Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hum sardi ko zoorrrrrr se lage
nuksan apna hi hua.. naak pehle thandi thi ab freez ho gai hai




thandi naak k saath garam garam coffee peene ka kitna maza aata hai
Posted 16 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
y not franky ??
if one of my parents were french,, id b a franco-paki
par hamara kehne ka matlab tha kkkkkkkk,,, america mei AMERICAN kaun hai?? they ve a strong british influence coz unn ki majority ki roots UK ki hi hein
boo boooooooooo


lets NOT debate on this issue
aap ko hara k dil nahi dukhana




waise lincoln looks a bit like Jinnah
Posted 16 Dec 2006

Topic: NB

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
nayaaaaaaaa bhaiii jiiiiiiiiiiiiiiiiiii
kaaahaaaaannnnnn hoooooooooo



arey uncha pukaro na
umer ka takaza hai,, hawaas jawab de jaate hein
Posted 16 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
haan na shop owner
desi uncle hein
hehehhee..
Posted 16 Dec 2006

Topic: * dhak dhak *

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
heinn
Posted 16 Dec 2006

Topic: Queen ji

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hehhekehekeheeheeeeee... queennuuuuuuu



totay totay ho gayaaa,, dil totay totay ho gaaayaa


lilllaaahh,, hum ki zuban na khulwaiye,,
hum ne kab GET OUT kaha
pehle hi dunya badtameez kehti hai
Posted 16 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
let things b clear first
is it a serious topic ??

dollyyyyyyyyyyyy,, kuj boldi naeeeeeee
ki hoyaaa,, when did ya get married,, i thought u were just kdn in ur prev topics
Posted 16 Dec 2006

Topic: WAZAHAT

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
areyyyyy tum loggggggggggg
maaar di na bongi


queennnuuuuuuuuuuuuu
naya bhai jii ko choro,, hamara batao,,
hum aap k hein kaun
Posted 16 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France


issse kehte hein lafz ki khaal utarna
no comments
Posted 16 Dec 2006

Topic: Riba = Sood

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
nikama
it sounds funny,, yeh to aise hua k jaise sharab bechna haram hai par gair-muslim ko bech do,, ya jua khelna haram hai par gair-muslim k saath khel lo
heheeheee...
kuch log to yeh bhi kehte hein k,,, be-imani karni hai to gair-muslim k saath kar lo,, par muslim bhaiyon k saath nahi



oups,,, back to the topic,,, welll,, me ne kuch aisa parha hai k...
like our "sheik brothers" jinn k paas Allah miyan ka diya itna hai k sambhale nahi sambhalta gareeb muslim mulkon ki help karne, univ banane ya apni kaum ki taleem pe kharch karne ki bajae gair-muslims k saath karobar karte hein (jo k karna bhi chaiye, ab paise ko zaya thori karna hai)
han to aise mei woh log interest wusool nahi karte kyun k haram hai,, aur woh paisa banks mei paray paray sarta rehta hai,, ulta gair-muslims banks/companies ko faeda deta hai
iss situation mei interest ka paisa le k kissi welfare kaam mei kharch kar dena,,, woh bhi aise k uss se sawab ki umeed na rakhi jae......... yeh ja'iz hai
hmmm,, yeh baat dil ko lagti hai,,

ab 'welfare' ki definition change kar di jae apne faede k liye to hum ko apni baat wapis leni paray gi





cham cham chammm
thnx ki baat nahi,, aik lecture k 100€ charge karte hein hum,, late payment pe 30% anual interest k hisab se
Posted 16 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
daktar
i understand wot u r saying,, majboori yehi hoti hai
par aisa hai to phir talak ya khula ka kya matlab hai
parents ki marzi pe sari zindagi guzar do chup kar k
simple


id prefer ppl calling me badtameez or gustakh than "badnaseeeeb or bechari"





yeh bhi sahi hai k khamoshi razamandi hoti hai,, ikhtalaf hai to mu se bolo
warna chup kar k "farmabardaar shaareeeef" larki ki tarha hoont si lijiye
hehheheheee... haaaaae farmabardaaar larki
Posted 16 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
dekho naaaaaaaaaaaa
socho naaaaa
!!!!
Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
tujhe dekha yunnn
me kaise kahuuu
yeh teraaa
banna banaaanaaaa

baton mei kya baaat hai
la la lala llaaaaa kya kahuu
yeh jo tere khab hein
nazar aae na kya karuuu
aankhon mei jo la lall laaa
me challaaaaaaaa
sanson ka jo shor hai
k koi aur haaiiii
me chalaaaaaaa
!!!!!!!

Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
saaaaaaaaare zaaamaaane mei
ik hum mei
ik tum mei
daaammmm

Posted 15 Dec 2006

Topic: U d h a r

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
sorry me ne baki sab k replies nahi parhe
may b koi behtar answer kar chuka ho pehle


jiss shaks k sar pe udhar ho uss ko hajj tak karne ki ijazat nahi hai

ab saza kya mile gi yeh me nahi janti,,
par agar aap ko pata hai k koi faut ho gaya bager karz adaa kiye to apni taraf se koshish karo uss ka karz chukane ki,, agar family walon ki itni hesiyat hai to zaroor udhar wapis karna chaiye

+ agar karz dene waale ko ehsas hai k lena waala wapis karne ki hesiyat nahi rakhta to Allah k naam pe karz maaf bhi kar dena chaiye



i ll add just one more thing
its said "kabar pe karz bohot bhari hota hai"
u can understand iss ka kya matlab ho ga,, par mujhe iss ka aik aur matlab samajh aata hai k har woh cheez jo hum pe farz hai ya harr woh kaam jo hamari zimedari hai woh poora kiye bager hum mar ja'ain to apne sar pe karz le k marein ge
chahe woh hamare mazhabi fara'iz hon,, chahe koi waada/kasam, chahe koi karz

Allah miyan hum sab pe rehm karein
Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
well i think mmja ne jawab de diya hai


talak mard deta hai,,
khula aurat leti hai,, iss soorat mei haq meher nahi milta usse
sirf itna difference hai shayad

Islam mei talak dena ya Khula lena bura nahi hai,, yeh aik haq hai jisse ja'iz tareeke se istemal karna chaiye
i once posted abt "jaiz" reasons of talak/khula if u can find and read it,, woh kafi acha article tha

nikah/shadi k liye marzi puchna zaroori hai,, wot do u think 3 baar kubool kehne ka kya matlab hai ?? yeh sirf formality nahi hai aik tareeka hai jo hamare han sirf rasm ban k reh gaya hai

hmm,, zuban se kaha par dil se razi nahi the
welll nikah aur talaak har haal mei ho jate hein chahe dil aur dimag saath dein ya nahi... u must have heard loads of time "gusse mei talak di dene ka irada nahi tha" par talak to ho jati hai, i guess pyar se to koi nahi deta hehe
same with nikah,, ap ka agar dil nahi hai to say NO, its ur right... agar 3 baar han kar do ge to nikah ho gaya



yeh majboooriyannnnnnn uffffffffffff
i wont say anything abt it,, try to find out my topic ab mujhe title bhi yaad nahi aa raha uss ka,, it ll help ya

hmm,, waise iss liye me kehti hu k jhoot bande ko phansa deta hai,, upper dil se aik baar han karo ge to saarii umer jhoot bolna pare ga
Posted 15 Dec 2006

Topic: Riba = Sood

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
pudgeeeeeeeeeeeeeeeee
SOOD = interest
SOOR = porc




well,,
pehle to yeh pata hona chaiye k sood or riba hota kya hai.. almost tamam ulema iss baat me mutafik hein k riba aur interest aik cheez hein,, then we shd define wot is sood from an eco point of view

"the excess of money paid by the borrower to the lender over and above the principal for the use of the lender s liquid money over a certain period of time"

"the price of rental for the use of money"
.........
the word RIBA has been extracted from Raba, it means addition, increase... riba literally means to increase, to grow to rise, to add, to swell

in Shariha riba technically refers to the premium that must be paid by the borrower to the lender + the principal amount as a condition for the loan or for an extension in its maturity

one thing is sure,, money capital and goods cant b treated on same bases. not only Islam but all monotheist religions prohibit or abhor money lending

sirf sood nahi har woh daulat jo bager mehnat k kamai jae haram hai,, like rishwat, jua, etc..



