Age: 124
6726 days old here
Total Posts: 382
Points: 0
Location:
China, China
Hello QV ji,
Hope u enjoyed the Eid with great mood.
Mei aapki post ki hui sarri poetry kholta to hun lekin afsos ki mujhe urdu parrni nahin aati. Jab retire ho jaoonga to sabse pehla kaam urdu seekhne ka hi karronga.
Age: 124
6726 days old here
Total Posts: 382
Points: 0
Location:
China, China
mmja said:
is dafa oscor kay liay rangday basante bheje ja rahe hai iskay ilawah yeh acedme awards kay liay bhe bhege ja rahe hai apkay khyial main iska koi chance hai
Age: 124
6726 days old here
Total Posts: 382
Points: 0
Location:
China, China
javad said:
for muslims any singing activty is haram.. not only this.
Ya U R right. Lekin fir bhi hum log gaane pasand karte hei aur gungunate bhi hei.
Itne gaanon, Shair-shairiyon mei apne lover ke baare mei na jaane kya kya kaha jata hei. Us par kisi ko koi aitraz nahi hei lekin agar motherland ki shaan mei kuch kaha gaya to religen yaad aa gaya. Vaise India ka National aenthom ye poori poem nahin hei jo NB ne likhi hei. Iska kuch part hei. Poori ki poori aesi nahi hei.
Pakistan ke national Day ke mauke par aese gaane ammoman sunne ko mil jate hei jinme pakistan ko apne jaan, Iman aur bhi na jaane kya kya kaha jaata hei. Us par aap logon ko objection kyon nahi hota?
Apni Apni country sabko pyari hoti hei. Duniya ke sabhi mulk ke logon ke apni country ke baare mei aese emotions hote hei. Lekin iska matlab ye nahi hei ki aap usme apni taang unchi karke baith jaae. Agar kisi ko hinustan ka ye aenthom pasand nahi hei aur agar vo uski izzat hindustan mei rahkar nahi kar sakta to mere khayal se use hindustan chorr dena chahiye. Isme Indians ko koi objection nahin hei.
Age: 124
6726 days old here
Total Posts: 382
Points: 0
Location:
China, China
mmja sir, sabse pahile to mei ye kahna chahoonga ki in sab baton ke liye hamari akla bahut choti hei. ye to kuch aesa hua ki 4th std mei parne vaale bache aeronautical eng. ke farmule disscuss kar rahen hei.
Islam hi nahi, duniya ka koi bhi religen bura nahin hei. Bas insaan hi matlab nikalne mei galti kar baithta hei. Kyon ki uski akla un baton ke liye bahut choti hei. Agar hamein is topic par disscuss karna hei to sabse pahle hamein apne aap ko iske layak banana parrega. Hamei abhi bahut jyada knowledge ki zarurat hei in ko samjhane ke liye.
Vaise aajkal purity to kahi rah nahi gai hei. Agar koi doodh mei paani milakar (impure karke) bech raha hei to hum yah nahi kah sakte ki doodh gandi cheez hei. Ye doodh ki galti to katai nahi hei.
Is barre mei mere khayal to yahi hei ki aap ko islam mei kuch achaiyan bhi dikhi hei to aap unko honestly follow karen.Baki jo batein aapko samajh mei nahi aai hei (ya galt tareeke se samajh mei aai hei)unke baare mei aap apni rai filhal reserve rakhen. inshaALLAH ek din aapki akla ko barakat bakshi jaegi, us din aapke saare confuson door ho jaenge.
Age: 124
6726 days old here
Total Posts: 382
Points: 0
Location:
China, China
Thanx Doc Bro, I liked it.
hawa us se kehna k hum n tujhe khojne ki sabhi khwahishon ko udaasi ki deewar main chunn diya hey
hawa us se kehna k wehshi darindon ki basti ko jatay huye raston per tere naqsh-e-paa dekh kar hum ne dil main tere naam k har taraf ik seyaah maatmi hashiya Bunn diya hey