Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France

abayyy auntie kisse bola bay
Posted 04 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
gottt it now
this is the movie where rani s character is inspired by asma jahangir
dont want to miss that movie

come on chashmatic
lata jii ki awaz mujhe to ab phata dhol lagti hai
i still love her old songs par abbbb

nasi bacha agar hum bolly movies nahi dekhein ge to pata kaise chale ga k hamare neighbours kitttttna "broad minded" ho gae hein
Posted 04 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hey janubaby u r most welcome yarr
i think mujhe jiss ka post karna bura lagta hai woh khud hi samajh gae honge




hmmm hakeekat mei dekha jae to aagahi nahi,, ignorance azaab hai


r u okk nasi bacha
Posted 04 Oct 2004

Topic: Shab-e-Baraat

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
i know khushi manane mei koi burai nahi hai
but all i want to say is deigein charha k apna naam karne mei koi khaas achai bhi nahi hai




btw sari larkiyan jaisi bhi hon
aap mard jo ho sab ko bakhshwaane k liye
Posted 04 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
sorry to say but
hmmm hmmmm karne waale ka present bhi kuch nahi lagta
Posted 04 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
omg
tonight s episode
harnaam kaur


tooo good but mera matha ghoom gaya yaar dekh k
manto
Posted 04 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
new_beau said:

Ganay Gaatay huaye sub ki Zuban nahin Thakti...Poori BISMILLAH AR RAHMAN AR ARAHEEM perhtayhuaye Monh Toot'ta hay...Hamesha Poori hi Perho aur Likho///786 is correct or not...but we should not use it bcoz, Quran, Last Prophet, Other Prophets, Sahaba, Auliya, Sufi, Poet , No BOdy used it NEVER....


naya bhai jiii
but yar i dont think if it s wrong
coz seee,, i ve 786 in one of my e mail add,, ab poori BISMILLAH to nahi likh sakti na me
bolne mei poora hi bolna chaiye but sometimes poora likh nahi sakte
par khair mujhe itna sahi se pata bhi nahi



shahrukh khan said:

scholar ne kaha hoga..simple muslim cant say that..scholar ko believe karti hai f16..not if a muslim said that


iss baat ka kya matlab hua bhala
Posted 03 Oct 2004

Topic: Shab-e-Baraat

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
nah ather i didnt read all posts
and i dont even wanna read,, par mujhe itna samajh aaya k she was probably saying that shab e baraat biddat hai,, well jiss tareeke se hamare haan manai jaati hai uss lehaz se to F16 is right,,
i still remember bachpan mei hum sab log pathakhe chalaya karte the iss raat ko, aur khatam ho rahe hein, khaane pak rahe hein,, how silly, now i realise sab kitna galt tha

to b honest i didnt know k shab e baraat ki hakeekat kya hai,, yeh topic dekh k me ne net pe hi search ki coz i dont have any other way to check this info
aur jo pata chala mujhe woh post kar diya
but i ll say again, sache dil se maafi mangne liye aur dua karne liye harr lamha harr din behtar hai

hum muslims ki pb yehi hai, chahe namaaz na parhein par namaz parhne k different tareekon pe lambi lambi laraiyan kar sakte hein

forget it yaarrr,,, sab apni niyyat saaf rakho that s the most imp thing,, baki sab kuch nahi hai,,,,
shab e baraat ki poori raat ki ibadat bhi zaya hai agar dil aur niyyat saaf nahi to
Allah miyan maaf karein hum sab ko aur seedha rasta dikha'ain, Ameen
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
rani,, shhh
hey i loooooove this song
bass aise hi hein hum


sunzz yaar,,
bardasht karna parta hai
sehna parta hai
compromise karna karta hai
NO WAY..   mujhe iss sab pe yakeen nahi hai
burai bhala kaise bardasht kar sakte hein :)



addmiii jiiiiii
ki gal ae jii tuhadi



saanaaa na naa naaaaaaaaaa
topic aik damm sahi ja raha hai
ehemmm,, mera khyal aap samajh gai ho k kis ki nazar
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
mera khyal tha k Allah ka azaab bure logon pe aata hai
sirf yahooooodiyon pe nahi
waise bush christian hai

btw muslims k paas zulm karne ki permission hai kya




ohh han one of my fav quotes
"one who cannot learn lessons from 3000 years history lives from hand to mouth"   GOETHE
(3000 yrs is approx age of 'humanity')
hmm i think me ne sahi translate kiya hai
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hmmmm..
my faaaaaav movies

the english patient
American history X
Brave Heart
Schindler's list
dance with wolves
reason to kill (or right to kill, dont remember the name)
blade runner
matrix 1/2
Malcom X
Shrek 1/2
Gladiator
a beautiful mind
Devils advocate
lawrence of arabia (vv old one)

dont remember the rest,,,
ok okkkk i know my list a bit diff,, these BIG BUDGET movies r not always my fav one
par khair.......
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hamare saath bhi chaae piyo chamiya







heehehehehehehehee,,,
haahhaaa..
yeh ad kiss kis ne dekha hai
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
dhoondo ge agar mulko mulko
milne k nahi nayaab hein hum
tabeer hai jiss ki hasrat o gham
aae humnafaso woh khaab hein hum