haram hone ki waja tab samajh aati hai jab hum apni zaat se bahir nikal k social point of veiw samne rakhte hein
kissi bhi mulk mei ameer ya gareeb hone mei koi kharabi nahi hai,,, kharabi wahan hoti hai jab dono k darmyan fark bohot zyada ho jae,, aur yeh fark capitalist sys mei zyada se zyada hota ja raha hai,, its said that capitalism ko khatam karne liye sirf interest ko prohobit kar dena kafi hai
do u understand wot does it mean???


yarr im reaallyy bad in eco..... just hate this subject



khair i understand wot u want to say,, like living in a western country credit sys k bager kaam chal hi nahi sakta,, for example its impossible to buy a house or a new car in cash

hmmmm id simply say that........
ghar ya gari khareedna zindagi ki "zaroorat" nahi hai so iss k liye sood jaisi cheez k chakar mei parna shayad theek na ho
i think im being a bit radical.. help SD
Posted 15 Dec 2006

Topic: MUZIK

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
lounge
new age
trance
Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
nikame log kahin nokri nahi karte
woh jahan nokri karte hein,, boss jeib se paise de k kehta hai "bhaaaaii sahaabbb kal se mat aiye ga"
Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
most of americans are british/scotish/irish
its normal to have that much influence




she-devil
acha hai naaa,,, she-devil is infact less devastating than he-devil
Posted 15 Dec 2006

Topic: Queen ji

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yaaaaaarrr..
woh,,,, meee






zyada sweeet log yahan na a'ain
harr taraf choontiyan hi choontiyan ho gai hein
Posted 15 Dec 2006

Topic: * dhak dhak *

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
areyyyyyyyy tum log
itne simple topic ka kya bana diya
ab hum aap ko samjhate hein


dhak dhak
kaun ??
me jiii
abay me kaun ??
me aap ka DIL


Posted 15 Dec 2006

Topic: * dhak dhak *

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
haaaaahhhaahahahahhahahaaa....
hhehhehhehehee,,, hhehheeehehehhehee
hoooooooo oooo oo hoooo hahah heheheee

balke jaisa k apna freddy maharaaj farmaate hein
aaaaaaaaaahhh khe khe khe
Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
watchman kya kar le ga



qq qq qqqq queennnuuuuuuuuuuuuuuu
yeh hota hai darrr rrr rrrr




balichhh
karwateiiinnn badalte rahe,, saari raaaat hummm
aaap ki kasammmm
ehemm AAAAP kaun hai
Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France


yarr SD to theek,, but me ???
meri knowledge to na hone k barabar hai yarr,, wotever i say is only based on my observation or my own opinion
bohot kam aisa hai jo sahi Islam ki taleem pe based ho

so plz me jo bhi post karu kissi se confirm kare bager uss ka yakeen na kiya karo
i ll check ur topics and reply there,, but again me wohi kahu gi jo sahi lage ga par zaroori nahi k sahi ho bhi
may b apni taraf se samajhne mei bohot si important batein me miss kar gai hu
Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
dollyyyyyy o dollyyyyyyyyyy
im not getting ya at alllllll

did u realy get married ????
Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
haan na
hum ko samne aate shalam aati hai naaa
ufffff Alllaahh
Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
u know wot
sometimes u feel as life took everything u loved away from u,,
but its only with time that u understand it was only for ur good,, u cant even imagine how much hapiness is waiting for u..... jsut few more step

dont keep staring into the dark...........
speeeeeeeeeeed into it



aur dabbbaaaa tummmmmmmmmmm
u r one of the vvvv few ppl i know who never let down
Allah miyan tum ko hamesha bohot khush rakhein, aur bhi zyada himat dein
Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
cant stand these aunties
im sure they cant stand me either
Posted 15 Dec 2006

Ashii

Age: 125
7797 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hum to online the hi nahi
bolte kaise
Posted 15 Dec 2006