Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
in lhe i think
aur pishawar mei bhi kahin

Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hmmm,,
me alim wagera to hu nahi yar, sirf wohi kehti hu jo dil ya dimag mei hota hai, jo sun k parh k soch samajh k dil ko lagta hai

Jannat aur Dozakh ka zikr to Quran pak mei hai,, so obv unn k wujood se inkar nahi kiya ja sakta
momin ka har din behtar se behtar hona chaiye
iss baat se mera khyal yeh matlab nahi nikalta k aap roz dozen k hisab se naikiyan karo,, par itna k Khuda ki zaat pe yakeen aur Allah miyan se lagan barhti rehni chaiye,,,, jab hum sache dil se Allah miyan ki zaat ko sab kuch maan lete hein to phir kya jannat aur kya dozakh

kehte hein k Allah miyan k sache ashikon ko agar kayamat k din kaha jae k Allah miyan ki khushi issi mei hai k aap log dozakh mei jao to woh hansi khushi dozakh ko kubool kar lein ge

hamare han kuch aisa chakkar hai k bachpan se hi Allah miyan se daraya jata hai, Allah miyan se pyar karna nahi sikhaya jata
once i read an auto-biography of a vv famous paki writer,, aur unhon ne jo baat kahi wakai mere dil ko lagi
he said bachpan se hi mujhe harr aik baat mei yeh kaha gaya k yeh na karo Allah miyan naraz ho ja'ain ge, woh na karo Allah miyan dozakh mei bhej dein ge,, aise na karo gunah mile ga,, waise na karo,,,,,,, yani k aik age aisi i k mere dimag mei Allah miyan ka image apne Molvi sahab jaisa ban gaya,, bari si darhi, laal laal ankhein, haath mei danda aur harr wakt gusse mei

im sure hum sab log kissi ka kissi age mei aise daur se guzre hein jab yeh sab dimag mei hota hai

dozakh aur jannat hamara aim nahi hone chaiye,, aim Khuda ki raza hai,, janant aur dozakh gadhe ki peeth pe parne waale dande ya agay tangi hui carrot ki tarha hein,, dono usse agay bhagne pe majboor karti hein,,
race to woh jeet jata hai par rehta gadha hi hai
yarr gadhe mei aur hum mei kuch to fark hona chaiye



(please correct me jahan me ne kuch galt kaha,, iss liye k yeh meri apni soch hai kahin se parha suna nahi hai... lekin plz araam se)
yeh topic kahan se kahan a gaya
Posted 12 Jun 2005

Topic: Karo Kari

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
jhuke hue aur ghulam kaumon ki aik nishani yeh bhi hoti hai k woh khud se koi decision nahi le sakte,, difference between liberty and independance (azaadi aur khud-mukhtari)
hamare han sab log, including my fam, sab yehi sochte hein k kahin se koi aa k sab masle hal kar de
yeh reason hai panchaiyat k hone ka,,,

basicaly panchaiyat koi galt cheez nahi hai,, commun pbs ko hal karne liye zahir hai koi 'neutral munsif' hone chaiye,,,, par ab unn mei akal aur samajh n ho to kya kiya jae


ab baat i judicial sys,,,,,,, to yar panchayat ya sardar apne areas k 'na khuda' hote hein,, apne haath se itni power kaun jaane deta hai
aur phir court/police k chakkar mei to woh pare na jinn ka wahan tak aproach ho,,,, upper se logon ko iss baat ka yakeen dila diya gaya hai k asal islami asoolon pe sirf panchayat chalti hai, judicial sys angrezon se inspire hai
yani k seeeedha seedha sache pakkke naik aur muttaki musalmanon k imaan ko lalkarne wali baat,,, ab kissi k paas kuch kehne ko hai bhi to koi kuch nahi kahe ga
yeh raeson hai panchayat ki popularity ka,,


innn sab k upper sone pe suhaga, jahalat
hamare han k logon ko aaj tak yeh samajh nahi i k musalman hone liye Islam ko samajhna bohot zaroori hai,, once me ne aik doc dekhi thi abt a boy who killed his mother,,,
aur interview mei that guy said : sab logon ne mujhe kaha k tumhari maa galt aurat hai aur apni izzat bachane ka yehi tareeka hai k kill ur mother,,, aur gau k bare buzurgon molvi sahab ne kaha k Quran pak mei yehi likha hai
ab uss jahil se koi yeh puche k ullu k kaan molvi sahab se woh ayat bhi puch leta aur parh k yakeen kar leta itna bara step lene se pehle

par khair usse koi kya kahe,,, jo Quran pak parhe hue hein woh bhi apna time aane pe sab bhool jate hein


baki baad mei
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
ahannnn...
nice to meet ya bazu banjara




oh kie,,, woh kehne wali baat
culture se aur roots se door ho to rahe hein par sab log,, sirf overseas nahi
mera khyal se zyada yeh propoganda hai,, mujhe aaj tak yehi samajh nahi i k hamara culture hai kya,, kissi se pucho to woh bhi clearly nahi batata,, asal mei kissi ko kuch pata hi nahi

han true values pe mera yakeen hai
par woh kissi aik jaga ki nahi hoti,, i beleive in universal true values

ab subah subah dimag nahi khao
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
dunya mei sab kuch mumkin hai bazu


wot u can say is
"yeh me kar nahi sakta"
to phir aik kaam karo
--> bhugto
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
to aap ghar se bhag jao
Posted 12 Jun 2005

