Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

madgirl said:

nooooooooooooo wayyyyyyyyyyy bilo meri hai,billo ki billi billi aankho ka serf ek mai devana hoo



oay tumhein tu mein batata hoon
asan te jana billo k ghar
dobara jana hain Billo k ghar


tum yeh nahee yeh gaya karo

Assan tay jana way billo de ghar
Chhitar khanay nein billo de ghar
suna hay odhay para bara martay hain
apni chamri lawani hay Billo de ghar
Posted 31 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

SohniKuddi said:

rapunzel said:

Virdan said:

rapunzel said:

waise tu i m female but abhi male hoon
billo kahan gaye thi mein tumhare bina bohat udas tha(abrar)



ik to mein is Abrar se bari tang ho jab daikho mon utha kar billo billo pukarta rehta hay tumhain sharam nahee aati jawab jahan larki ko tang kartay huway kuchh sharam karo abhi to tumhari shadi bhi ho gai ganday bachay


oay billo aaj se mein tumhe chorrta hoon chall hattttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt


challl accha kiya...

abb mein hi mein






oay tum meri billo pe nazar rakhte ho abhi tumhari latan panta hoon

mujhay to tumaharay samjh nahee aati pehlay itni mushkil se mein ne Abrar se jaan chhurai hay ab tum aa gaaiy ho Khuda ka khauf khao kuchh aur mairi jaan chhoro warna kisi hospitol ki khidmaat hasil kar lo mairay bhai hain na
Mairay bhai
Zinda Badd
Posted 31 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
javad said:

ayee ki topic hai


tawano kiyon dassayay assan dassan da thaika nai le rakhyay
wasiay hum Billo hain yeh batana apna farz samjhtay hain aur bari laraka bhi hain yeh bhi batana zaroori hay ab aagay kaya hay kaya nahee aap janayay na janyay hamein is se kaya
Posted 31 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

Virdan said:

rapunzel said:

waise tu i m female but abhi male hoon
billo kahan gaye thi mein tumhare bina bohat udas tha(abrar)



ik to mein is Abrar se bari tang ho jab daikho mon utha kar billo billo pukarta rehta hay tumhain sharam nahee aati jawab jahan larki ko tang kartay huway kuchh sharam karo abhi to tumhari shadi bhi ho gai ganday bachay


oay billo aaj se mein tumhe chorrta hoon chall hattttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt

wah wah aisay keh rahay ho baray miyaan jaisya mein to tumharay peechay bhaag rahi hon tarlay kar rahi hon mein to khud tum se jaan chhurana chah rahi thi shukar hay khud he chalay gaaiy ho warna mujhay darr tha keh tumhain bhi apnay bhaiyo k through hospitol ka chakkar lagwana paray ga
Posted 31 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Teen Tracker said:

kise I am holding breath



bhai sans le lo kahee damm nikal na jaaiyyyyyyyyyyyyyyy

tawadi pein Billo
Posted 27 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SohniKuddi said:

And the Oscar for the best performance (portraying the opposite sex) goes to......


(drum roll please)

SohniKuddi




jee nahee u r wrong yeh awaard Billo k ilawa koi nahee jeet sakta
Posted 27 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SohniKuddi said:

Females ko male ban'na he?

lolz nothing to it, easy

so presenting to you...SohniKuddi as.....

Ranjha ahem..here goes.

************************************************************ ****************************
Ranjha: (To Billo)

Ayyy Billo, u remind me of a parking ticket....u got FINE written all over ya..

Billo ni, hum ne yah gaana sunnah aur aap ki yaad ayi:

HAYE TRARPAVE, SADDI JAAN KAD JAAVE, TERA LAAL GHAGRA
HAYE THARPAVE, SADDI JAAN KAD JAAVE, TERA LAAL GHAGRA
RAATAN DI NEEND URAAVE, BILLO NI TERA LAAL GHAGRA
BILLO NI TERA LAAL GHAGRA, BILLO NI TERA LAAL GHAGRA

