Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
BADIL BAN KAR CHAA JANA
Jeb panchi saray urd jain her simt andhairay chaa jain jeb guzri batain yaad aain aur beetay lamhay terdpain met tenha tenha ghebrana tum pass hamaray aa jana Jeb koi din main shaam keray yaa leb ki hansi bednaam keray jeb wahshet dil k naam keray yaa aankh main neend haraam keray met tenha tenha ghebrana tum pass hamaray aa jana Dil dhelti shaam say ghebray yaa batain mayri dohrai mazi say men bhi ghebrai aur kuch b bhool nahi pai met tenha tenha ghebrana tum pass hamaray aa jana Jeb badil boond na bersai aur boond b men ko tersai jeb koi khula na der pai aur dil main khwahish mer jai met tenha tenha ghebrana tum pass hamaray aa jana Dil pareet hamaray dohrai yaa reet porani yaad aai jeb milnay ko bhi men chahy aur piyaar bhera na dil pai met tenha tenha ghebrana tum pass hamaray aa jana or badil ban kar chaa jana kuch bondhen payaar ki barsana
Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Jab sawan main tanha bheego gay jab aangan khalii paogay jab sahil se takrati lehron main apni tanhai main kho jaogay jab raat k tanha daaman main tum chand ko aadha paogay jab khud se baatain kartay kartay tum door kahin kho jaogay jab dil ki baat chupanay ko hum se nazar tum churao gay main tumse mohabbat karta hoon har baar ye sunna chaho gay uss din tum jaan lena k tum, tum nahi humara pyar ban jao gay......
Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Bohat dino ki baat thi shabab per bahar thi fiza bhi khushgawar thi na jaane kioun machal para main apne ghar se chal para kisi ne mujh ko rok ker bari aada se tok ker kaha ke laut ayyee meri qasam na jayyee meri qasam na jayyee magar mujhe khabar na thi mahaul per nazar na thi na janey kioun machal para main apney ghar se chal para phir shehar se main aa gaya khayal tha ke paa gaya usey jo mujh se durr thi magar meri zaroor thi phir ik haseen shaam ko main chal para salam ko gali ka rang dekh ker naye tarang dekh ker mujhe bari khushi hui mujhe bari khushi hui main kuch isi khushi main tha kisi ne bahir jhank ker kaha paraye ghar se jayyee meri qasam na ayyee meri qasam na ayyee wohi haseen shaam hai bahar jis ka naam hai chala hoon ghar ko chor ker na janey jaoon ga kidhar koi nahin jo rok ker koi nahin jo tok ker kahay ke laut ayyee meri qasam na jayyee meri qasam na jayyee
Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
You are a part of my life in so many ways And you I will love for the rest of my days Time can’t change the way I feel For I love you now And I always will. It seems like forever since we’ve been apart I wish we could go back and make a fresh start Then if you left I’d miss you I know But tell you I love you and then let you go But the past is over I cant change it now I want to be with you but I just don’t know how So I’ll think of you always and the way it use to be Because you are so very special to me.....
Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
A special world for you and me A special bond one cannot see It wraps us up in its cocoon And holds us fiercely in its womb.
Its fingers spread like fine spun gold Gently nestling us to the fold Like silken thread it holds us fast Bonds like this are meant to last.
And though at times a thread may break A new one forms in its wake To bind us closer and keep us strong In a special world, where we belong. ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hum musafir hain ajnabi rahon ke na manzil milti hai na wapsi ka nishan zindagi ki uljhano main uljhe her pal dukh sehte hain hum jo ASEER_E_MUHABBAT hain hum jo AHL_E_QALAM hain HISAR_E_ZAAT ke dkhon ko kese bayan karain yeh harf sare marham nahi hain in ghamon ke ab to KHWAHISH_E_DIL hai aisa koi hurf ho jo dil ke sare DERD samait ley