Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
bin tere sara shehur veeraan rhta hai, bichd kr tuj sy hur rasta sunsaan rhta hai,,,,,,, vo tuje tuj sy zyada piyar krta hai, jo tere samny aksar anjaan rhta hai.........!!!!!!
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
ankhoN sey aansooN ko behnay nahi diya matti mein motion ko bikhernay nahi diya jis raah per paray thay teray paon k nishan us raah sey kisi ko guzernay nahi diya
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Kisi bhi dukh ka malaal kerna us ko aaya na mujh ko aaya Muhabbaton ko khayal kerna na us ko aaya na mujh ko aaya jo faslay thay unhain mitana dono hi chahtay thay mager taluq bahal kerna na us ko aaya na mujh ko aaya
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
yeh bhi aadaab hamaray hain tumhain kia maloum ham tumhain jeet k haray hain tumhain kia maloum Aik tum ho kay samajhtay nahi ham ko apna aik ham hain k tumharay hain tumhain kia maloum
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Rishtay Kanch Ke Baney Hote Hain !! Ye Totny Per Chubty Hain !! Hatheli Per Sanbhal Ke Rakhna Inhe !! Kyun Ke Inhe Totny Mein Pal Or Jorny Mein Barson Lagty Hain !!
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Kis ko khabar the zindage hans na sakay gae phir kabhi beetay howay khushi k din ashkon main doob jain gay tum bhi bano gay ajnabi,ham bhi nazar churain gay teray liye O Jan-e-Jaan lakhon sitam uthain gay
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Mujhe Jo Bhe Dushman-e-jan Mila , Wohi Pukhta Kar-e-Jafa Mila Na Kise ke Chout galat Pare, Na Kise Ka War Khata Howa Mujhe Hamsafar Bhe Mila Koi, To Mere terhan Hi Luta Howa Kabhe Manziloon Se Hata Howa Kabhe Qafiloon Se Luta Howa
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Ye wisaal hey ke kamaal hey meri khuwaahishoN ke hajoom ka meiN jis taraf bhi nazar karooN mujhey har taraf wo dikhaai dey meiN hisaab judaai ka maang to looN wo aaey jab par dar ye hey jaaney kis tarha wo miley mujhey jaaney kis tarah wo safaai dey
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Mujhko Udaas dekh kar Zamane ne yeh Saawal kiya Woh kaun Hai zalim Jisne tera yeh haal kiya Maine kaha woh mohabbat hai Jo meri unke sath hai woh nikli bewafa bus itni si baat hai
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Chaltay chaltay un raahun pe pichay mur kay dekha to Gard ki motti chaadar me apna aks bhi dhundla tha CHaltay chaltay sooraj bhi jab door ufaq me doob gaya Raat andheri kia janay me bhi kitna tanha tha
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Bin Dhaikhay usay ya Rabb yeh Eid na guzray Ker paida koi aisa sabab, yeh Eid na guzray Duniya ko dikhaya hay, ik chand jo too nay Mujh ko bhi dikha day abb yeh Eid na guzray
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
tarasti nazron ne her pal tera sath manga jaisa asman ne her raat chand manga khud bhi roth geya woh hum se jab her dua main hum ne un ka sath manga!!!
Age: 33
5780 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Teray haath ko seenay se laga kar roye, Hum tasweer main tumhien pass bula kar roye, tujhe soo bar pukara shab-e-tanhai main, Aur har bar tumhien pass na pa kar roye