hmmm...
aristote <-- platon <-- socrate
hmmm,, i should say socrate ka ustaad koi nahi tha,, usse wisdom ka rasta Khuda ki taraf se mila tha,,,
2nd thing
Khuda k wujood ko hum ne abhi tak nahi paaya,, 1400 yrs ago humein aik rasta dikhaya gaya hai, k Khuda ko pana chahte ho to yeh rasta hai..
par hum jaise logon liye it s like an answer given to u serve on a tray,, par an answer without question doesnt mean much...
did u read the poetry in my post
"na rab teerath na rab makke"
Khuda ko dhoondne ka rasta andar ki taraf jata hai, bahir ko nahi
jesus k statues jo church mei nazar aate hein, it s an influence of greec culture and not roman (basically representing GOD is forbidden in chistianisme)
a last thing,, u said jab log apne sahi raste se bhatak gae to Allah miyan ne aik naya paighambar ko bheja, aur issi tarha log bhatakte rahe new nabi aate rahe, at the end nabi paak (pbuh) aae, with a perfect way of life..
but wot im trying to say is.........
born in a muslim family doesnt make us perfect, coz islam is a way of life, jab tak aap iss raste pe chalte nahi u dont belong to it (sirf kalma parh lena, ya khuda ko aik maan lena aur uss k nabi pe yakeen rakhna kaafi nahi hai, coz khuda ko aik to jews bhi maante hein aur uss k bheje hue nabi pe woh bhi yakeen rakhte hein)
in past aur kaum bhatak gai, but they were lucky coz hamesha khuda ka koi nabi aa k unhein seedha rasta dikha deta tha,,,
par HUM,,, hum bhatak rahe hein aur saath mei hamara imaan yeh bhi hai k ab koi nabi nahi aae ga
agar hum khud se na sambhle to hamara kya hoga kabhi yeh socha hai
issss sari takreer ka matlab yeh hai k....
dont b a philosopher,, bilkul nahi,,, par sirff itna k apni soch ko aik seedhe raste pe rakhna
Allah miyan ne akal, samajh, sentiments, sens,
yeh tamaam nemat jo di hein inn sab ka sahi se faida uthana,,
b or not to b is not the question,
the question is wot to b, and y
hmmm.. dont b a slug.......
abhi kuch batein shayad reh gai,,, but im getting late for office,,, phir milein ge,,
oayy and wot abt the question i asked ?¿