Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
UMRA KA YE UTAAR BAAKI HAI ZINDAGI BESHUMAAR BAAKI HAI AAYEE PATT.JHAD KATI CHALE GAYE ABHI BHI KUCH BAHAR BAAKI HAI TUMSE MIL K BHI MAIN HON KHUSH NAHIN KISI KA INTZAAR BAAKI HAI AAJ PHIR AANKH SE GIRE AANSOO DIL MAIN KOI DARAAR BAAKI HA
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Zindagi naam ko hamari hai Aakhri sans bhi tumhari hai Tari chaht kahaan pay lay aye Tujh sa mil kar bhi baykarari hai Mujh sa poocho chamak sitaron ki Main na ro ro k shab guzari hai Aap ka haath main lakirain hain Werna taqdeer to hamari hai Dil mera torta ho lo toro Cheez mari nahi tumhari hai...!!
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Forever Thankful
Forever thankful within our hearts, we shall never see another frightful morn, it's time for a happy celebration, for a child has now been born..
Embracing life, we hold our infant son toward the heavens, and thank the Lord above, for giving us a healthy son to cherish..
It's been to many years we have waited to have a little one, now with prayer and love within, the Lord has answered our prayers, with a little son of love, our gift from God..
Forever thankful, we search the heavens for our angel bright, to take care of our little one, when stardust clouds his eyes with sleep, may she hold him close under her wings of white..
Our love we share has grown deeper, with every breath we take, the Lord has been good again, and gave us another son..
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
kioun khinchey khinchey rehtey ho zarror koi bat hai hoi hai mujh se koi ghalti ki hai main ne koi gustakhi mujh ko b tu kuch batauo mujh ko kuch yaad nahin main ne ki aysi koi baat jo tum ko achi na lagi ho main terey dil ka hal tu nahin janta mumkan hai meri koi aadat buri lagi ho ager koi aysi baat hai tu main koshish keroun ga khud ko badalney ki har jeet mera muqadar pher bi tum ager samjho qabil nahin main tuhari raffaqat k tu pheer haq hai tum ko saza deyney ka jo saza b deyna chaho hata k saza-e-hijar main samjhoun ga main qabal hi nahin tuhari raffaqat k tuhari raffaqat k
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kya pyar mein aissa hota hai
Kya pyar mein aissa hota hai Kay jissay dil chahay uss pay mar janay ko dil chahta hai Kay uss kay ansoo pi janay ko dil chahta hai Kay uss kay har gham ko mitta daynay ko dil chahta hai,
Kay ussko har paal muskurata hua dekhnay ko dil chahta hai Kay uss par zindagani lutta daynay ko dil chahta hai Kay uss ka hath pakar kar ura lay janay ko dil chahta hai Kay usski ankhon mein kho janay ko dil chahta hai
Kay usski pyari pyari baton ko har paal sun nay ko dil chahta hai Kay ussko har khushi daynay ko dil chahta hai Kay ussko har chot se mehfooz rakhne ko dil chahta hai Kay usskay rastay mein giray huay har kantay ko utha dayna ko dil chahta hai
Kay ussko dil mein chupa laynay ko dil chahta hai Kay ussko har paal sapnon mein rakhnay ko dil chahta hai Kya pyar mein aissa hota hai Kay usski parchayee ko hee dekh kar dil khush hojata hai,
Kay usski ek nazar se hee dil ko sukoon ajata hai Kay usska chehra charon tarf chajata hai Kay usski baat baat par pyar ajata hai Kay usskee bahon mein dil mar jana chahta hai
Kay usski hathon ki rekhaon ko dil badal day naa chahta hai Kay usskay naseeb mein likhi hua har gham dil apne naam karna dayna chahta hai Kay usski har khuaesh ko dil pura kar dayna chahta hai Kay saray jahan ki khushian dil usske kadmon mein bicha dayna chahta hai,
Kya pyar mein aissa hota hai Kay usske sath jina to kya Usske sath mar janay ko dil chahta hai Kya pyar mein aissa hota hai
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
DOST ban ban kay Millay mujhe ko Mitanay walay , Main nay Dekhay hain kaye Rang Badalnay walay , Tum nay Chup reh kay Sitam aur bhi Dhaya Mujhe per, Tum say Achay hain Meray Haal Pay Hasnay walay.
uss ko chaha bhi too izhar na karna ayaa cut gayee umer per piyar na karna ayaa uss nay mangi bhi too judayee mangi aur haam thay k hamay iqrar karna bhi na ayaa
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Touching Memory
Swim into the light of dreams, catch your tomorrows with each breath of the present, flying high, free, with little regrets..
Floweres that were bright once in life, shall never lose there beauty, they remain a memory of past treasures buied deeply...
Capture each thought, silently touching the crispness of a mind that has been satisfied, not with wealth, and material, with understanding and compassion..
Don't let your feet sink in the sands to long, heat shall burn away the spirit, leaving an open wound unable to heal, without a little love from within...
Beware of each gem that sparkles to brightly, the heart sometimes plays a special role that should never been played..
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Jab be tazkarah hota ho ga puraney chahtoon ka Meyrey dastaan be us key hoontoon pey aatey ho gey
Chaand nikal aaya hey to es soch mein hoon Guzrey gey keysey raat es ajnabi shehar mein
Zehar ulfat meyrey dil mein utara us ney Mujh ko samjha he nahein jaan sey pyara us ney Aaj reh reh kar pukara hey meyrey maazey ney Bikhrey zolfoon ko sanwara hey es ney Umar shabnam key hey kitney koi mujh ko bataey Waqat itna be nahein sath guzara us ney,,,,,,,,,,,,,,,,
Jaan to kis leyey apney ganwata hey NIAZ Khoubsoorat hey who leykin teyra kya lagta hey
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Pehla Pyaar Ye mujhe ajkal kya ho raha hai Sapne mein koi aa raha hai Aankhein jo bandh karun apna Usika chehra samne aa raha hai
Is khayal ko kya kahu Is mushkil ka kya karu Tumhi bataon ae dostv Kya ise hi pyaar kahu?
Usike ke khayalon mein khoyi hoon main Usike yaadon mein gum hoon main Gazab ki baat to ye hai doston Aajkal shayari likh rahi hoon main
Dur Naa Jao! Dur jana kya jaroori he jab hum khadde hain intejar mein ake toh ek baar dekh lo kitne sapne rakkhe hain tumhare liye inn sapno ka mey kya karoon agar tum nahin rahe toh bikhar jayenge woh waqkt se pehle na tum honge, na sapne honge hum to yuhin reh jayenge intezar mein!
Age: 124
6856 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
A Golden Moment
In the coolness of the summer dawn, a golden moment stands near by..A silent moment kind and true..A dream, A thought, a touch, a feeling of tenderness, among the wild flowers..The fragrance of cherry blossoms cleans the air with memories of love and youth...