Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
aisiii ki taiiissssiiiiiiii
mere mazaar pe charaaassssss..

sharam nahi aae gi kyaaaa
hamari rooh ko tarpa k






Posted 13 Sep 2004

Topic: New Quiz

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hae Allah phir to me bilkul na jalu to acha hai
warna me to kali se neeli ho jau gi
kheekehekhekeee..




nexxxxxxxxt quest
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
masha Allah
subhan Allah
and okk
jaisi post karne se to behtar hai na post karo
hehehe..


areyy yar mu na latkao,,
im sure everyone read these topics par zaroori nahi post bhi karein
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
isse mazaar mat kaho
yeh mehel hai pyaaar ka






mere mazaar pe kawwaaaliiiiiii
abayy oaaayyyy


ghazal chale gi yarr
i prefer
hkehekeheheehekehkeee...
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
saath wali auntieeee
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
teen dabba
im sure aap k room mates sirrrfff iss reason se aap se tang nahi hein

(thnxxx for site add )



adii ko to dhang se khana bhi nahi aata
pakane ki kya baat hai
hekeekehheeehe..
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
naahiiiiii nahiii naaaaahiiiiiiiiiiiiiiii..
marne maarne ka prog cancel
me happyyyyyy
me sooo haappppppppyyyyyyyyyyyyy..
ummmmmmmm muuuahhhhhhhhh
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hahhahahahaahaa...

dammm maro daammmmmm
mittt jaae ghammmmm
bolo subah shaaammmmmmmmmmm
miaaaaa ooowwwwwwwwww mia owwwww
Posted 13 Sep 2004

Topic: Hijaab!!

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
wot do u think
Posted 13 Sep 2004

Topic: Health Forum

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
rite
coz queeny ne khud bhi kaha that no one seems to b intereseted in health topic (in FOS)
y do u want to make a new forum for it ??
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
lauta de phir woh waade mere
woh batein meri
tere liye kati jaag k woh raatein meri
woh raat din woh pal chin sabhi
woh saath sabhi..
neend na aaae
tere bina....
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
me insaan hu
farishta nahii
darr hai behek na jauu kahin
tanha dil na sambhle ga
pyaar bina yeh machle ga
kaash mujh pe aisa dil aap ka bhi aaaeeeee
hooooooooo oooooooooo
baat ban jaaaaaaaae
ahaaann haan baat ban jaae
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
who is atif
whi s gohar
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
abhi pata nahi but
kuch din baad u ll b back to jb
warna hum aap ka mazaar bana dein ge yahin pe
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
awaeeeen hi
dil kar raha hai,,, jusssttt for funnnn





chupke se chupke se
raat ki chaadar taaaale
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
oo janbabbbbbbbbe,, thankuuu
abhi to i wont have time,, but i ll try this on friday Insha Allah...
ummmm,, yeh hui na baattttttt


shataaappp adii,,
mottuu hoge khud


abayy,, itna bhalai karne ka dil kar raha hai to
dhang se kuch paka k parcel kar do mujhe
par zara dehan se,,, zamana kharab hai
Posted 13 Sep 2004

Topic: janubaba

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
mr nice guy dont post anymore
iss liye
Posted 13 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
haaaaaaaannnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn


im gonna killl someone
aaajjj
abbhhhiiiiiiiiii
isssiiii waakkktttttttt
jo samne aaya uss ki khair nahi
Posted 12 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
me watched MOULIN ROUGE yesterday
it s nice,, but mujhe aise laga as im watching a bolly movie,, woh bhi 60s ki
i mean end mei
Posted 12 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
heyy sunzzz,, mera meenu bachooo shonuu monnnuuu bula raha tha na mujhe
par see ab im online aur koi bhi nahi hai



ufffffffff inn sab ko maar dalu gi me
Posted 12 Sep 2004

Topic: -- Forum --

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
han na naaaa


sirf sunzzz meri friend hai
baki sab se me baat nahi kar rahi bass
Posted 12 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Hann jiii hum aa gae…   ab suniye aur zara ghaur se suniye

