Age: 124
6855 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Phool or Kantey Ek Din Kantay Ney Phool Sey Poocha Key "Aey Phool!" Mujhey Tumhari Mohabbat Sey Kya Haasil Howa? Mujhey Dekhtay Hi Har Koi Apney Tevar Badal Leta Hai Shayad Is Liye Key Main Unhain Zakhmi Kar Deta Hoon or Duniya Tum Par Marti Hai, Tumhari Khushboo Lenay Ko Tarasti Hai, Lakin Mujhe Tumhari Mohabbat Sey Kya Mila? Phool Yeh Sada Sun Kar Muskuraya or Kehnay Laga Tumhain To Khush Hona Chahiye Jis Par Duniya Marti Hai ! Woh Tumharey Bagair Aik Pal Bhi Nahi Reh Sakta. Jab Mujhey Koi Tum Sey Juda Karta Hai, To Main Mar Jata Hoon! Q Key Main Sirf Tum Sey Mohabbat Karta Hoon!!!
Age: 124
6855 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kaha Na Piyaar Hien
kaha naa piyar hay tum say tu phir kiyo zid tumhari hay kay jab bi tum milo muj say yahi iqrar ho lab par mujay tum say mohabbat hay tumhay maloom hay jaana!! mohabbat to mohabbat hay yea tu Aankhoo may dhikti hay haseen say Khwab ki soorat yea tu aik phool sa jazba hay kay jis may rang bi aur khushboowo ka sath hota hay bohat inmool jazba hay yea izhaar ki shidat ka talib bi nahi hota bohat chup chaap jazba hay dabay pawoo hi chala aata hay magar jo naksh iss kay hay bohat hi gahray hotay hay inhay kahna nahi parta lab tu khamosh hotay hay magar izhaar hay hota kabi Aankho ki shookhi say kabi batoo ki khoshboo say yea jazba chuup nahi pata yea sab batain hay mairi jaana, tumhay maloom hi tu hay tumhari hi kahi tu hay tu phir kiyo zid tumhari hay kay jab bi mea miloo tum say yahi izhaar ho lab par mujay tum say mohabbat hay magar tum janti ho na tumhari baat ko jaana nahi main taal sakta hoon chaloo ikrar karta hoon mujay tum say mohabbat hay
Age: 124
6855 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ek gulab Tha Bara Udaas Tha
Rang bhi us ka tha kuch ora ora sa Shabnam ke ansoo rawan they us k Dil tha us ka kuch bujha bujha sa Bahar ka tha mosam phir bhi na khila tha Dali se tha who apni kuch jhuka jhuka sa
Main ne jho dekha usse Pass jha ke pocha usse Kyu hai Udaas to? Kyon kerta ha dil barbad to? Kis ko kerta ha yaad to? Yeh sun ker who rone laga
Shabnam ke ansoo se moon dhone laga Aur rote rote bas yeh kehne laga Mera yaar mugh ko chor gaya hai Mera pyaar mujh se muh mor gaya hai Ab main kis ke liye khil jaoon Ab main kis ke liye khushboo mahkaoon
Mujhe koun apne dil se lagaye ga Mujh ko koun apni sansoon may basaye ga Mera chaman ojar gaya hai Mera yaar mujh se bichar gaya hai Bas ab to her lamhe us ki yaad hai Bas baqarari hai, tarap hai faryad hai
Mujh ko koye mere yaar se mila de Mujh ko koye mera pyar lauta de Woh ayey ga tho khil jaoon gi main Apni zindagi se mil jaoon gi main
Age: 124
6855 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Khushbo ki therhaan ¤*.¸¸.·´¨`"*"´¨`·.¸¸.*¤¤*.¸¸.·´¨`"*"´¨`·.¸¸.*¤ ¤*.¸¸.·´¨`"*"´¨`·.¸¸.*¤
Khushbo ki therhaan Dil main basaa ker use dekhoon Hatoon Ki Lakeroon main Saaja Ker Uusee Dekhoon Dil us ko chahee pher Bhi Zaara Deer Ki Lyiee Khud Us Se Leroon Our Pher Manna Ker Use DeKhoon Sheshe saa DiL Hai Us KA Kabhi Jo DukH Jayee PalKoon Se DuKh CHun Loon Our Pher Use DeKhon Us Ki KhusHe Ki Khater Main Zaher Hans Ki Peloon Jub Jaan Nikal Ki Gye Tub Pher Main Use Dekhoon Us Ki Lout Ane Kie InteZar Ki Khater GHAAZAL Sare Ummer Main Beta doon OUr Phe rUse Dekhoon
