Ashii
Age: 125
7806 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
Allah miyan ne sab ko kaam karne wali aur bhari hui khopri di hai kaju
hum khud khali kar dein usse ya kaam na lein to hamari marzi
back to topic,,,
yep in a way,,,, but depends wot do u call being creative
its not necessarily a physical activity
hum sabhi log kuch na kuch to karte hi rehte hein,,, studies,, job,, ghar ka kaam, aik damm farig to koi nahi hota par phir bhi hum aik si zindagi guzar dete hein
????
Ashii
Age: 125
7806 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
kya naaa DL
aise answers k baad aap mei aur doosron mei kya fark reh jae ga,,
sab ne apne point of view diya
ab kuch aap bhi kaho,,,
(hansne ki bajae
)
i donno if anyone checked these links,,,
inn mei se kahin se bhi pata nahi chalta k yeh hazrat Adam k pau ka nishan hai,,, hindus ka apna akeeda hai aur budhists ka apna
btw,, yeh baat start kahan se hui k yeh Hazrat Adam ka footprint hai ??
Ashii
Age: 125
7806 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
ghalt to hai hi,,, kisse nahi pata yeh
reya kari ka lafzi matlab to pata chal gaya,, par real life mei kya kuch reya ki hadd mei aata hai
??
Ashii
Age: 125
7806 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
hmm,, yeh to hai
i know FEW PPL dont like him,, so wot
lot of ppl dont like me either,,, to kya karein
khair abhi i dont know at all wot happend
ehemmm,, khushi khushi jana hai to hum nahi rokein ge,,
sab kheyat ??
Ashii
Age: 125
7806 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
SD bro,,,
iss baat ka first part pe mera dehan bhi nahi gaya,, coz it makes no sense,, par poori baat makes a lot of sense,,
harr achi ya buri baat mei se kuch na kuch seekhna chaiye,,
hmmm,,, lemme start a new topic
Ashii
Age: 125
7806 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
ahan,,,
me too im reading a book abt islamic philosphy
a vvvvv famous one,,, par zara aram aram se parhni parti hai,, kabhi kabhi kuch din ka gap de k,, k pooori samajh aa sake
Quran pak parhna aur samajhna koi passtime thori hai,, woh to zaroori cheez hai
btw aik advice,, i personaly read Quran pak (with traslation) apni soch ko bhula k,, yeh bhool k who i am,,,, sirf Allah miyan ko zehn mei rakhte hue
iss se kissi bhi ayat ka matlab apne dil se nahi banta wohi samajh aata hai jo hota hai (umeed to yehi hoti hai)
hmm,,,, next book konsi parhni chaiye yeh soch rahe hein hum
wot abt shakspear,, i neverrrr read any of his books
??
Ashii
Age: 125
7806 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
freddy
nahi plz mujhe bata do kya sochte ho,, i promis paidal pak nahi aau gi,, jahaz mei au gi
durr dafa,, dhang se baat na karna kabhi
mu pe kalak
btw,, aap ko yaad hona chaiye unn pics mei sirff aap ka sunder mukhra chaand ki tarha chamak raha tha
oay ullu meenu ko le k i thi,,,, par woh pics thori post ki yahan
kyaaa naa,, meri jaan ko nazar lag jati