Topic: MAHARANI

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
maharani
soffi ??


utne din se kahan gayab hai yaar woh
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
to uss ko ghar se nikal do
simple

Posted 12 Jun 2005

Topic: Sall

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
awww...
y is he being soo nice





koi baat nahi bazu
aap kuch namkeen le aao
sab mil k kha lein ge
Posted 12 Jun 2005

Topic: Sall

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
mujhe beemari hai
khud se khushi ubal ubal k bahir aane lagti hai

khushi pe zor nahi
hai yeh woh aatish zalim
.........
Posted 12 Jun 2005

Topic: Sall

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
ohhhhhhhhhhhhhhhhhhhh..

acha chhaaaaa,,,
ooo atherrrrr




yar me khush hu na, yani k kissi ki shamat nahi aae gi
to mothai to aap log khilao
Posted 12 Jun 2005

Topic: Sall

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France


yeh kya ho raha hai
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
but I DO MIND

shhhhhhh,,, chup kar jao
bassss..





han to kya baat ho rahi thi
bahir wali ko ghar wali kab banana hai
Posted 12 Jun 2005

Topic: Sall

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France


i ll repeat the question
kiss cheez ki
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France


no more comments
warna aap kaho ge k one more person jo mujhe jb pe bardasht nahi karta

mujhe aisi batein mazak mei bhi nahi pasand
"la k di hai" ???????????
its not a THING
Posted 12 Jun 2005

Topic: *- gift -*

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France


malon di
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
wohi to me bhi keh rhai hu bazu
coz woh kisi prophet ka mazar nhi hai
buzurg ka hai,, a muslim buzurg

Allah na kare mujhe mazaar pe koi eitraz nahi hai,, im only surprised abt wot ppl say,, sirf yeh puchna chah rahi thi k jb pe kisse kya pata hai aur koi kya sochta hai
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yar dekho,, me yahan pe 14 yrs se hu,,
i cant say much about TRUE VALUES,, iss liye k sachi baat hai mujhe apne logon mei true values aaj tak nazar i hi nahi,, chahe pak mei chahe yahan,, obviously hum amal ki baat kar rahe hein yakeen rakhne ki nahi,,, (kissi ko bura lagta hai to lage)
jahan tak cultur ki baat hai to i guess yahan pe rehne wale parents apne bachon ko paki culture se zyada kareeb rakhte hein comparing to those who live in pak,, baki rahe bache to woh apne parents, apne media aur yahan k mahol k beech mei balance karte karte kuch ajeeb si cheez ban jate hein,,, yahan tak k aik wakt aata hai they dont beleive in anything

u cant say that WE forgot our cultur,,, we never get chance to have something to be proud of
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
bazuuuuuuuu,,,
have u visited these mazars ??
woh ittnnnnnnnnnnne purane nahi hein na, aur phir hamare han sirf "muslim" buzurgon k mazar hote hein




hey i never heard this hadees before
Allah miyan mujhe maaf karien agar me ne kuch galt baat kahi hogi iss baare mei to
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
iss liye k muslim countries shayad islam pe nahi chalte
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
true value
culture



those who live in pak
unn k bare mei kya khyal hai
Posted 12 Jun 2005

Topic: *- gift -*

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France

areyy yarr,, i never gave him a watch before
abhi i had a choice btw watch and a bag
aur me ne jiss se pucha sab ne kaha WATCH

to me kya karti
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
iss liye k woh sab log jo aise nakhre karte hein
k shadi kar k museebat mei phans gae
bohot bure lagte hein mujhe

sir pe kissi ne bandook nahi rakhi hoti,
na karein shadi



waise dont worry
aap ki bv ko kidnap kar k hum araam se rakhein ge
Posted 12 Jun 2005

Topic: ,, listen ,,

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
to kya hua myst
mera aik asool hai,, Allah miyan ne paisa diya hai kharch karne ko,, to karo



teen dabba
sall ki waatt hai hi lagne liye






aaj
sall's BD gift (aaj to meri waat lag gai,, hehee)
meenu k joote
ice cream,, drinks
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
mera mooodddddd

mmmm uaahhhhhh !!!
aik damm
Posted 12 Jun 2005

Topic: *- gift -*

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
zahir hai meri.........
par abhi to sall ko pata bhi nahiiiiiiiiiiiiiii




waise mrea khal se yehi wali hai,,
ya bass aisi hi hai,, pack kar di na ab to
dekhu kaise
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
uffffffffff..
aisi baatein karte ho to
dil karta hai kkk






aap ki wife ko kidnap kar lu
Posted 12 Jun 2005

Topic: *- gift -*

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
oo shwweeeeeeeeeeeeeeettttttttt
kaju yar me to kabhi kabhi sharmati hu na



mera nahi sall aur meenu ka naam le k






yeh lo mil gai,,, i guess yehi wali hai
bu with brown lather bracelet
Posted 12 Jun 2005

Topic: *- gift -*

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
baliiccchhhhhhh
thankkuuu


remember us in ur prayers,,,,
iss k bager to kuch bhi nahi hein hum




arey gift dikhati hu naa
lemme find a pic
wait
Posted 12 Jun 2005

Ashii

Age: 124
7757 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France


bazu bezaar kya chakkar hai
yeh to shadi se pehle sochna tha na
Posted 12 Jun 2005