Topic: KASH

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Kash queen itni paito na hoti aur meri Pein lalchi na hoti
Posted 21 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
138
Posted 21 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Allah ka shukar hay baray Ehsan hain MALIK K

Bus thora sa job ki waja se busy thi. aap sunaiyay aap kaisi hain bhai ko mishh kiya k nahee agar mishh nahee kiya to mama se shikait karo ga k meei behan ne mujay mishhhh nahee kiya
Posted 21 May 2006

Topic: Shayari

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
its ur greatness
u r always welcome dear
Posted 21 May 2006

Topic: Shayari

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Talash e dard ki aadat hay aadat kaisya badlay gi
Mujhay bus tairi chahat hay chahat kaisay badlay gi
Us K Sath chal rahay hain yahi soch kar hum
Muhabbat to abadat hay abadat kaisay badlay gi

Very nice sharing Veer Zara
Posted 20 May 2006

Topic: KASH

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Kash Kash Kash Kash na kehtay sabhi
Posted 20 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
134
Posted 20 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
be shak aisa he hay aksar apnay jazbo mein sachai rakhnay walay log aisa he kartay hwin woh khud apnay pyar k jazbaat k pabnand hotay hain aur kisi bhi sorat us buland mayaar se nahee girna chahtay jis manzil tak Pyar le jata hay Nice Comments Samreen
Posted 20 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks u all 4 liking it Waqi bari sardi thi
Posted 20 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
to phir jaldi se veer ko9 le kar aain mein ne us se mozakirat karnay hain
Posted 20 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
To aap ko kis ne kaha tha yahan aa kar baithein yeh sirf hot afraad k liyay tha
Posted 14 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks Dear
Posted 14 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

omg Bhai


Jee han bhai ki jaaaaaaaaaaaan
Posted 14 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks Veer Bhi Zara Bhi
Posted 14 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
130
Posted 12 May 2006

Topic: KASH

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Kash hamari behan hamein pehlay bata daiti
Posted 12 May 2006

Topic: Shaking hands

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mein parh kar sirf khush ho sakta hon magar yeh hay to NB k liyay na kiyton k usi k mutalaq sab kuchh likha huwa hay
Posted 12 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks Queen
Posted 12 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kiyonnnnnnnnnnnnnn?????????????????
Posted 12 May 2006

Topic: Shaking hands

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Yeh aap ne NB k liyay send ki hay na
Posted 12 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Summa Ameen
Posted 12 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
samreen malik said:

thanx virdan. but zarrori nahi jab insan apnay under koi change lai to hamesha apni khushi say ya marzi say lata hai har insan jaisa hai waisa he rehna chata hai haan woh apnay pyar k lia khushi kkhushi apnay ap ko badlnay k lia tyar hota hai likin har insan ko apna pyar nahi milta woh sirf compromise kerta hai aur buhut say aisay log hotay hai jo na chatay hoi bhi apnay ap ko badltay hai aur woh khush nahi hotay apnay ap say aur na he us me unka koi faida hota hai.duniya me buhut say aisay log hai jo dosro ki khushi k lia apnay ap ko badlatay hai na khe apni khushi k lia. n i have seen dese kind of ppls woh khud say khush nahi hotay sirf dosro ki khushi me apni khushi dhondhnay ki koshish kertay hai.is lia yeh kehna k insan apnay ap ko is lia badlta hai khe khein na khein us ka bhi faida hota hai yeh ghalat hai



Samreen aap mairi baat shaid samajh nahee paai yahi to mein ne kaha hay keh apnay pyar k liyay bhi insan jo karta hay woh darhaqeeqat apnay liyay he karta hay kiyon keh us ki sab se zayda khushi apnay pyar ki khushi mein he hoti hay
Posted 12 May 2006

Topic: THE INTERVIEW

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yup
Posted 10 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Islah k liyay behas karnay mein agar koi ghalt bhi ho to usay bhi sawab milta hay aur jo sahee ho usat double to is mein kisi ko preshan nahee hona chahyay bal keh apni hadd tak ka ilm share karna chahyay han magar niyat ka ikhlaas lazmi hay

Allah Tala hum sab ki niyato mein ikhlaas paida kar dein ameen
Posted 10 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yeh hamaray andar ka darr hay jo hamein is se mana karta hay warna yahi atall haqeeqat hay keh yahee se aaiy hain aur yahi jana hay
Posted 10 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Pyar to sada se he sacha hota tha aur hay yeh to hum log isay sacha jhoota kar daitay hain. Nice Comments Samreen Malik.

Laikan ik baat kaho yaad rakhiyay ga insan jo kuchh karta hay apnay liyay karta hay maira matlab yeh nahee hay keh kisi ki khushi k liyay kuchh nahee karta bal keh maira matlab hay keh woh kisi k liyay bhi jo karta hay infact us mein usi ka faida hota yani woh apnay liyay he karta aur aisay lamhay yeh nahee kehna chahyay keh mein ne yeh apnay pyar k liyay kiya hay ya kisi k liyay kiya hay bal keh samajhna aur jan.na chahyay keh yeh to khud us ne apnay liyay kiya hay apnay pyar4 k liyay kiya hay mean apni khushi k liyay he kiya hay na kiyon k us ki khushi us k pyar ki khushi hay to apni zaat ki pehchaan k liyay zaroori hay keh hum apni zaat k khol se bahir aa kar khud ki pemaish karein aur dosro ko is ka moqa dein.

Allah Tala hum sab ko khud ko jan.nay ki tofeeq dein ameen
Posted 10 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i can understand bro but ab is ko yahi chhor dejiyay
Posted 08 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 08 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Next Time Insha Allah share karo ga
Posted 07 May 2006

Virdan

Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lagta nahee hay yeh pakki baat hay
Posted 07 May 2006