Abb tu bann jah meri
************************************************************ ****************************



hahahahahahahahahahahaha, kaisa lagga??? typical munda, i'm sure all the gals would agree, (although ranjha aint all that good at line maaring) the song tops it off



o ranjhna sahib apna khyal rakhyay ga aap ko pata nahee hay abhi maira hath bara bhari hay mein larki hon zara vakhti type ki

oper s mairay 11 bhai hain samjhay aainda zara soch samajh kar baat karna ok
Posted 27 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

waise tu i m female but abhi male hoon
billo kahan gaye thi mein tumhare bina bohat udas tha(abrar)



ik to mein is Abrar se bari tang ho jab daikho mon utha kar billo billo pukarta rehta hay tumhain sharam nahee aati jawab jahan larki ko tang kartay huway kuchh sharam karo abhi to tumhari shadi bhi ho gai ganday bachay
Posted 27 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:

vAADA YAAD HAY ....tRY BHI KI thi magar mizaaj nahin mila



chalein bhai aap yeh bata dein mil sakta hay keh nahee vada pora ho sakta hay keh nahee aap ki jo bhi baat ho gi hum isrsr nahee karein gay
Posted 27 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
QUEEN VICTORIA said:

vv nice ghazal virdan


Thanks a lot Queen 4 liking it
Posted 27 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
so yahan per mein hon aap k dillo ki dharkan Billo maira yahan per nick hay Billo ok because i m male so i m using female nick aur yaad rahay mein bari laraka bachi hon so bach k rehyay ga mujh se

                Aap Ki Billo (Pehlay Abrar Ki Thi)
Posted 25 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks Brother
magar aap bohat ganday bachay ho gaaiy hain apnay vaaday bhi aap ko ab yaad nahee rehtay hum aap se naraz hain
Posted 25 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 22 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jee mein ne bhi apnay saray collection ki he baat ki hay
Posted 11 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks Fairy Girl
its ur greatness otherwise iknow that there are great mistakes in it
Posted 10 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks a lot Hawa ki baiti 4 liking mine ghazals
Posted 08 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks
Posted 04 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks a lot Naima
Posted 02 Dec 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:



ROOSHANAASI...I think its wrong Word here..ROO means CHEHRA...aur ZAAT ka chehra nahin kaha ja sakta ...Try to change this misrah... [/QUOTE=new_beau]

asal mein jab yeh pehla shere likha tha to tasawr mein koi shakhs tha aur jab dosra shere likha to tassawar mein Allah Tala ki zaat thi isi liyay kaha

Tairi zaat buzarg o bar tar
Mujhay bhi mardam shanasi milay

yani keh woh buzarg o bar tar zaat hay kuchh bhi de sakti hay so us se mardam shnaasni mangi keh woh to sab anayat kar saktay hain


Niklay ko niklein karnay ki koshash karo ga Insha Allah

aur yeh Aasi Alif se hay jo keh word Aas se liyay gaya hay gunahgaar wala nahee hay


aur aakhir mein bhai yahi kaho ga keh aap ne mairi is haqeer se kawish ko behtar banay k liyay jo kuchh kaha hay aur jo madadf di hay mein is k liyay shukriya walay alfaz kehtay huway bhi sharm mehsoos kar raha hon

aap apnay aisay he alfazo se nawaztay rehyay ga i know keh mairi poetry mein ghaltiyan he ghaltiyan hain so plz batatay rehyay ga aur is mien bhi abhi taseeh keejiyay ga

Posted 28 Nov 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 24 Nov 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks
Posted 24 Nov 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks a lot bro
Posted 13 Nov 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Allah Tala aap ko sehat e kamla ataa farmaain aur apni rehmat k saya mien rakhein Ameen apna khyal rakhyay ga Allah Hafiz
Posted 13 Nov 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 10 Nov 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:

fight kon ker raha hay

Chhaddo jee Mitti pao...

Virdan saab...Its your Topic...Pls post more Poetry


i will Insha Allah u will see it soon
Posted 08 Nov 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:

Heer_Sial,,,and From Lahore Yeh baat Kujj Hajam nahin hui


bhai aap ko waisay bhi koi baat hajam nahee hoti aap ne EId per khana bhi zayda kha liya ho ga paito to hain he aap khair ab aap hajam karnay k liyya hajmola khaiyay
Posted 07 Nov 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks a lot aap k jazbaat o ehsasaat daikh kar i can feel a very nice person who is just replying me aur yeh mien apni khush naseebi samjhta hon keh aap ko mairi yeh adnaa se kawashaein pasand aai thanks a lot 4 this aur umeed karta hon kehg aap apni pasand se agah karti rahein gi aap k comments ka intizaar raha karay ga Thank
Posted 07 Nov 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
QUEEN VICTORIA said:

achhi hai


thanks a lot Queen
Posted 04 Nov 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
han jee sachi paa jee
Posted 04 Nov 2005

Virdan

Age: 124
7051 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yeh changaiz lai changairi halaki sabaqi afaaqi khooni janooni majooni ka bhai lagta hay
Posted 01 Nov 2005