Allah miyan apne bandon ka khyal hum se zyada rakhna janta hai, to matlab yeh k kissi ko mushkil ya takleef mei dekh k ya kissi ko galt raste pe chalte dekh k aap sirf yeh kaho k Allah miyan iss ki madad kar dein ge,, i dont have to worry abt him/her
Reallyy strange yarr,,   would u do the same with ur brother, sister or ur kids ???

han yeh me ne bhi suna hai k sab kuch pehle se tae shuda hai,, par 100% things pehle se tae nahi hein,,, kismat 2 tarha ki hoti hai,, first woh jo zindagi ya maut or few more things k baare mei hai,, things u cant change,,, aur baki woh jo tum khud se banate ho,,,   as i already said mushkil aana Allah ki taraf se hai, par mushkil mei aap ka reaction kya hoga yeh pehle se tae nahi hai,,,   agar sab kuch pehle se tae hai to it s sooooo easy yar,, jo dil aae karo, aur kayamat k din Allah miyan se keh do k me ne to wohi kiya jo pehle se decide tha, mujhe kiss baat ki saza mile gi bhala
come on yarrr iss tarha to jannat dozakh,,, akhrat or judgement,, sara concept hi galt ho jata hai,,      
i dont beleive that 100% things pehle se tae shuda hein

yeh baat bhi me manti hu coz aisa kaha gaya hai k wakt jitna agay jae ga insaniyat ka zawal hoga,,, the best time was when Nabi paak (pbuh) was in this world,,    dunya zawal ki taraf jaae gi, yeh to beshak likha hai par kab ??     yeh koi nahi janta,,,   
y do u want to b part of that generation jo k insaniyat ka sab se ghatya daur hoga ??
hum kayamt ko aane se nahi rok sakte,,,   par usse kareeb laane mei kyun apna pooora poora role adaa karte hein,,   cant we be different from the rest of the world ??
agar lungs cancer k kissi patient ne for example sirf 3/4 yrs zinda rehna hai to kya yeh behtar hai k 2 ki jaga woh 20 packets of cig phoonk daale coz marna to uss ne hai hi ??        kya uss ka ilaj chor diya jae ??

listen yar,,, Khuda ko paa lena har aik k bass ki baat nahi,,, par koshish karna to sab k bass ki baat hai na,, kahin se to start karna hi hai,, aur Allah miyan ne bhi yehi kaha k harr kaam ki base hamari niiyat pe hoti hai,, hamari namaz important nahi hai jitna important hamari niyat hai jiss se hum khuda k samne sir jhukate hein,,
manzil pe pohonchna zaroori nahi hai,,   par sahi raste pe chalna this is something,,




acha khair mera matlab har giz yeh nahi k hum sab aik loi le k jungle mei nikal ja’ain,, not attt allllll,, par yarrr,, aik sache dil ki nazar apne gireban mei kabhi kabhi daal leni chaiye,,    
u know wot,, mujhe sab se zyada gussa aata hai hum logon ki behisi pe,, hum logon k khudgarzi aur jahalat pe,,
my only contact with our ppl is thru net,, janubaba or few newspapers or online magazines,, and when i seee the way ppl think, its justttttttttttttt,,, unbearable..

sab log mujhe hamesha kehte hein,, u r an european,, that s y u hate us,, europeans or americans mei bhi to itni buraiyan hein,,,
i agree,, me ne kab kaha yar that they r angels,,    bohot bure hein yeh log,,
par these ppl r ignorant,,,   yeh nahi jante nahi samajhte,, they dont have Quran pak,, they dont have hadees, they r completely lost in their way of life,,      kehne ka matlab k they have an excuse,,    but WE DONT HAVE ANY

