Fairl_Girl
Age: 125
7614 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
two womens in a train 2 womens train main bethi howihoty hain kai aik dam say light chaly jaty hai to 1 women train ko roknay kai liyein chain khaichtii hai to issay aik thapar parta hai wo dobarah or zore say khaichtii hai to or zore say thapar parta hai phir wo chup chap apni jagah pay ja kai baith jaty hai thori dair kay baad jab light aaty hai to wo women kahty hai kon mujhay thapar mar raha tha to 2 women kahty hai kai acha to thi jo bar bar mery cuhtia kahchi ja rahi thi
rash main galt fahmi ek gadah per kafi rash hota hai ek admi dosre admi se poochta hai ke yeh kiya ho raha hai to doosra admi kehta hai ke acsedentho gaya hai per koi zakhmi main haath nahin daal raha hai to woh chekhta hua jata hai k hatoo to log kehtey hain ke marney wala tumhara kon hai woh kehta hai ke mera baap hai marney wala jab woh aagey jata hai to gadah mara hua hota hai
ek bacha or daddy ek bacha hota hai woh apnay daddy se bolta hai ke daddy pani kaha se aata hai to daddy boltay hai kay pani nalkay main se aata hai tobacha or daddy donu kashti main bethay hotay hay to bacha daddy ko dhaka deta hai to daddy pani main girtay hai to daaddy boltay hay beta mujhe bachao to bacha bolta hai ke daddy aap nalkay main se niklo gay .........