Age: 124
6855 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Jab tumhein yeh yaqeen ho jaye ke main tumhein kitna chahta hoon Tumse kitni mohabbat karta hoon To usi din tum laut aana Tum mujhe apna muntazir paao gi
Jab tumhain aisa lage ke koi tumhare sang nahi hai koi tumhara hamdam nahi hai To usi din tum laut aana Tum mujhe apna muntazir paao gi
Jab tumhain zindagi dushwar lage Jab koi umeed na koi aas ho koi bhe na tumhare pass ho To usi din tum laut aana Tum mujhe apna muntazir paao gi
Agar kabhi yadein bohat dukh de Tanhai ka ehsas bohat satae To usi din tum lautt aana Tum mujhe apna muntazir paao gi
Jab you lage tumhain ke Tum ab aik qadam bhe nahi chal sakti Mazeed is aag main nahi jal sakti To usi din tum laut aana Tum mujhe apna muntazir paao gi
Jab har saans boojh lagne lage Tum andar hi andar tootne lago To ausi din tum lautt aana Tum mujhe apna muntazir paao gi
Na mile panah kisi key banhoon main Aur shiddat se kisi ke zaroorat ho To usi din tum laut aana Tum mujhe apna muntazir paao gi
Jab yeh ehsas tumhain tadpane lage Ke tum ne kabhi tukraya tha kisi ko Yah phir koi tumhain tukra de To usi din tum laut aana Tum mujhe apna muntazir paao gi
Aankhoon main ajay agar ashk tumhari Aur koi shaks pouchne wala na ho koi ghum bant ne wala na ho To usi din tum lautt aana Tum mujhe apna muntazir paao gi
Koi tord de agar dil tumhara Ho agar na koi muqabil tumhara Tanhai ka ehsas bohat sataee To usi din tum laut aana Tum mujhe apna muntazir paao gi
Yeh to dukh deti hain sada Tumhain bhe yadein sataye jab Mehfil main bhe khud ko tanha paoo To us din tum laut aana Tum mujhe apna muntazir paao gi
Yeh mera wada raha tumse Jo kuch bhe main ne kaha tumse Yeh sab na bhool paoo gi Tum muje sada,sada apna muntazir paoo gi,
Age: 124
6855 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ajeeb shakhs tha kuch ajeeb se us ki kahani thi Yeh dor ab muhabbaton ka naheen raha Milan ke bagir muhabaton ka kiya tasawar hai Deed key baghair chahaton ka kiya rang hai Meri mohabbat bhi sirf char din ki kahani thi
Koi gari ik hi station peh humesha nahin rukti Waqt ke sath khayalat badalte jate hain Mohabbat baqi rehti hai mehboob badalte jate hain Meine chaha ke khayalat us ke badal dalo aur Muhabat ki haqeeqat tasweer dikha do us ko
Woh mohabbat ka pujari tha maine Us ko tanhai ki saza de dali
Mujhe yakeen hai woh sota to hoga magar Neend us ki ankhoon mein na utarti hogi Mehfil main woh muskurata to hoga magar Us tabassum mein aik tees see uthti hoge Aankh main aansoo to nazar na ate hoge
Palko tale ik barish zarror hoti hogi Meri yaad to us ki khon ki gardish ke saath thi Dil dharakta to hoga magar ik aah bhi nikalti hogi Kyun sochta ho yeh sab kuch main Jo talluq tha woh to main ne toor diya
Woh zinda rahe na rahe mujhe is se kiya Us ki saans ruke ya chale mujhe kiya lena Mere liye to faqt yehi kaafi hai
Age: 124
6855 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
!YAAD KA LUMHA............
WO EK YAADGAR LUMHA JO HER LUMH ZEHEN MEIN JAGE WO EK ZIKER K LEHEJA BHI HUM BADUL NA SUKE WO EK NAAM K JIS KO NA HUM BHOULE KABHII WO EK RAHA KE JIS SE kabhi NIKUL NA SUKE WK EK ZUKHUM KE HER LUMA TAZA TAZA RAHAA WO EK DERD KE JIS SE KABHISUMBHEL NA SUKE WO EK SHUKSE K HER RAHA MEIN JISE DHOUNDAA JO SATH SATH KABHI DO QADUM BHI CHUL NA SUKE!!