King of jb said:
or ager may a giya toi
friend_16 said:loog is tarhaan kuch kahayioon aur kissay ko narrate kertay hein .. aur stories sadiyoon say chalti aate hein tu saab aisa lagta hai jaisay kabhee real main hua .. loog begair reasearch kay un main believe kerna shoro ho jatay hein ...
SALL said:
ZEESHANAHMED said:haan zaroor hoon khudgharz thora ya ziada magar faraiz poora karnay ka yeh matlab tu nahi na ab aap ki gharz poori karna Uska farz ho gya hai?
nahi,,, yeh nahi kaha me ne
par phir humein iss baat ka yakeen kyun dilaya jata hai k niyyat saaf rakho,, amaal theek rakho,, har khahish poori hogi ??
read bazu's mail
he might b wrong,,, par hum jab tak kissi aisi situation se khud nahi guzarte doosron ko tasalli dena bohot asaan hota hai..
mera khyal mei dunya ki khahish rakhna galt nahi hai,, par isse hamari priority nahi hona chaiye.... dunyavi khahish hamesha materialist nahi hoti, some ppl need a spiritual satisfaction in this world,,, we sometimes need answer to few questions
agar khahish karna galt hai to phir dua ki kya hesiyat hai ??
SALL said:fara'iz poore karne k baad
thora sa khudgarz hona gunah to nahi
SALL said:dunya ki talab
that s the funniest thing anyone ever said to me
isss pooori dunya mei humein sirf aik cheez ki talab hai
woh bhi na mile to yahan aane ka koi maksad nahi reh jata
SALL said:rone liye aur bhi bohot se reasons hein
hum ne socha hans k dekh lein
kya pata koi fark par jae
SALL said:i wd prefer 1st or 3rd condition..
hmmm,, first one
SALL said:dua kissi aur surat mei kubool ho ??
wot does it mean ??
SALL said:we must b thankful to mushi uncle
he s the only one who said it
warna hum karte to yehi hein par mante nahi
"poora islam hota hai women ki life mei"
iss ka matlab phir samajh nahi aaya
friend_16 said:she said kay billi main jin aa jatay hein .. tu i said kay aisa kuch nahi hota .. .. ye saab superstitions hein..