may b later,, i hope yeh topic wahan tak na pohonche
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yani k humare hisse mei hoor nahi


a member answered in this topic that hoor male bhi hota hai aur female bhi
wot abt that
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
chahton ki bisaat pe mohsin
dil bari mushkilon se haara hai
Posted 08 Nov 2006

Topic: freddy Namaa

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
"""samandar mei jiss kadar pyaasa betha huu"""



4th sher
apna aap dikha hi diya karo
hehheheee...



jhooote insan,,, kis ki ghazal mei apna naam laga diya hai
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
queeeenu se puch lijiye
hum aise nahi hein
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
itna depress to na ho yarrr
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
chalo mubarik ho
jannat ka ticket mil jae ga sab ko







is it true
Posted 08 Nov 2006

Topic: ~indians~

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
u know wot,,, yeh baat bilkul sahi hai
hum mei se bohot se log indians ko aur indians mei se bohot se log hum ko dil se acept nahi kar sakte

jo log india pak se nikal aae hein unn ki soch alag ho gai hain,, yahan pe hum log khud ko itna alag mehsoos karte hein k jo apne jaisa lagta hai ussi se dosti laga lete hein
pak aur india mei halaat aise nahi hein

iss nafrat ki waja sirf hamari history hai and we cant change it,, but we can try for a better futur

i dont think if the main reason is religion
its puuuure nationalism,, nothing else
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
I agree to u daktar
par is mulk mei aurat ko woh azadi de di gai jo Islam deta hai to barson k banae hue "rasm o riwaj" ka kya karein ge

kyun mardon ka hear fail karwane ka irada hai aap ka





badal miyan
hamesha ki tarha aae hein garajte hue aur tanz ki bijliyan girate hue

WELCOME



""""You mean if most of the things are not according to Islam tu baki sab bhi chor dain?""""
baat ka galt matlab nikalna koi aap se seeekhe
hamara matlab tha k agar "for example" ME ASHII agar apni zyada zindagi gair islami tareeke se guzarti hu to mujhe kissi pe khamkha criticise karne ka aur bilawaja k issue banane ka koi haq nahi hai
jaisa k abhi pak mei ho raha hai


u r right,, jab women ki baat aati hai to it pisses me offff
aap bhi agaar badal ki bajae aik BADLI hote to shayad baat ko sahi se samajhte

or may b not,, coz conditioned zehn sochne k liye nahi hote




now without going into any detail
lemme tell ya iss topic ka maqsad kya hai
mujhe sirf itna kehna tha k majority log (jinn se me ne baat ki hai ya suna hai) hudood law ki tabdeeli pe nihayat khafa hein,, yeh jaane bager k pehle laws kya the ab kya ho rahe hein aur hakeekat mei Quran ki taleem kya hein
all i wanted to say is,,,,,, jisse nahi pata iss pange mei na pare aur apna mu band rakhe
like me

aur jisse yeh topic samajh nahi aaya woh bhi
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yeh mere rishtedaar apas mei kyun lar rahe hein




ather beta
ab agar aap ne mujhe raat mei miss bell ki na
to dekhna,, im damnnn serious now




aur dheeton mei aik aur dheet
Posted 08 Nov 2006

Topic: France

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
me kyun puchu rasta
i ve my own map



ab aap apne khochi english accent mei puchien ge to obviously jisse samajh aani bhi hogi nahi samjhe ga
jaan hi chura'ain ge na


waise sahi,, paris is quite dirty
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
haaahahahaahahahhahaaaa....
hehhehehehee...



jangooooo billiiiiiiii




cham cham chammmmm
aaj kahan se baras pari
Posted 08 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
me toooo
allllll alone
Posted 08 Nov 2006

Topic: - kya naaa -

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hum to majak kar rahe the
Posted 08 Nov 2006

Topic: Freedom

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
""there s nothing called absolute freedom""
totaly agree


but i ll say it again
larke aur larki ko aik jitni freedom honi chaiye (except in vvvvvv few cases)
coz jo aik aurat k liye galt hai woh aik mard k liye bhi utna hi galt hai
aur jo aik k liye acha hai doosre k liye hi hai

chalo ab topic khatammmmm
apne apne ghar jaoooo sabbbbbbbb
awaaaraaa gard ho gae hein yeh kuriyan munde
Posted 08 Nov 2006

Topic: - kya naaa -

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Posted 06 Nov 2006

Topic: - kya naaa -

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Posted 06 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
arey soffii,, aik dammm se thori,,
matlab k aik jaisa rehna hai






aman freddyyy miyan,, jo bhi kehte rahiye
hum sunn hi nahi rahe
Posted 06 Nov 2006

Ashii

Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
poetry se zyada image achi hai
Posted 06 Nov 2006