i see our ppl fighting for vvv silly things,,   for issues like hijaab for example,,,   ya khudayaaa,, aankhon mei itni si sharam nahi dil mei sirf burai hi burai hai to bhala hijaaab pehen k konsa teer maar lo ge aap log,,   (it doesnt mean tht im againt it,, bilkul bhi nahi,, par hum log pb ko root se nahi pakarte)
i ve seen our ppl being happy like anything at sept 11th,,     yar kuch khuda ka khauf hona chaiye,, innocent ppl were dying there and i talked to my friends in pak who were like “ab aaya na maza”
at the moment jo sab irak mei ho raha hai or in afghanistan,,   im against americans,,     they ve no right to impose theirselves,,,      bohot galt ho raha hai,,,   but afghanistan k halaat to na jaane kab se kharab hein,,, these talibans wot they did in their country sab jante hein,,   thousands of poor kurds and shia ppl killed by saddams’ gvt,,    all muslims nation knew abt it,,   
kyun kissi ne kuch nahi kiya ??   kahan the hum log uss wakt,,   now americans r doing the same thing,, let them do hum pehle bhi apni dunya mei khush the ab bhi hein



we let ourselves manipulate by others,, jiss ka jo dil karta hai hum se karwa leta hai,, just coz kuch jaane samjhe soche bager maan lene ki adat hai humein,,   matlab k baat ghoom phir k wahin aa jati hai,, jo akal jo samajh khuda ne humein di hai hum usse kaam mei kabhi laate hi nahi,,,
human body ka koi bhi muscle agar kuch arse tak use na kiya jae to apni strenth kho deta hai,,,    our brain is a muscle jiss ka kaam sochna hai,, our heart is a muscle jiss ka kaam mehsoos karna hai,,   hamara zameer bhi aik muscle ki tarha hai jiss ka kaam humein judge karna hai,,,
hmmm i think we rarely use them tabhi kuch murda se ho gae hein


merae khyal mei topic se kahin aur chali gai hu,,   par khair that s not important,,     hmmm and i also know that im talking all alone, par yeh bhi important nahi hai
mera maqsad sirff itna hai k sab log kam se kam sahi taraf sochna start karein,,,   soch sahi hogi niyyat saaf hogi to Insha Allah kaam bhi hum theek hi karein ge



errrrrrrrrrrr,,, fiza bohot tense ho gai hai
to kya hai k hum chale, ab aap beth k humein bura bhala kaho,, khekehekhee,,
sab thaath dhara reh jaae ga
jab laad chale ga banjara




oo suniyo reyyyy
ooooo janiya reyyyyyyy
dheem dheem tanaaa naaa dheem tana naa naaa naaa
galiyon se aae ga,,
sorry dear yeh song s on tv,, meri kya galti hai
Posted 12 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
uff,, akalmand liye ishara kafi
aur bewakoof liye takreer bhi kam


""neend na aae ""
means
neend na aae song humein pasand aayaaaaaaaaaaaaaaaa
chashmaticcccc,, akal ka chashma kahan haiii
Posted 12 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France

woh sab iss liye gae hein
coz u call me mottooo








yarrr abhi to weekend hai
abhi to aa jao saare
Posted 12 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
mujhay nahi pata falto lao kahin say --> aaine mei dekho, faltu mil jae ga
Posted 12 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
mujhe bhi khilao fir --> faltu nahi hai
Posted 12 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
aap ko kya hua adii
Posted 12 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Posted 12 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
sorryy sorryy,, dont have enuff time to read it
sirf itna k sab pehle se tai hai to phir "judgement" ka kya matlab reh jata hai ??
there r things jo pehle se tai shuda hein,,, baki sab humein khud se tai karna hai
for example,, hum pe koi mushkil aana agar pehle se tai hai,,, par uss mushkil mei hum kya kadam utha'ain ge yeh pehle se tai nahi hai


khair yeh baat baad mei,, explain karein ge
ohh han,,,
i didnt know Bullah Shah charus ka soota laga k shairi karte the
(yeh poetry bullah shah ki thi )
Posted 12 Sep 2004

Ashii

Age: 125
7811 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France


jii nahi mera meenu bhi mere saath hai
huhhhhhhhhhhhh..
aisi badruhon se darne waale
aae aasman nahi hum
Posted 12 Sep 2004