adaaab arz hai soffii wafa and
gali k sharabiyo



aae shaks agar sall ko tu dhoondna chaahe
woh tere dil k kissi khana e weeran mei mile ga

tummm ne pukaaaraaa aur hum chaale aaae
bohot deir ki meherbaan bulaate bulaate
warna hum to sir k bal, jhoomte lehraate aate
khekehekeehekehkeheee..
im sorry me ne nashte mei poetry kha li hai
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
aur hum wafa ko kuch bhi offer nahi karein ge
woh to meri doshhhtttt hai naaaaaa



waise WAFA wakai bala hai
na hum usse chor sakte hein na woh humein chorti hai



abay ulluuuo
wafa matlab WAFAAA na

Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
jind mahiyaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
o jind mahiyaaaaaaaa


hum aaaaaa gaaaaaaaaaae
chalo kuch karte hein saare mil k
jiss jiss ka mood off hai
uss ki zindagi ko fuse karte hei
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
bhang aur charas k baad koi kuch nahi chak sakta
phattay plastic k hon to aur baat hai
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
areyyy wwwooooooowwwwwwww...

maut maut khel rahe hein sabb
plzzzzz me bhi
hum maut banein ge













Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
patak beta dont spam here
warna issi khotey pe aap ko bitha k race lagwa dein ge hum





abay yaaar koi samajh nahi aa raha
koi topic to bolo kam se kam
sab me hi karu,,, idea bhi bak bak bhi
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
areyy kya naaa
hum honge nahi par hum imagine to kar sakte hein na k dunya kaisi hogi
coz obviously dunya jaisi bhi hogi, achi ya buri, uss mei apna bhi to haath hoga naaaaaaaaaaaaaaa
kya samjhe




hmmmmm well 2015 to abhi kuch saal bad hi hai
lemme tell ya abt 2104 (means in 100 yrs)
hmmmmm
ohh yehh cell phones khatam ho ja'ain ge
we'll use a chip jo logon ki khopri mei fit hogi
and TV ki jaga projector type ki koi cheez hogi
CD/DVD khatam,, chips use hongi with MP/MPEG files
hmm cars hongi,, par i hope petrol ki bajae steam or solar energy use hogi
hmmmmm.. aur aeroplanes bhi hongi par koi sonic sys type cheez
wowwwwwwwwwwwwww
Posted 03 Oct 2004

Topic: Shab-e-Baraat

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hmm nice topic
sorry i didnt get time to read all mails,, par samajh itni i hai k shab e baraat ki importance pe discuss ho rahi hai

well F16 is rite k dil se sachi niyyat se mangi jaane wali dua hamesha kubool hoti hai coz Allah miyan harr wakt harr jaga mojood hein



im not vv sure par jitna parha hai me ne iss se yeh andaza hua k
shab e kadar (in ramadan) is the night jab QuranPaak nazil hua tha,, and it s vv spec event for muslims
and

shab e baraat (15th shabaan) is the night jab QuranPaak k nazil hone ka hukum hua tha,, it s also said k iss raat bandon k baray mei faisale hote hein (yeh baat shab e kadar k baare mei bhi kehte hein)
yeh bhi kaha jata hai k QuranPak tehreer karna shuru kiya gaya shab e baraat mei aur khatam hua shab e kadar mei

aisa bhi kuch wakeya hai k Nabi Paak (PBUB) k kehne k mutabik iss raat Allah miyan bohot gunehgar bandon k gunah bhi maaf karte hein (obviously sache dil se maafi mangna shart hai)
hamare Nabi doosron ki maghfirat k liye khaas dua kiya karte the iss raat
kehte hein k iss raat sirf MUSHRIK aur KEENA PARWAR shaks ki maghfirat nahi hoti


just one thing,, Allah miyan se maafi mangne liye aur apna dil saaf karne liye apne gunahon pe sharminda hone liye to harr aik lamha behtar hai :)
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
heinnn
great quotes by great ppl ???
yeh kya ho gaya hai









btw saddam ki shakal bandar jaisi kyun nahi hui
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
me



jab mere meenu ki shadi ho jae gi
Insha Allah

Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
mujhe bhooton se zyada pakis se darr lagta hai
coz bhoot to ayat al kursi parhne se gayab ho jate hein

Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
nahi plz shary ko mamoo na banana
woh mamoo ban gai to fradiya aur shary k beech pehchan mushkil ho jae gi







Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
patak up


heyyy yeh beimani hai
sana khud gayab ho gai to
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
shatttaaaapppppppppppp !!!
khud donooo jamadaarrrr
balke chooorhay


aaiye fradiya
aap ki kami thi basss
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
nice adii
aap ne futur mei HMMM banna hai
sahi ja rahe hein phir to aap
Posted 03 Oct 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hamare han log waise to litterature mei kuch interest rakhte nahi hein
kya pata aise hi kuch faida ho jae
Posted 30 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hum mei to asli ko dekhne ki himmat hai
par asli ki himmat nahi hoti hamare samne aane ki
Posted 30 Sep 2004